August 16, 201114 yr Hamare Darmiyan Haayel Rahayn Sadiyon Ki Khamoshiyan Kuch Is Tarhan Guftugu Karna Acha Lagta Hai Tumhre Baghir Zindagi Ka Koi Tassavur Nahi Hai Kuch Is Tarhan Tumhari Tamanna Karna Acha Lagta Hai
August 16, 201114 yr Hum Aaj Yeh Ikarar Kartay Hayn Hum Bhi TumSe Pyaar Kartay Hayn Kahin Pass Aane Sa Dooriyan Na Burdh Jayen Yehi Soch Ke TumSe Door Rehtay Hayn
August 16, 201114 yr Ishq karnay kay bhi kuch aadaab hotay hain Khuli ankhoun main bhi kuch khowab hotay hain Her koi ro kay dekhaye yeh zarore to nahi Khushk ankhoun main bhi selaab hotay hain
August 16, 201114 yr hum tere dil mein iss bahane aaye kya bahana tha dil tum se lagaane aaye tumein maloom ho na paaya aamid ka sabab apni khaawaish thi ke hosh thikaane aaye mudat se tishnigi thi tukm se baat karne ki baday dinoo baad yeh pyaas hum bujaane aaye raat ko so na sake aur din ko bechain rehay neend bhejo ke wo humein aa ke sulaane aaye jab shaaiyri karte ho tau pyaari karte ho yeh baat raja ko kaun samjaane aaye
Create an account or sign in to comment