October 1, 201114 yr ZindagiKis nay kaha k Mohabbat ka naam judai hai Main kehty hon Main nay Manzil pay hai Mana is main Ruswai hai phir bhi Main nay Manzil Pay hai Rastay Mushkil Zarooor thay Chahnay Walay bhi Door thay Dareecha Mohhbat ka tha khula Meri Chahat ka Sila mujhko mila Main nay Banaya apna Gharonda Ass say Sulag rahay thay phir bhi Pyaas say Na ker waqt barbaad sun lay aey yaar Mohabbat nay Manzil PAy hay na Soch is main Ruswai hai Haasil Aaj mujhko Mera Pyaar hai Kyun na guroor keron meray paas mera yaar hai Mohabbat Manzil paygee Mohabat jeet hi jaygee......
October 1, 201114 yr q to acha legta ha waqt mila to sochain gy tuj ma kia kia dekha ha waqt mila to sochain gy sara sher shnasai ka davedar to he lakin kon hamara apna ha waqt mila to sochain gy or ham ny us ko likha tha kuch milany ki tadber kro us ny likh baja he waqt mila to sochain gy vo mosam khusbo,bady saba chand shafq or staro ma kon tmhary jasa ha waqt mila to sochain gy ya to apny dil ki mano ya pher dunya walo ki maswara us ka acha ha waqt mila to sochain gay q to acha legta ha waqt mila to sochain gy
October 5, 201114 yr Pighle neelam sa behta ye sama, neeli neeli si khamoshiyan, na kahin hai zameen na kahin aasmaan, sarsaraati hui tehniyaan pattiyaan, keh raheen hai bas ek tum ho yahan, bas main hoon, meri saansein hain aur meri dhadkanein, aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan, aur main… sirf main. Apne hone par mujhko yakeen aa gaya
Create an account or sign in to comment