Disable Screen Capture Jump to content
Novels Library Plus ×
URDU FUN CLUB

MY OWN POetry ("" بس ٹھیک ہوں "")


Recommended Posts

>->->Apni dharkano se kuch aisy mera naam lo<-<-<

>->->Ye waqt ruk jaye is lamhy ko thaam lo<-<-<

>->->Teri aankhon mai jhalak ho aesi mere pyar ki<-<-<

>->->Saahil pe jesay dhalti haseen shaam ho<-<-<

>->->Lafzon se hota nhi izhaar hum se pyar ka<-<-<

>->->Bs meri aankhon mai dekh kr khud ko pehchaan lo<-<-<

>->->Jesy tarasta hai sehra shabnam k choonay ko<-<-<

=?==>WASI<=?==

>->->Kabhi wesy ***** se tum b mujy maang lo<-<-<

poet:

wasi-shah

Edited by (._.)Milestone(._.)
+
Link to comment

اردو فن کلب کے پریمیم ممبرز کے لیئے ایک لاجواب تصاویری کہانی ۔۔۔۔۔ایک ہینڈسم اور خوبصورت لڑکے کی کہانی۔۔۔۔۔جو کالج کی ہر حسین لڑکی سے اپنی  ہوس  کے لیئے دوستی کرنے میں ماہر تھا  ۔۔۔۔۔کالج گرلز  چاہ کر بھی اس سےنہیں بچ پاتی تھیں۔۔۔۔۔اپنی ہوس کے بعد وہ ان لڑکیوں کی سیکس سٹوری لکھتا اور کالج میں ٖفخریہ پھیلا دیتا ۔۔۔۔کیوں ؟  ۔۔۔۔۔اسی عادت کی وجہ سے سب اس سے دور بھاگتی تھیں۔۔۔۔۔ سینکڑوں صفحات پر مشتمل ڈاکٹر فیصل خان کی اب تک لکھی گئی تمام تصاویری کہانیوں میں سب سے طویل کہانی ۔۔۔۔۔کامران اور ہیڈ مسٹریس۔۔۔اردو فن کلب کے پریمیم کلب میں شامل کر دی گئی ہے۔

  • Replies 184
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

Top Posters In This Topic

Ajab sa kheel hai Guzry din0n ko s0chty rehna

".

".

".

Akely beitth kr

Bachy ki manind

Khelty rehna "

".

".

".

Shugal mera ye mujh ko aik din

Kangal kr dy ga

".

".

".

Haseen

Yado0n k m0ti '

Aansuo0n mein phenkty rehna

Ye ham sy hi sahi lekin "

isy ham paa nahi sakty "

An0khi baat hai

Saaye k pechhy

Bhaagty rehna

".

".

".

!

Kaasa hi ab k

Torr do -

Wo bheek

Na dy to "

".

".

".

Mujhy achha

nahi lagta "

Tera Youn

Maangty rehna.

Link to comment

Ajnabi Sheher Ke Ajnabi Rasty..'

'Meri Tanhai Par Muskraty Rahy..'

'Me Bhot Dair Tak Yonhi Chalta Raha..'

'Tum Bhot Dair Tak Yad Aaty Rahy..'

'Zehar Milta Raha Zehar Peety Rahy..'

'Roz Marty Rahy

Roz Jety Rahy..'

'Zindagi Bhi Hamen Aazmati Rahi..'

'Or Ham Bhi Isy Aazmaty Rahy..'

'Zakham Jab Bhi Koi Zehan-O-Dil Par Laga..'

'Zindagi Ki Taraf Ek Daricha Khula..'

'Ham Bhi Goya Kisi Saaz Ke Tar Hen..'

'Chot Khaty Rahy Gungnaty Rahy..'

Link to comment

mudat k bad hath ki lakeer daikh kar

dil jal utha ha khawab ki tabeer daikh kar

hum na dil main is liay pathar basa liay

taj mahal ki dilkash tameer daikh kar

mari hi muntzir hain ya b gardshain

ya asman sa utarti hain takdeer daikh kar

mudat bad dil pa rakha ha hum na hath

kagaz pa taray hath ki tahreer daikh kar

ahl karam na apnay khizanay lota diay

waqt ka mara dil ka ameer daikh kar

kismat k maray janay kiun chal diay udhar

manzil b dour ho gai rahgeer daikh kar

logon na apnay poun main zanjeer dal li

tari zulf ka hua aseer daikh kar

dil ab b chahta ha tumhi par nisar ho

takhiyal sa kahin haseen tari tasveer daikh kar

gee chahta ha ghar sa kahin dour nikal parin

ishtiaq itnay saray masail ghambeer daikh kar

poet=syed ishtiaq hussain kazmi

book=ik yadoon ka safar ik yadoon ka gham.

Link to comment

Benaam musafir hoon,

be naam safar mera,

Kis rah nikal jaon,

kuch keh nahi sakta..

Be naam meri manzil hy.

be naam thikana hy.

kis dar py main ruk jaon,

kuch keh nahi sakta.

Iss paar to roshan hy sara mera rasta,

Us paar andhera ho,

Kuch keh nahi sakta.

Tinkay ki tarah main bhi beh jaon samandar mein,

mil jaiy ga kinara,

kuch keh nahi sakta..

Mil jaiy gi tabeer mery khwaboon ki aik din,

Ya khawab Bikhar jaen,

Kuch keh nai sakta..

Link to comment

Onchy Parbat

Neela Sagar

Pagal Barish

Tum Aur Main

... Mehendi Khushbo

Kajla Aanchal

Band Hatheli

Tum Aur Main

Door Kahin

Barish Me Bheegi

Pheli Sarsoon

Tum Aur Main

Jab To Chere

Zulfain Meri

Chandan Khushbo

Tum Aur Main

Jangal Me Koi

Chota Sa Ghar

Matti Choolha

Tum Aur Main

Hr Raah Hr So

Pheli Khushbo

Barish Badal

Tum Aur Main

Kandha Tera

or Sir Mera

Pagal Si Chup

Tum Aur Main

Kaaly Badal

Rim Jhim Barish

Neela Aanchal

Tum Aur Main

Paas Ksi

Koyal Ki Ku Ku

Gehra Jangal

Tum Aur Main

Onchy Onchy

Ghane Ghanair

Bolty Paty

Tum Aur Main

Link to comment

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
×
×
  • Create New...