March 6, 201214 yr Talab k0 ajar na d0n, Fikr-e-rahguzar na kar0n, Safar mein ab k Hawa k0 bhi, hamsafr na kar0n, Ubhartay D00btay s00raj say t0rr l0n rishtaa, Mein Shaam 0rrh k s00 ja0n, 0r sehar na kar0n, Ab is Say barh k bhalaa kia h0 ehtiyaat-e-Wafa? Mein terey shehar say guzr0n, Tujey khabar na kar0n, Yeh meray dard ki d0lat meri Mata-e-Firaaq, Inn aa’nsu00n ki wazahat, mein umar bhar na kar0n, W0 ek pal k0 dikhaai tu day Kahin mujh k0, Mein jaan ganwa k bhi, us pal k0 mukhtsar na kar0n…!!! b-)b-)b-) Edited March 6, 201214 yr by Rare Lovely Text Editing
Create an account or sign in to comment