January 30, 201214 yr Kaisey Bh00l gaya w0 sath guzaary hwy din Lagtaa nahi tha us ka dil tu merey bin D0st0 say kaha karta thaa w0 bhi Kiya yeh bhi Gee sakay gaa merey Bin Mazaq ban jaya karta thaa w0 D0st0 mein Khud k0 tanha samjaya karta tha w0 mery bin Usay Hadd-e-Diwangi kah0 ya pagalpann Tasawur mein w0 batein kiya karta tha meray bin W0 m0sm0 k badalny say darta nahi thaa Per Bahar0 mein murjha jaya karta tha mery bin Ab aaas tot gai us k aanay ki Fraz… Lagta hai w0 jeena seekh gaya hai mery bin….
January 30, 201214 yr Bey Sabab Y0un hi Sar-E-Shaam nikal atay hein.. Hum bulaein tu Unhein kaam nikal atay hein… K0i hamein shoq tu nahi hai awargi kaa… Hum tu un ki galion mein hamkalaam hony atay hein.. Un ki Jafaaon k zakham Kehty rehty hein kuch is tara.. K raat ka andhera charhty he Dard tamam nikal atay hein.. Kia bataaon in husan wal0 ki batein tujhe.. Wasi.. Hum bulaein tu parda, warna sar-E-aam he nikal atay hein…
Create an account or sign in to comment