Mela 700
Payal to meri muti me aa gayi. Jaisa payal ke liye socha tha vaisa hi hua.
Payal jaisi hot ladki ko neglect karne se wo khud mere pass aa gayi.
Payal se milne ke bad main ranjitsingh ko madat karne laga.
Ranjitsingh ne hishab kitab ache se maitain kiya tha .jis se ham ne jada kaam
karne ke bad bhi bahot bachat ki thi.
Main ne ranjitsingh ko kal suggestion diya tha ki aaj prasad ke sath logo ko
khana bhi dete hai.
Ranjitsingh ko mera idea acha laga . Ranjitsingh ne khana dene ke kaam me
aadmiyo ko laga diya.
Itne sare logo ko khana dena matlab badi mehnat ka kaam tha .par ham ne
aisa karne ka taam liya. Aisa karne ye mela aur hamara kaam sab ko yaad
rahenga.
Ranjitsingh ne apni factory ke worker jo chhuti par the unko vapas bhula ke
kaam pe laga diya.
Logo khana to sham ki pooja ,aaj 3.00pm baje pooja hone vali hai.
Sab ko apna apna kaam bata kar ranjitsingh haweli chala gaya aur main ghar
chala gaya .pooja ke liye tayyar hone.
Mere ghar aate chachi ne mere nahane ka bandobast kar liya tha.
Pani ko sudh karke chachi muze nahala rahi thi.
Nahane ke bad main ne mandir jane vale kapde pahan liye.
Pir Chachi ne muze pahale din ki tara ghar me jo mandir tha vaha rangoli me
lakar baita diya.
Aur meri pooja karne lagi.muze mandir jane ke liye tayyar karva diya.
Pir main ne ek ek karke sabka aashirvad liya.
B Chachi-Avi ,tune apni family ka naam roshan kiya. Aaj main bahot khush hu
Avi-chachi sab aapke pyar aur aashirvad ke vajase hua hai
B Chachi-teri mehnat ,usko bhul gaya tu
Avi-aapke pyar ke samane meri mehnat kuch nahi hai.
B Chachi-khas aaj tumare mata pita jinda hote to aaj wo tume dek kar khush
hote
Avi-wo abi bhi muze dek rahe honge. par main aaj jo bhi hu wo aapki ki vajase
hu .aapke aur puri family ke pyar ke vajase main mele ke kaam pura kar paya.
B Chachi-tumare dadaji bhi bahot khush honge unko jab batayenge ki tum
mele ka kaam kar rahe ho
M Chachi-Aur deko hamare Avi mele ka kaam itne ache se kar diya.
C Chachi-Kaise na karta ,aur vaise bhi jadatar kaam Avi ne kiye hoge.
Avi-idea mere the, kaam ranjitsingh aur main ne kiya
neeta bua-idea imp hota hai. bina idea ke to pitaji bhi kaam kar lete the
B Chachi-haa, Avi ko shahar me padai ke liye bhejne se ye sab ho paya hai
Neha bua-acha kaam kiya hai Avi ne ,bhaiya bhi aisa kaam nahi kar pate
neha bua ke muh se meri tarif sunkar sab neha bua ki taraf dekne lage.
M Chachi-wo rahte kaha hai ,jab deko tab dosto ke sath rahte hai
C Chachi-didi muze aisa lag raha ki Avi ne kaam itna acha kiya hai ki wo Avi
se jalane lage hai
pooja bua-meena ne sahi kaha. isi liye Avi ke aate kahi bahar jate hai
neeta bua-uski to aadat hai. pahale bade bhaiya se jalate the aur ab Avi se
neeta bua ki bat sunkar neha bua rashoi ghar me chali gayi.
Mere pitaji ka naam sunkar neha rashoi ghar me chali gayi.
B Chachi-chalo bate bahot ho gayi. hame chalana chaiye
neeta bua-main sab ko bhulake lati hu
meri sabi bahano ne sari pahani thi.
rani ke liye choti chachi ne special sari li thi. jis me rani ki khubsurati dekne
layak thi.
komal bhi kuch kam nahi thi. komal ne bhi apni khubsurati ko ache se make
up karke aur sundar bana diya.
chacha ke aate ham sab mandir ki taraf nikal pade.
hamare aane ke kuch der bad thakur ki family bhi aa gayi.
payal sari me kamaal ki lag rahi. uske chehare pe ek ajib chamak thi.
hamare aate mandir me pooja suru ho gayi.
log kab se pooja suru hone ka intazar kar rahe the.
mela me kohi nahi gaya tha. aaj mela band raka gaya tha. matlab suru tha
,mela raat me thodi der ke liye suru rahne vala tha.
panditji ne pooja suru ki.
panditji batate gaye aur ham pooja karte gaye.
pir pahale din ki tara hamare hant me thali di gayi.
roj hamare hant me thali di jati thi par pahale din ki tara rani aur komal ne hant
nahi lagaya tha. panditji ne sirf pahale aur aakari din sath me pooja karne ko
kaha tha
panditji ne kaha ki pahale din jis ne pooja karte huye tali ko hant lagaya tha
vahi ab pooja karte huye lagayenga.
kamini ne ranjitsingh ki tali pakad li. aur meri tali ko ek taraf rani aur dusari
taraf komal ne pakad liya.
aur ham pooja karte gaye.
pooja 2 gante tak chali.
pooja hote hi ham ne BHAGVAN ke darshan kar liye.
hamari family ke darshan karte hi log darshan karne lage.
ham ne parasad liya aur ek jaga par jakar baite gaye.
log darshan karne ke bad prasad leke khana khane ke liye line me lag rahe
the.
main ne apni family ko thodi der baitne diya.aur bhid badate hi unko ghar bhej
diya .
main ne aur ranjitsingh ne tent me jakar kapde change kiye
aur logo ko prasad dene lage.
log khana kha kar mele me jane lage jis se mela bhi suru ho gaya.
jo log bhid dek kar ek din ke liye darshan karne aate the wo bhi aaj mandir me
aaye the.
shahar ka amir aadmi ho ya gaon ka garib wo ek sath baite kar khana kha rahe
the
ek line ka khana kha kar ho gaya to dusari line baite jati.
ye bahot lambha chalne vala tha.
MLA aur MP bhi apni family ke sath aaye the.
unke aane se aur pareshani ho gayi. unko darshan karvane me badi mehnat
karne padi.
logo ki bhagdoud na ho iska pura dyan raka gaya tha.
10 meter ke gap ke bad ek bamboo dal kar gate banaya tha.
gate open karke kuch logo ko aage jane dete the.
jis se sab kaam systmatic ho raha tha
kaam to chalta rahne vala tha
ham ne kaam karte huye khana kha liya tha.
kabi ham idar hote to kabi udar
ranjitsingh 25 saal ke ladke ki tara kaam kar raha tha.
khana banane aur logo ke aane ka calculation tik ho raha tha. jaise log badh
rahe the vaise vaise khana ban raha tha.
par pani ke stall kam the. jis se pani pind ke liye pareshani ho rahi thi.
main ne jaldi gaon jakar panchayat me rake huye dram le kar aa gaya aur
2 3 stall pani ke laga diye .shahar se tanker bhi aa gaye the.
aur ek pareshani paida ho rahi thi ki khane ki plate kaha feke. log vaise rak kar
chale ja rahe the.
main ne 2 tractor bhula liye .aur unse undar plate rakne ko kaha .aur tractor
dur jungle me jakar fek sakta tha. jis se dog aur smell ka problem khatam ho
gaya.
logo ne hame jada pareshani nahi di .wo jaldi rasta khali karne lage.
muze chachi ka phone aaya tha ki main ghar aa raha hu ki nahi.
main ne chachi ko bata diya ki main aaj nahi aa sakta.
pir ham apna kaam karne lage.
logo ko darshan karne aur khana khane me 10.00pm baj gaye.
ham ne sab saf karne ko kaha.
sab kuch vapas rakne aur kaam khatam karne me12.00 baj gaye.
aur isi ke sath ham ne mele ka kaam pura kar liya.
kal se log vapas chale jayenge.
dukan stall sab hatane ka kaam lag jayenga.
jab tak sab chale nahi jate hamara kaam pura nahi hoga.
pir main ranjitsingh ko chhodne haweli chala gaya.
ranjitsingh kaam me itna busy tha ki usne car vapas bhulane ka bhul gaya.
main ne ranjitsingh ko apne bike par haweli le aaya
haweli me sab so chuke the
main ne ranjitsingh ko uske kamre me chhod diya.
aur muze jo karma diya gaya tha vaha chala gaya.
agar thakurain ko pata chala ki main haweli me hu to wo mere pass jarur
aayengi.
main kamre me chala gaya
______________________________3007
701>>> To be Continue ………….>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>