Jump to content
View in the app

A better way to browse. Learn more.

URDU FUN CLUB

A full-screen app on your home screen with push notifications, badges and more.

To install this app on iOS and iPadOS
  1. Tap the Share icon in Safari
  2. Scroll the menu and tap Add to Home Screen.
  3. Tap Add in the top-right corner.
To install this app on Android
  1. Tap the 3-dot menu (⋮) in the top-right corner of the browser.
  2. Tap Add to Home screen or Install app.
  3. Confirm by tapping Install.

Leaderboard

Popular Content

Showing most liked content on 22/09/21 in all areas

  1. Update 37 Larki ki awaaz aai Larki:Hlo Razi tum is wakat kahan ho?? Me:garage ma hn Larki:ma aik address send kar rahi hn. Foran wahan aa jao. Me:tum address send karo ma aa jaata hn. Larki:theek ha jaldi aana. Us ne address send kiya or ma bike par beth kar uski taraf rawana ho gaya. Takreebn aik ghante baad ma aik 3 manzala ghar ke bahir khara tha. Ma ne usse missed call di to thori der baad kothi ka darwaaza khula or ussi larki na sar bahir nikala mujhe dekh kar boli Larki:bike andar hi le aaein Ma na bike andar ki or uske saath chalta hua drawing room ma puhnch gaya. Larki:Thanda lein ge ya garam??? Me:nahi bohot bohot shukriya. Aap bas yahan beth jaen or mere sawalaat ke jawab dein. Larki mere saath hi sofe par bethte hue boli Larki:jee puchain jo puchaana ha?? Me:tumhaara name?? Kon ho?? Mujhe kaise jaanti ho?? Miss Maria ya Mr. Zaidi sa tumhaara taaluk kya ha?? Sab kuch jaanana chahta hn ma Larki:itne sare sawalaat aik saath. Me:aik aik kar ke btati jao. Larki:acha theek ha. Mera paidaishi name Robina Massih tha lekin sheher muntakil hue to Jennifer urf Jenny ho gaya. Mere waalid Imran Masseh Kot Adu ke aik nawaahi ilaake ma mehnat mazdoori karte the. Takreebn 7 saal pehle wo mujhe or meri maa ko le kar Karachi aa gae. Yahan Madam Maria ke haan mere waalid ko batoor Driver nokri mil gae jabke meri waalidah inke ghar ke kaam kaaj wagaira karti thi. Hum koothi sa mulhika rehaishi quarters ma hi rehte the. Mere waalidein ko foot hue 4 saal ho gae hn ma ab bhi Madam Maria ke haan hi rehti hn. Me:Mujhe kaise jaanti ho?? Jenny:tum sa mera gaibaana taaruf tumhaari friend kam lover na karwaaya tha. Me:meri konsi friend na tum sa mera taaruf karwaya tha??? Jenny:Nazia ke siwa or kon ho sakti ha. Me:She is just my friend not a lover. Jenny:but she loves you more than herself. Jab wo nayi nayi Uni aane lagi thi to bohot udass rehti thi. Phir meri us sa dosti ho gayi. Us sa puchaa to usne sab bataya mujhe ke kaise tum na school ma usko aik larke ki blackmailing sa bachaya. Tab sa hi wo tumhe pasand karne lagi thi. Phir tumhaari harkatain or baatein uske dil ma tumhaari muhhabat ki aag ko jalane lagi phir usse pata chala ke itni choti umar ma hi tum na aik saath do do shadiyaa kar li hn tabhi uni nayi nayi start hui thi. Wo bohot udass rehne lag gayi. Meri us sa dosti hui to wo apne dil ki har baat mujh sa share karne lagi. Usi na tumhaari 2 3 pics bhi dikhain. Wo sans lene ke liye ruki phir boli Jenny:uski udassi ko bhaanp kar Madam Maria na usko apne jaal ma phasaya. Pehle aik ghamgussaar dost bni phir uska gham bhulaane ke liye usse Drugs ki taraf le gae. Halanke Nazia nahi chahti thi ye sab lekin 2 3 dafa usse zabardasti drugs lene par majboor kiya or phir aahista aahista uski zaroorat bn gae. Me:Jis din Nazia ki tabiyaat kharaab hui thi us wakat tu uske pass thi naa??? Jenny:tumhein shayad pata naa ho lekin Madam Maria lesbian hn. Usse mardo sa zayada larkiyaa pasand hn. Uska dil Nazia par aa gaya tha. Maria Madam na kayi bar usse apne ghar bulaya lekin wo naa aayi to Usne Uni ma hi Nazia ke saath naazeeba harkaat karni shuru kar di. Library ma students ki maujoodagi ma kabhi uske boobs daba deti to kabhi uski hips par haath pher deti. Is sa taang aa kar Nazia na uss din kafi heavy amount ma drugs le li. Usse iske side effects ka pata tha lekin shayad apni izzat bachane ke liye usne ye saab kiya. Usne aik gehri saans li or phir boli Jenny:Us din drugs lene sa pehle wo mere saath cafeteria ma bethi thi. Kafi mayoosi bhari baatein kar rahi thi. Mujhe kehne lagi ke mera jisam pehle sa hi daaghdaar ha lekin Kh..da ki kasam ma kanwaari hn.koi bhi mere jisam ko meri marzi ke bina haath nahi laga paaye ga. Ma mar jaon gi lekin us kameeni Maria ke saath koi ghatiyaa harkaat nahi karun gi.Mera jisam Razi ki amanat ha. Uske ilawa koi isse apne gaande haatho sa choo bhi nahi sakta. Ma us sa kehti thi ke wo shadi shuda ha 2 biviyaan hn uski.kya wo tum sa shadi kare ga?? To wo kehti ke wo shadi kare ya naa kare lekin ma sirf usi ki amanaat hn. Aur koi bhi mere jisam tak rasai hasil nahi kar paye ga. Me:Maria ko drugs kon supply karta ha or ye aage students tak Mr. Zaidi ke naam sa kaise drugs puhnchaati ha?? Jenny:ye koi bohot bari party ha target killing sa le kar agwaa baraaye tawaan or har kisam ke drugs ki dealing karti ha. Bahir sa drugs mangwaati ha or badle ma naujawaan haseen larkiyaa agwaa kar ke unhe supply karti ha. Wo thori der chup rahi phir boli Jenny:Drugs usse yahin uske ghar ma puhnchaa diye jaate hn. Me:Mtlb??ye Maria ki kothi ha?? Jenny:Hn usi ki kothi ha Me:agar wo kahin sa aa gae to??? Jenny:wo apne room ma soo rahi ha. Me:agar jaag gae to?? Jenny:nahi jaage gi jab tak ma naa chahon. Iss ki tension tum mat lo. Me:drugs us tak yahan puhnch gae to aage phir wo students tak kaise puhnchaati ha?? Jenny:aik account number students ko diya hua ha wo us ma paise transfer karwaa kar slip aik makhsoos number par send karte hn or phir har aik student ka makhsoos hissa mere zariye un tak puhnch jaata ha Me:Tum un students tak drugs puhnchaati ho??? Jenny:nahi nahi to. Ma pehle sa makhsoos ki gae jaaghoon par unka hissa chupa aati thi. Jaise washroom ho gae ya grounds ma makhsoos jaghein phir un ko aik private number sa msg kar deti thi ke tumhaara hissa falaan jaga par ha jaa kar le lo. Me:yaani saanp bhi mar jaata tha or lathi bhi nahi tootati thi. Jenny:Haan bilkul. Lekin tum na or tumhhaare dost na hamari Uni aa kar achaa nahi kiya. Me:mtlb?? Jenny:tum na uni ma safai karne waalo sa Mr. Zaidi ke baare ma puchaa tha naa??? Me:haan aik do sa puchaa tha. Jenny:wo us kameeni Maria ke paltoo the. Unho na jhaat sa usse bta diya. Pata nahi kaise usse hamari washroom waali baat bhi us tak puhnch gae thi. Tumhhaare aane se pehle mujhe dhamka rahi thi ke ma ne tumhhaare saath sex kiun kiya or wo bhi yun khule aam uni ke washroom ma. Wo sans le kar boli Jenny:tumhe bataya ha ke wo lesbian ha or mujh par or Nazia par marti ha. Nazia to uske chungaal sa bach nikli ha lekin meri majboori thi. Ma to pechle 4 saal se us aurat ki rakhail bni hui hn. Wo pagal ho rahi thi ke ma na tumhhaare saath sex kiun kiya. Me:Kaise sanmbhaala phir tum ne usse?? Jenny:wo mujhe maarne ke liye aage barhi to ma ne usse dhaaka de diya. Us sa sambhla naa gaya or wo peche ko gir gae. Uska sar bed ke kone sa takraaya or wo behosh ho gae. Us ke hosh ma aane sa pehle hi ma na uske haath paon bandh diye hn. Mu bhi bandh diya ha. Me:tumhe to usne paala ha. Tumhe to uski ahsaanmand hona chahiye. Ulta tum usse phansa rahi ho?? Jenny ki aankho ma aanso aa gae. Wo bharayi hui awaaz ma boli Jenny:apne maa baap ke kaatiloo ka kon ihsaanmand hota ha?? Me:mtlb??? Jenny:ye Maria mere waalidein ko bhi issi kaam ma mulawas karna chahti thi. Aik do dafa kuch bachoo ke agwaa ma mere Dad batoor driver kuch logo ke saath gae. Wo ye saab kaam nahi karna chahte the.unho na Police ko inform kiya jiska in saab ko pata chal gaya. Us raat Madam Maria na apne haatho sa mere baap ke seene ma khanjaar ghoonpa us wakat wo soo rahe the. Meri maa ki aankh khul gae unho na apne suhaag ko bachaane ki koshish ki to uske saathi na meri maa ka gaala daba diya. Meri aankho ke samne wo tarap tarap kar mar gae. Ma sab kuch jaante hue bhi anjaan ban gae. Mujhe pata tha ke agar mujhe in ke katal ka badla lena ha to theek moke ka intazaar karna ho ga. Aaj mere maa baap ko katal hue 4 saal guzar gae hn. Kai dafa Maria nashe ma dhaat mere saath bed par leti hoti thi. Ma usse maar sakti thi lekin nahi usse maar deti to ma kahaan jaati. Us ke upar bethe log mujhe dhoondh kar maar dete.Ma jeena chahti hn or apne waalidein ke kaatilo ko saza bhi dena chahti hn. Mujhe kissi ke sahare ki zaroorat thi or wo tumhaari suraat ma mujhe mil gaya ha. Mujhe umeed ha ke agar ma Maria ko katal kar dn to tum mujhe un darindoo sa chupa lo ge. Me:or agar ma tumhaari madad sa inkaar kar dn to??? Jenny:Jo aadmi apne Bachpan ma aik larki ke saath hone waali blackmailing bardasht nahi kar payaa wo kissi larki ko maarne ke liye yunhi nahi chor sakta. Me:Kahan ha wo kameeni??? Jenny:aao mere saath Wo mujhe aik bedroom ma le gae. Wahan wohi librarian Maria aik kursi par bethi hui thi. Uske haath paon Kursi sa bandhe hue thi. Hume dekh kar wo tarapne lagi or khud ko rassiyoo sa churaane ki koshish karne lagi. Ma na jaate saath hi uske mu par aik zoordaar thapar maara or phir bola Me:Haan to Miss Maria University ki masoom larkiyoo or larkoo ko drugs supply karti hn aap. Khubsurat larkiyoo ko apne bister par le aati hn. Unhein phansa kar bech deti hn.Bachoo ko agwaa karwaati hn. Apne anjaam ke liye tayaar ho jao. Ma dubara Jenny ki taraf mutwaja hua or bola Me:tumhe to pata hi ho ga iski khufiyaa tijoori ka. Jenny:han code bhi pata ha Me:Us ma jitni nakad rakam maujood ha usse utha lo. Tumhaare chupaane ke liye thikaana hasil karne ke kaam aaye gi. Jenny aik almari ki taraf barhi to ma bola Me:iska laptop or Mobile phone bhi kaaboo kar lo.Iske gang ka bhi pata saaf karna ha humein. Jenny apne kaam ma masroof ho gayi. Almari ke aik khufiya khaane sa 60 laakh ruppees mile. Aik Mobile phone bhi rakha hua tha. Aik Machine pistol bhi mila saath uske gooliyaan bhi thi. Uska laptop or dusara mobile bhi apne kabze ma kar liya. Me:Jenny bike chala leti ho?? Jenny :haan Me:ye sab saman lekar bahir nikalo.Main road par mera intezaar karna. Jenny:ok keh kar bahir nikal gae. Ma na Maria ko kursi sa khola or phir kitchen ma le jaa kar aik chair par betha diya or dubara uske haath paon bandh diye.Ma na mobile on kiya or phir video recording karne laga. Sab sa pehle ma ne Maria ke chehre ka closeup liya or phir Gas ka chule on kar diye. Gas teezi sa kitchen ma phelne lagi. Aik kone ma mujhe gas cylinder para mil gaya. Wazan sa maloom hota tha ke gas ha is me. Ma na usse Maria ki kursi ke kareeb kiya or phir kitchen sa bahir door drawing room ma jaa kar wo Machine pistol nikala or gas cylinder ki nozal ka nishaana lekar fire kar diya or bhaaga bahir ki taraf. Aik dhamaka hua.Ma gir gaya. Kitchen ma har taraf aag bharak uthi thi jo ab drawing room ma bhi aa gae thi. Ma na khud ko sambhala or phir jaldi sa drawing room sa bahir nikal aaya. Main gate sa bahir nikl kar ghar ki taraf dekha to pure ghar ko aag na apni lapait ma le liya tha. Aas pass ke gharoo ma hal chaal nazar aane lagi ma andhere ka faida utha kar taizi sa Main road ki taraf chalne laga. 5 mint baad ma Jenny ke peche bike par betha hua tha or wo tezi sa bike chala rahi thi.aik ghante baad hum garaage ke samne khare the. Mechanic shop band kar ke jaa chuke the. Raat ka 2 baj raha tha. Hum raaste ma aik band hote hotel sa khaana pack karwa laaye the. Ma na shop ka shutter upar kiya bike or Jenny ko andar kar ke shutter neche kar ke taala lagaya or ghoom kar shop ki back side par chala gaya. Shop ki backside par maujood ghar ki dewaar phalaang kar andar daakhil hua. Aik kamre ma aik burhiya or aik naujawaan larki soo rahe the saath waale kamre sa aik burhe aadmi ki khansi ki awaaz aa rahi thi. Ma saath maujood teesare kamre ma puhncha.Wo store room tha. Ma aik tooti almari ma dakhil hua or phir makhsoos jaga par angootha dabaya halki si rooshni hui or dewaar halki si khisak gae.Bamushkil teerha ho kar ma wahan sa guzara or dusari taraf puhnch gaya.Dewaar khud ba khud saath mil gayi.Ma almari sa nikla to khud ko shop ma paya. Shop ma mukkamal andhera tha. Ma ne Jenny ko awaz lagai to mujhe apne kareeb sa hi uski awaaz sunae di Jenny :tum kahan sa tapak pare?? Me:bas puhnch gaya hn. Ma na mobile ki torch on ki or usi ki roshani ma hum na khaana khaya.Khaane wagaira sa farigh ho hue to wo boli Jenny:dhamaka bohot jaandar tha. Me:konsa dhamaka?? Hum kissi Maria ke ghar nahi gae the. Bhool jao har cheez. Jenny:Ok. Jenny mere kareeb khisaak aayi.Uski garam saansein mujhe apne chehre par mehsoos ho rahi thi. Chand lamhoo baad hi hamare hont mil chuke the. Uska haath mere taangoo ka darmayaan ma khisaakne laga to ma ne apne hont uske honto sa alag kiyye or hanpte hue bola Me:Rest kar lo 3 ghante hn. Kal ko tumhhaare liye koi thikaana dhoondhate hn. Phir tasali sa maaze karain ge. Hum log sofe par bethe hue the. Wo meri taangoo par sar rakh kar or apni taangein sofe par philaa kar lait gae. Ma uske baalon ma ungliyaa chalane laga. Jenny:tum achaanak shop ma kahan sa dakhil ho gae. Me:bas ha aik raasta. Wo chup ho gae. Ma uske sar ke baalo ma ungliyaa pherta raha. Sofe sa taik laga kar aankhein band ki to thori der ma meri bhi aankh lag gae. Ankh khuli to time dekha.5 baj rahe the. Jenny meri goad ma sar rakhe soo rahi thi. Ma na aaram sa uska sar thora upar uthaya or phir sofe sa khisaak kar uska sar sofe par tika diya. Thori der baad ma usi khufiya raaste sa usi ghar ma puhnch chuka tha. Ghar ke makeen abhi tak soo rahe the. Ye ghar takreebn aik maah pehle hi ma na khareeda tha. Aik din ma shop par betha naye maal ki list bna raha tha agle din mujhe wo samaan order karna tha tabhi kaali chadar ma malboos aik khatoon aai. Saath ma aik mechanic Irfan bhi tha. Irfan ki haisiyaat mere manager ki si thi. Mere baad wohi dukaan ka karta dharta tha. Irfan mujh sa kehne laga Irfan:Lala jee ye larki aapse koi baat karna chahti ha Me:Haan bolo Wo larki Irfan ki taraf dekhne lagi. Wo uski nazaroo ka mtlb samajhte hue wahan sa chala gaya. Me:Bibi sofe par aaram sa beth jaen or tasali sa baataen baat kya ha??? Aurat:Jee mera name Aleena ha. Ma aapki dukaan ke peche bne ghar ma rehti hn. Me:jee farmaiye.Dukaan sa koi masla ha aapko?? Aleena:Nahi jee koi masla nahi ha. Wo darasal hum chahte hn ke aap wo makaan hum sa khareed lein. Wo darasal hume paisoo ki bohot zaroorat ha. Me:jee agar lakh 2 lakh ki baat ha to mujh sa udhaar le lein baad ma waapis kar di jiye ga. Aleena:jee hume 70 lakh Ruppees ki zaroorat ha. Wo darasaal mere waalid sahab ko Liver ka Cancer ha. Unka liver transplant karna ha. Uske liye paise chahiye. Me:liver kon de raha ha?? Aleena:jee ma de rahi hn. Har cheez match ho gae ha. Doctors na har kisam ke tests kar liye hn. Wo ready hn kehte hn 40 lakh jama karwao or hum operation kar dete hn baki ke 30 lakh operation successful hone ke baad jama karwaane hn ge. Me:Konsa hospital ha??? Usne karachi ke sab se mehenge private hospital ka name liya. Ma thori der soochne ke baad bola Me:Aapke Abu abhi ghar par hi hn kya??mtlb hospital ma to admit nahi hn naa?? Aleena:Jee nahi. Ghar par hi hn Me:aap ghar jaen ma 10 baje aapke ghar aaon ga. Aapka ghar bhi dekh ln ga or aapke abu sa bhi baat kar ln ga Aleena:Jee theek ha. Kissa mukhtasar ma us raat uske waalid sa mila.8 marle par muheet ye makaan 75 lakh ma ma na unse khareed liya.Unhi bazurg na is khufiya raaste ke baare ma bataya tha. Ye shops bhi pehle inke pass hi thi baad na inho na bech di thi. Ma Jenny ko sota chor kar usi khufiya raaste sa bahir nikla or phir taala khol kar shutter upar kiya. Jenny jaag chuki thi. Ma ne bike bahir nikali or Jenny ko le kar wahan sa nikal khara hua. Sarakein sunsaan or weraan thi. Ye Sahil E Samander se kuch fasle par mauujood aik nayi Colony thi. Jis ma abhi koi koi ghar bane the. Kuch abhi zair e tameer the. Ma ne aik naye tameer shuda ghar ke samne bike rok di. Darwaaza khola or andar daakhil hue. Sari kothi usse dikhai or phir pucha Me:Kaisi lagi ye kothi?? Jenny:achi ha. Nayi bni ha. Tumhaari ha kya??? Me:Meri hi samajh lo. Jenny:Mtlb?? Me:koi apni zindagi ke aakhri lamhaat ma mujhe ye kothi or is jaisi bohot si cheezein de gaya ha. Jenny :Kon tha wo?? Me:tha koi.kher ab tumhaarara Uni aana jaana khatam ho gaya ha. Ab kya karo gi tum?? Jenny:Filhaal to farigh hi hn. Tum jo ho mera kharcha uthaane ke liye Me:wo 60 lakhs ma sa 50 lakh mujhe de dena tumhaare kharche ka bandobast issi Colony ma kar deta hn. Jenny :wo kaise? Me:5 Marle ka aik ghar isi colony ma bik raha ha. Wo khareed kar tumhhaare naam kar deta hn. Usse kiraaye par charha dein ge. 25 sa 30 hazar monthly aa hi jaata ha. Tumhhaare liye kafi ho ga. Jenny :best idea ha. Me:acha abhi tumhe bahir sa nashta laa deta hn. Shaam ma jaa kar market sa zaroorat ka sara samaan le aana. Jenny :theek ha. Me:Naqab kar lena kahin tumhaari Madam Maria ka koi jaanane waala naa mil jae tumhe. Jenny:ok Me:Uske dono Mobile off hi rakhna or naa hi laptop sa cheer chaar karna. Jenny:Ok. Ma usse mazeed zaroori hidayaat de kar wahan sa nikla. Usse nashta laa kar diya or phir apne ghar ki taraf rawana ho gaya.
  2. 1 like
    Boht jald update per kaam hoga
  3. Good keep it up yar maza aya bt plz font ko change kar dya karo
  4. کچھ بھی ختم نہیں ہوا۔اس کا سیکشن ضرور تبدیل کیا گیا ہے۔

Account

Navigation

Search

Configure browser push notifications

Chrome (Android)
  1. Tap the lock icon next to the address bar.
  2. Tap Permissions → Notifications.
  3. Adjust your preference.
Chrome (Desktop)
  1. Click the padlock icon in the address bar.
  2. Select Site settings.
  3. Find Notifications and adjust your preference.