June 16, 201213 yr Do Kadam TO Sab Chal Lete Hain, Par, Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata! "aisa rumaal hi kahan jo mere asoon ko poch sake tumhara aisa yeah dil kahan jo mere haal ko samajh sake" "KitnA Pyaar Karte hain tumse Kaash TumkO bhi yeH ehsaaS ho JayE Magar AisA na Ho Ke Woh hosH mein tab Aaaye Jab HuM gehri neenD mein so JaayE"
June 16, 201213 yr ajab zamany ka haal dekha dilon mein ranj-o-malal dekha khabes logon ka jaal dekha gali mein luta jamaal dekha hathelion pe biki shrafat libas mardam zana mein badla bahar kaghaz k phol lai chaman ka mnzar khizan mein bdla na ashqoon mein woh ashqi hy na dilbaron mein wo dilbari hy na hijr ki rah mein be base hy na wisl ki rah mein tashnagi hy nia zamana naey fasany nae umangeen nay tarany hamari baten koe na many kahan se lain lahoooo purany
June 25, 201213 yr Aatish-e-Ishq se seeney ko Jalaya Q tha, Tum ne ye rog Jawani main Lagaya Q tha, Q liye phirtey ho ab Duniya main Purnam Aankhen, Pyar acha tha magr Dil main Basaya Q tha, Jab Bichar jana hi TaQdeer main likh rakha hay,"wasi" Merey Khuda mujhey phir us sy Milaya Q Tha?
June 25, 201213 yr Kuch Khwaab Hain Jinko Daikna Hai Tabeer Ki Surat Daini Hai Kuch Log Hain Ujrray Dil Walay Jinhay Apni Mohabbat Daini Hai Kuch Phool Hain Jinko Chunna Hai Aur Haar Ki Surat Daini Hai Kuch Apni Neenday Baqi Hain Jinhay Bantna Hai Kuch Logo Mein Unko Bhi Rahat Daini Hai A Umer E Rawan! Ahista Chal Abhi Khaasa Qarz Chukana Hai..
Create an account or sign in to comment