Update 25
Teachers aate rahe introduction hota raha or phir jaise hi bell bajti next teacher aajta phir sa wohi introduction or phir Next Teacher. Hamara badluck ke hume sare male teachers mile sirf do female teachers thi wo bhi 50 55 saala borhi auratein waise bhi clg ma jo young teachers thi unka koi khaas figure wagaira nahi tha or naa hi bohot haseen thi.
Ab aate hn class students ki taraf.Class ma total 35 students the. 19 larke or 16 larkiyaa. Takreebn sab hi mummy daddy type larke or larkiyaa thi koi 2 4 the mere jaise lekin larkiyaa pehli nazar ma to shareef hi lagi thi ab pataa nahi unke par khilein ge to wo kya karain gi kher ye to pata chal hi jaata.
Pehle din kuch khaas nahi guzraa. Ma na classmates sa bohot kam baatein ki.Araam sa sab sa aakhir ma betha sab ko taarta raha or apni dosti ka laik Larkoo or larkiyoo ko dhoondhata raha. Aik do larkiyaa or larke nazar aaye jo meri type ka the mtlb jin ka saath ma as a friend apni College life enjoy kar sakta tha.
Chuti hui.Ma seedha Hania ka school gaya to pata chala ke Madam use le gae hn phir ma ghar puhnch gaya. Khaana khaya or phir soo gaya. Shaam ko utha T. Shaista aa gae. Ma unke pass betha Maths kar raha tha.Hania apna hometask kar ke Kitchen ma Madam ka pass chali gae thi.Ma na Maths ka kaam complete kiya or phir register Teacher ka Samne rakh kar angarrai li or phir aahista aawaz ma pucha
Me:Teacher jee us din ka baad kabhi aapka dubara kuch karne ka dil nahi kiya???
T. Shaista na achanak sar utha kar meri taraf dekha or phir boli
T. Shaista:hamare darmayan ye baat tae hui thi ka jab tak ma na chahun tum kabhi is moozu par baat nahi karu ge phir bhi tum mere saath cher chaar karte rehte ho lekin ma bardasht kar leti hn lekin is tarha ki guftugu kar ke tum mujhe apne daam ma phansaana chahte ho ka shayad ma na touching ki ijazaat de di ha to tum aahista aahista baato ka zariye mujhe apni taraf maayal kar lo ge to ye tumhari khaam khayaali ha.
Me:are aap to naraaz ho gae hn.Chalain aainda ma touching bhi nahi karungaa. Ab to khush hn naa aap.
Ma ne mehsoos kiya ka jaise hi ma na aainda touching naa karne ki baat ki to T. Shaista aik dam pehlu badal kar reh gae or thori bechain ho gae thi. Ma samajh gaya ke aag dono taraf baraabar lagi ha lekin wo shayad aage barhane ki himmat nahi kar paa rahi thi. Ma na unhe unke haal par chor diya.Agar unhe sex ki talaab hui to wo khud hi meri taraf bhaagi chali aaein gi waise bhi mera dil nahi maantaa ke ma kissi larki ko apne payaar ke jaal ma phansaaon phir uske saath chaand raatein bister par guzaarn or phir aage bharh jae.
Har jagaah mu maarna kutoo ka kaam hota ha naa ke insaano ka. Isi liye ma sirf us cheez ki taraf badhata tha jo cheez mujhe khud apni taraf khenchti thi jaise ke Nazia ho gae ya uski Ami.wo khud meri taraf barh kar mujhe dawaat e gunnah deti thi to ma unke saath chand lamhaat guzaar leta tha. Dusari Taraf Sara ya T. Shaista mujhe khud sa dor rakhti thi or mere saath kissi kissam ka sexual relation nahi rakhna chahti thi to theek ha mujhe kon sa phudiyoo ki kaami thi.
Kher baat kidhar sa kidhar puhnch gae.Ab aate hn story ki taraf.
Uske baad T. Shaista sa is mauzuu par koi baat naa hui. Phir ma Academy chala gaya. Aaj kal ma academy ma Free Style or Boxing ka practice match khela karta hn. Wahan sa waapsi par dinner or phir soo gaya.
Next day College ma enter hua to samne hi wo group khara tha jiss ka saath kal meri mu maari hui thi. Aaj wo meri class ka aik larke ka raasta roke khare hue the. Ma unko nazarandaaz karta hua wahan sa guzarne laga to mujhe usi larki Sonia ki awaaz aai.wo usi larke sa keh rahi thi
Sonia:oyee chismish agar hum sa jaan churaana chahta ha to is larke ka(yani mere) chehre par aik zoordaar thapar maaroo.
Ma na apne bharte kadam rook liye or phir bola
Me:Is larki ko thapar maar do ma tumhe yahan sa sahi salaamat nikaal kar le jao ga koi tumhe haath bhi nahi lagaye gaa.
Us larke na aik dafa meri taraf dekha phir us larki ki taraf dekha or phir meri taraf dekh kar sawaliyoo andaaz ma nazarein auchkain jaise keh raha ho ka sach ma thapar maar dn koi maslaa to nahi ho gaa naa.
Ma na bhi haan ka andaaz ma aankhein jhukain or phir aik lamhe ma hi aik zoordaar thapar ki awaaz gungi. Ma na aankhein utha kar dekha to us ne sach much hi thapar maar diya thi. Ma na pehle to heraan ho kar us larke ki taraf dekha phir uska haath pakra or wahan sa chal diya. Sab seniors heraan pareshaan kabhi mujhe or kabhi us larki ko dekh rahe the.
Hum dono chup chaap class ma aakar beth gae. Wo bhi mere saath hi beth gaya or phir bola
Larka:Hlo mera name Kamran ha.tumhara name kya ha??
Me:mera name Razi ha.
Kamran:tum na matric konse school sa kiya???
Me:............... School or tum ne???
Phir hamare darmayaan baatoo ka naa khatam hone waala silsilaa shuru ho gaya.wo bhot zayaada baatooni larka tha. Phir to har lecture ma jab bhi time milta wo mujhe baatoo ma laga leta. Chuti time tak hum aik dusare ka baare ma kaafi kuch jaan chuke the. Mukhtasir toor par ma aapko uska taaruf karwaa deta hn
Kamran Ahmad uska pura name tha. Uske waalid aik Sarkari Teacher the.waalidha foot ho chuki thi. Do baare bhai the aik dubai ma hota tha or dusara qatar ma. Waalid saahib bhi retire ho chuke the. Ab ghar ma araam sa apni zindagi guzaar rahe the. Kamran kafi acha larka tha.Larkiyoo ko cherna uska pasandida mashgalaa tha or lekin kissi bhi larki ko buri nazar sa nahi dekhta tha. Jiski wajah mujhe kaafi der baad pata chali ke wo apni khaala ki beti sa payaar karta tha or dono ka nikkah bhi ho chuka tha.uski university complete hote hi rukhsaati bhi ho jaati. Kaafi hansmukh or khule dil ka maalik larka tha.
Aise hi aik hafta guzar gaya. Hum dono class ka end pa bethe baatein karte rehte mujhe T. Shaista na takreebn aadha course cover karwaa diyaa hua tha isi liye ma college ma takreebn free hi hota tha dusari taraf Kamraan ko uske Abu daant dapaat kar parhaate rehte the isi liye wo bhi parhai ma kaafi acha tha.
Aik din hum College ka Cafe ma bethe garama garam samosoo or chae ko enjoy kar rahe the ke achaanak sa cafe ma kissi larki ki cheekh goonj uthi. Ma na sar ghumaa kar peche dekha to wohi seniors ka group nazar aaya. Wo sab log aik table ka ird gird khare hue the. Table ka ird gird pari chairs pa do larkiyaa dari sehmi si bethi thi un ma sa aik hamari class ki thi or dusari kissi dusare section ki thi.
Aik larki ka sar par kissi na cold drink ulaat di thi baki asal maamle ka mujhe pata nahi tha. Ma na unchi awaaz ma seeti bajae to sab meri taraf mutwaja ho gae
Me:are Sonia aunty or Qasim uncle aap dono ki kismaat hi kharaab ha jab bhi aap dono kissi ko taang karne lagte ho to ma kahi naa kahi sa tapaak parta hn.
Mujhe dekh kar Sonia or Qasim gusse sa machal uthe. Is sa pehle ke koi kuch kehne ka liye mu kholta ma bola
Me:chalo ab jis na bhi ye ghatiyaa harkaat ki ha wo in dono larkiyoo ka paon choo kar maafi maang le.
Qasim gusse sa meri taraf lapkaa to ma bola
Me:dekho uncle ma bazurgoo ki izzat karta hn lekin agar bazurg ghatiyaa harkatain karna shuru kar dein to unki naram naram hadiyaa toorne ma mujhe bohot mazaa aata ha.
Qasim aik dam sa ruk gaya. Ma phir sa bola
Me:yaad aaya kuch. Yakeenan hamara first day tumhe yaad aa gaya ho ga lekin is dafa paaon par khara nahi karun ga balke..........
Kamran:are aunty aapko bhi kuch na kuch yaad aa gaya ho ga. Us din to apna aik haath hi garam kiya tha lekin is dafa dono haath garam hon ge.
Sonia bhi apna pehlu badal kar reh gae.phir thori der ma dono un larkiyoo ko sorry keh kar apne group ka saath wahan sa jaane lage to ma na unhe awaaz di
Me:hyee uncle and aunt.plz come here.
Wo naa chahte hue bhi meri pass aa gae.
Me:ye mat samajhna ke meri tum dono ka saath koi zaati dushmani ha.Agar masoom bachoo ko taang karo ge to ma hameshaa taang araata rahun ga lekin agar apne jaiso ko taang karo ge to ma tumhaare saath kharaa rahun ga. Ok chalo shabash ab jao.
Ye keh kar ma or Kamran wahan sa uthe or ground ma jaa kar beth gae.Kuch hi der baad wo dono larkiyaa hamare pass aai.
Larki 1:aapka bohot bohot shukriya aap na un sa hamari jaan churwaa di.
Me:waise maslaa kya hua tha???
Wo apne saath khari dusari larki ki taraf ishara karte hue boli
Larki1:koi maslaa nahi tha bas hum jis table par bethe the wahan sa unho na uthne ka liye kaha to ye zid karne lagi ke nahi uthein ge. Bas phir unho na gusse ma aakar cold drink iske sar pe gira di.
Mere kuch kehne sa pehle hi dusari larki boli
Larki 2:tum na hi kaha tha ke wo jitna marzi zoor lagaen humne yahan sa nahi uthna ha.
Larki 1:ma ne kab kaha tha???
Larki 2:oooo hhhooo hhooo ab bari meesani ban rahi ho.tum ne hi to kaha tha???
Is sa pehle ke baat mazeed barhti ma na un dono ko chup karwaane ka liye unchi awaaz ma kaha
Me:chup ho jao.bas koi naa bole ab tum dono ma se.
Dono chup kar gae. Ma na unhe bethne ka liye kaha to wo beth gae
Me:name kya ha tum dono ka???
Larki 1:Maheen
Larki 2:Samreen.
Ma na Samreen sa pucha
Me:Mehreen to hamari hi class ma parhati ha tum konse section ma ho???
Samreen:Ma 1st year.......... ma hn.
Me:aapse ma czns ho kya???
Maheen:ye mere chacha ki beti ha or ma iske taaya ki beti hn.
Phir yunhi baatein chalti rahi.aaps ma aik dusare ki ka taaruf karwaate rahe.
Samreen or Maheen dono ka waalid sahibaan bhai the or milkar aik general store chalaate the. Achi khaasi aamdani hoti thi. Maheen ka aik bhai bhi tha jabke Samreen ikloti aulaad thi.Samreen or Maheen ka bhai ki mangani hui hui thi.Dono kaafi hansmukh thi or mazaah sa bharpoor baatein karti thi.
Phir to hum chaaroon ka group ban gaya. Har free lecture ma hum chaaroo ikhaathe nazar aate.Class ma bhi Ma Maheen or Kamran ikhathe bethte or khoob enjoy karte the.
Aise hi wakat guzaarta raha. Sara or Nazia wagaira sa raabtaa kam hota gaya kiun ka masroofiyaat barhati jaa rahi thi. Apni routine sa farigh ho kar ab ma do hacking ka liye apna software banaaneki koshishein tez karne laga.
Takreebn 3 maah usi routine sa guzar gae.koi khaas wakiyaa pesh naa aya..........
NOTE::
Dosto ab aik maah tak story post hoti rahe gi lekin us ma Sex nahi ho ga. Agar kahin story ki routine ka mutabik sex aa gaya to ma hint de kar aage guzar jaon ga. Baaki meri story ko pasand karne ka shukriya.
Next part ma aik garama garam action scene aa raha ha. So,keep waiting.
Aakhri guzaarish yehi ha ka update parh kar comments ma update ka baare ma apni rae lazmi diya karain. Jo jo bhi aapko khaami nazar aaye uski nishaandaahi lazmi kiya karain.Ma apni story par tankeed karne waalo ko pasand karta hn. So,dil khol kar tankeed karain......ENJOY.