August 6, 201114 yr Author dekh kar aik lamhay ko sakit ho gaye! dekh kar aik lamhay ko sakit ho gaye! Sochtay Rahay youn hum sada! kya yehi thi taqdeer-e-umam? lekin Ik Baat Hay! Yeh Log Phir Achay Rahay! jin ko Hindwon Nay Maar Dala Kaat Dala! Andheron Ke Aadi Thay Andheron Main Doob Gaye! Hamara Haal To In Say Bhi Bura Hay Jin Ko Musalmano Ne Maar Dala Kaat Dala Roshniyon Ke Aadi Thay Andheron Mein Doob Gaye! Un Ke Zamanay Main Angraiz Raaj Tha Lekin Loadshading Na Thi! Aaj Ke Zamanay Main Muslim Raaj Hay Lekin Power Na Thi! At The End Hum Apnay Is Shair Say Post Ko End Karain Gay Ke! Aisi Atomy Power Ka Kya Karain Raja? Jis Power Say Mayysar Na Ho Ghar Ghar Bijli! Us Atom Bomb Ko Hi Aag Laga Do Jis Atom Bomb Say Mit Na Sakay Tareeki Ki Khujli! Boht he acha kaha nd sahi kaha ap nay un ko to dusmano nay mara or hamain to hamre bhai yani musalman he mar ray hain
August 8, 201114 yr Dear Jasmin i am shoked me ne apney baron se suna to buhat tha mager daikh aaj raha hoon hamaray baron ne bhi inhi Mushkilon me Hijrat ki thi Hindustan se Amratser se chalay or buhat hi Paraishan haal punchay thay Apne Peyare Pakistan me. Us waqat me ek baat buhat achi thi k tab Dushman Samne tha or wazeh tha sab jantay thay us ko Mager ab Hum kis ko dushman kahain or Samjhain kia un ko jo hamaray ooper Raaj ker rahay han ya un ko jo Un k bhi ooper bathay apna Hukam chala rahay han ab to na dushman ki pehchan ha or na dost ki. Ye ha hamara Peyara Watan Pakistan jis k lie hamare Baron ne Qurbaniyan di han Pakistan Zindabad
August 8, 201114 yr Author Dear Jasmin i am shoked me ne apney baron se suna to buhat tha mager daikh aaj raha hoon hamaray baron ne bhi inhi Mushkilon me Hijrat ki thi Hindustan se Amratser se chalay or buhat hi Paraishan haal punchay thay Apne Peyare Pakistan me. Us waqat me ek baat buhat achi thi k tab Dushman Samne tha or wazeh tha sab jantay thay us ko Mager ab Hum kis ko dushman kahain or Samjhain kia un ko jo hamaray ooper Raaj ker rahay han ya un ko jo Un k bhi ooper bathay apna Hukam chala rahay han ab to na dushman ki pehchan ha or na dost ki. Ye ha hamara Peyara Watan Pakistan jis k lie hamare Baron ne Qurbaniyan di han Pakistan Zindabad Bilkul sai kaha yar us time dushman mar ra tha or ab hamre bhai he mar ray hain hamain
August 8, 201114 yr very very sad yar ye waqai bhot buri halat they jab pakistan azad hua ...... or aaj hamary hukamran hamary he dar pe hain ......... very nice sharing dear.....
August 9, 201114 yr Dear mere khayal say yeh thread G.K ya User forum mein move kerdein tu ziada logo ki nazron mein ayegi aur wese bhi yeh thread waheen ke liye suitable hai
August 13, 201114 yr Dear Jasmeen, Kon hoga jo Tumhare Jazbaat aur Ehsasaat ki taeeed nahi karega, Tum bilkul theek kehti ho ke agar Unn logo ko pata hota ke Unki Qubaaniyo ke nateejay jo Pakistan hoga to Wo Azeem log kabhi bhi aisi Qubania na dete. Lykin Jasmeen Future ka kis ko pata hota hai.
August 13, 201114 yr Author Dear Jasmeen,Kon hoga jo Tumhare Jazbaat aur Ehsasaat ki taeeed nahi karega, Tum bilkul theek kehti ho ke agar Unn logo ko pata hota ke Unki Qubaaniyo ke nateejay jo Pakistan hoga to Wo Azeem log kabhi bhi aisi Qubania na dete. Lykin Jasmeen Future ka kis ko pata hota hai. han ye bat b ap nay sahi kahi hai yar future ka kia pata kisi ko.. Edited August 15, 201114 yr by Horny Jasmin
Create an account or sign in to comment