Horny Jasmin Posted August 15, 2011 #1 Posted August 15, 2011 In 1994, photojournalist Kevin Carter was awarded the Pulitzer Prize for taking a photograph that made the world weep, One year after taking photograph, Kevin Carter, 34, committed suicide.
(._.)Milestone(._.) Posted August 15, 2011 #2 Posted August 15, 2011 Oh!... So SaDDDD Bechara Bacha ......
Horny Jasmin Posted August 15, 2011 Author #3 Posted August 15, 2011 Frnds ap nay ye pic shyad phly dekhi hui ho or dekh k bs kahen k so sad.... but aj mai ap ko is pic ka pura waqya sunti hun ye ak bacha Sudan ka rehnay wala tha jaha pay 1993 ki dahai mai Qehat aya tha so lets come to the point k ye bacha boht bokha tha is ko khanay ko kuch ni mila nd isay pata chal k jaha say pay ye hai waha say 1 kilo meter dor UN ka office hai jaha say food mil ri hai ye bachay rengta hua chalta raha us office ki trf rastay mai ak gidh jo k pic mai hai wo is ka pechay krnay laga k kab ye bacha maray ga to wo is ko khay ga akhir kar bacha half kilo meter tk chala ye pic tkreb us k half kilo meter tk chalnay k bad ki hai jo k Kevin Carter name photographer nay li the wo is pic ko lenay k bad waha say chala gya or bat mai us ko pata chala k wo bacha mar gya hai wahin par................... so agay mai nay jesa k oper btaya k ye sab kuch dekhnay or sochnay k bad MR Kevin Carter nay khudkushi kr li the
Creamy Posted August 15, 2011 #5 Posted August 15, 2011 Jasmeen boht boht kharab halat hain dunya main pata nai kitny bachy isi tarha mr jaty hain or hum dakhta rah jaty hian ..... so much sad to see that .... may GOD take him to the top of the restfull place
lund4phuddies Posted August 15, 2011 #6 Posted August 15, 2011 kevin carter nay acha kiya khudkushi kar li zameer zinda tha us ka warna khud socho ke pic lenay ka time hay bachay ko khana denay ke liey time nahi hay aur kuch bhi paas nahi ke bachay ko kuch de sakaay
CoolMaria Posted August 15, 2011 #7 Posted August 15, 2011 kevin carter nay acha kiya khudkushi kar lizameer zinda tha us ka warna khud socho ke pic lenay ka time hay bachay ko khana denay ke liey time nahi hay aur kuch bhi paas nahi ke bachay ko kuch de sakaay I totally agree with u dear, Us say tu yeh award be wapis ly lena chaye tha tha ke dunya koo pata chalye ke Aik Tasweer zayda important hai ke bachay ki book Oh my God, ***** Hum sub pe Raham karey
Waniya Posted August 15, 2011 #8 Posted August 15, 2011 Yaa be humari dunya ki realty hai jese sab ko face kerna chiye.. katne log bhok or payas se marte hein iska andaza maybe hum logun ko bilkul nhi hai just dekh ker afsos kerte hein aur kuch nhi.
Recommended Posts
Create an account or sign in to comment
You need to be a member in order to leave a comment
Create an account
Sign up for a new account in our community. It's easy!
Register a new accountSign in
Already have an account? Sign in here.
Sign In Now