Dr. Faisal sb.. Mein xxxxxx ka ghalbin 2008 say khamosh kaari hon xxxxxx k I'd say..
Shah g achay likhari hein. Maza aata hay on no path k..
Taqreeban sabhi kahaniyan parhein. Sabhi writer acha likhtay hein.
Magar Jo pukhtagi aap k qalim mein deekhi wo kisi k paas nahi...
Bohat umda khyal aik kuhna mashq writer ka...
Wo Kya kehtay hein swad aa gya baadshahoo. ??