Jump to content
View in the app

A better way to browse. Learn more.

URDU FUN CLUB

A full-screen app on your home screen with push notifications, badges and more.

To install this app on iOS and iPadOS
  1. Tap the Share icon in Safari
  2. Scroll the menu and tap Add to Home Screen.
  3. Tap Add in the top-right corner.
To install this app on Android
  1. Tap the 3-dot menu (⋮) in the top-right corner of the browser.
  2. Tap Add to Home screen or Install app.
  3. Confirm by tapping Install.

Leaderboard

Popular Content

Showing most liked content on 15/05/24 in all areas

  1. Bhai log sorry for itni zyada emotional update par story ka sequence bahaal rakhne ka liye ye update zaroori thi. Baki ki tamam story is aik update par munhasir thi. Ab yahin sa story ki mazeed shakhein niklein gi.
  2. Update 35 Us din ka aagaz bhi aam dino jaisa hi tha. Uni ke baad Shop par chala gaya. Takreebn shaam ke 4 baj rahe the ke mujhe Aga jee ki call aayi Aga jee:beta wo Madam Nighat ki tabiyaat achanak kharaab ho gae thi to hum unhein hospital le ga...... Ma unki baat kaatate hue bola Me:Konse hospital ma hn aap abhi???? Aga jee:beta baat to mukkamal hone do Me:jew bolein Aga jee:Beta doctors na bohot koshish ki lekin wo nahi bach sakin. Un ka intekaal ho gaya ha. Unki dead body ko hum Orphanage le jaa rahe hn. Shock ke maare mere mu sa aik lafaz bhi nahi nikla. Aga jee ki awaaz mujhe hosh ma lae. Aga jee:Hlo beta tum aun rahe ho naa. Me:je jeee jee aga jee Ma bhi orphanage puhnch raha hn. Ma dukaan sa nikla abhi raaste ma hi tha ke mujhe Nazia ki Ami ki call aayi Aunty:beeeeetaaa kidhar hoooo ttuu tum??? Wo roo rahi thi. Ma na pucha Me:aunty kya hua sab khairiyat to ha naa??? Aunty:beta tum foran ....... Hospital aa jao. Me:jee abhi aaya aunty. 30 mit baad ma aunty ke samne khara tha. Aunty mere kandhe par sar rakh kar zaar o kotaar roo rahi thi.Un sa puchaane par pata chala ke Nazia University ma behosh ho gae thi. University ki intazaamiya usse is hospital ma admit karwaa kar aunty ko itlaa de kar chali gae. Abhi doctors check up ma masroof the. Takreebn aik ghante baad Doctors na Nazia ka bare ma jo bataya usse sun kar aik dafa phir mujhe jhatka laga Doctor:aapko pata tha ke aapki beti drugs leti ha??? Me:Are doctor saab kaisi baatein kar rahe hn??Nazia aisa koi kaam nahi kartiiiii........ Aunty ki kapkapaati awaaz aaai Aunty:Jee doctor saab kabhi kabhaar wo drugs use karti thi Ma heraani sa aunty ka chehra taakne laga. Doctor:jab aapko pata tha ke wo drugs leti ha to phir kiun aap na use nahi roka. Aunty:bohot samjhaaya usse lekin wo nahi maani. Ab jawaan aulaad pa haath to nahi utha sakti thi naa. Me:Doctor saab Nazia ab theek to ha naa??? Doctor:Us ne kafi heavy amount ma cocaine use ki ha jiska asar uske brain par para ha or wo sochne samajhne ki salaahiyaat khoo bethi ha. Me:mtlb??? Doctor:Uske brain ka kaafi hissa damage hua ha. Bolna samajhna sunana ye sab hissein khatam ho gae hn wakti toor par. Chalne phirne ma bhi takleef ho gi. Agar unki munasib care ki jae to waapis normal haalat ma aa sakti hn wo. Me:hum usse ghar le jaa saakte hn kya??? Doctor:abhi 3 sa 4 din hum usse under observation rakhain ge.phir aap patient ko ghar le jaa sakte hn Me:Thanks doctor. Nazia ko room ma shift kar diya gaya tha hum uske room ma chale gaye. Room ma puhnchte hi aunty aik dafa phir rone lag gae. Ma na unhein samjhaya bujhaaya chup karwaaya.Jab unki haalat sambhli to ma bola Me:aunty wo Madam Nighat ka inteqaal ho gaya ha. Mujhe orphanage jaana ha. Aap tension naa lein.Ma aik do ghaante tak aa jaon ga. Aunty na haan ma sar hilaa diya.Ma unki peshaani choom kar bola Me:fikar karne ki zaroorat nahi ha A...... na chaha to saab theek ho jae ga. Orphanage puhncha to wahan har taraf gehra sanaata chaahya hua tha. Jahaan kabhi bachoo ki hansi or shor goonjaata rehta tha wahan soog ka mahool tha. In 4 maah ma Nighat saab bachoo ki har dil aziz ho gae thi. ........................ Aik baar wo mujh sa kehne lagi Nighat:Razi yahan aa kar aesa lagta ha ke ma ne apni pechli zindagi sari barbad ki ha. Akele aik ghar ma rehna jis kadar aziyaat deta ha utni hi khushi balke us sa zayada khushi mujhe yahan in bachoo ke darmayaan aa kar mil rahi ha. Thora wakfa le kar wo boli Nighat:Razi tumhaara bohot bohot Shukriya ke tum mujhe yahan le aaye. Warna us ghar ma to is bemaari ke saath ma aik pal bhi nahi reh sakti thi. Kabhi wo kehti Nighat:Razi in bacho ke saath khel ke in se baatein kar mujhe apne Beaulaad hone ka gham bhool jaata ha. Or ma unhe mazaak ma kehta Me:aap haan to karain aapko maa bhi bna dete hn. Nighat khil khilaa kar hansati or kehti Nighat:ye baat tumhaari 2 aadaad begmaat ko pata chal gae to har taraf tabahi aa jaaye gi. Phir hum dono ka mushtarka kehkaha goonj uthata. ........................................... Janaze or phir tadfeen ke dauraan mujhe nighat ke saath bitaaya aik aik pal aik aik lamha yaad aa raha tha.Tadfeen ke baad ma ghar gaya to ghar ma koi nahi thi. Hania ko call ki to usne bataya ke wo teeno orphanage ma hn. School teachers or students ke pass. Ma bed par dhae saa gaya. Aik dum sa do itne bare shook lage mujhe samajh nahi aayi ke ma kya karun. Dimaag maof sa ho gaya tha. Aankhein band ki or har khyaal ko zehen sa jhatak kar sone ki koshish karne laga. Kuch hi der ma aankh lag gae. Lekin shayad takdeer ko mera yun befikar ho kar sona pasand nahi aaya.Raat takreebn 1 baje ke kareeb mujhe Hania ne jagaya. Wo hiklaate hue boli Hania:bhaaa bhaa bhaiyaaa woo woo bhaaaabhiii wooo Hania bohot ghabrayi hui lag rahi thi. Me:Kya hua Nida ko??? Hania:bhaiyaaaaa woo woo behoooosshh Ma bed sa jump mar kar utra or bahir ki taraf bhaga. Drawing room ma Nida Neche carpet par behosh leti hui thi or Asma pani chiraak kar usse hosh ma laane ki koshish kar rahi thi. Ma na Nida ko bahoon ma uthaya or Haniya ko bola Me:Hania tum aao mere saath.Asma tum ghar par hi raho balke Orphanage chali jao. Asma:Nahi ma bhi aapke saath chalti hn. Ma zra gusse sa bola Me:Is halaat ma kahan tum dhaake khaati phiroo gi. Hania ha mere saath. Tum aaram karo. Ma Nida ko baahon ma uthaaye bahir nikla tab tak Hania gari ghar sa bahir nikal chuki thi. Ma na Nida ko pechli seat par litaya or Hania ko ishara kiya to wo peche chali aayi or Nida ka sar apni goad ma rakh kar beth gae. 30 mint baad hum hospital ma the. Doctors usse emergency ward ma le gaye the. Ma or Hania bahir bechaini sa tehalne lage. Kareeb aik ghante baad aik lady doctor aai or boli Doctor:patient ki halaat bohot serious ha. Uska jisam apne pait ma palne waale bache ko kabool nahi ka...... Ma doctor ki baat kaatate hue bola Me:Doctor ye kaise ho sakta ha????? Doctor:jee ise science ki zuban ma preterm ya premature birth kehte hn. Iski kafi wajuhaat ho sakti hn. Jaise uterus walls ma koi pechidaagi aana ya fetus ka early movement shuru kar dena ya brain ingury wagaira. Me:doctor sahiba mere paale kuch nahi par raha aap plz seedhi zuban ma baat karain Doctor:Jee baat ye ha ke aapki wife ki maujooda condition premature delivery ki taraf ishara kar rahi ha. Shayad 2 sa 4 ghantoo ma process shuru ho jae. Is ma asal masla ye ha ke aapki wife ko thori der ka liye hosh aata ha wo phir behosh ho jaati hn. Unke hosh ma agar to delivery ho gae tab to itni zyada tension ki baat nahi ha lekin agar unki behoshi ke dauran process start hua or wo wakt par hosh ma naa aai to maa or bache dono ko nuksaan ho sakta ha. Is surat ma hume operate karna ho ga jo maa ke liye kafi risky saabit ho sakta ha. Me:Doctor sahiba plz meri wife or bache ko bacha lein.aap jo kahein gi jitne paise maangein gi ma doon ga plz un dono ko bacha lein. Plzz Doctor:dekhein zindagi or moot A.... H ka haath ma ha. Hum apni taraf sa unhein bachane ki puri koshish karein ge. Aap is form par sign kar dein plz. Ma na form par sign kar diye.Form ma likha tha ke doctors apni puri koshish karain ge lekin agar bache ya maa ma sa koi mar jaata ha to phir unke lawaahikeen doctors ko iska moord e ilzaam nahi thehra sakte. Wo 5 ghaante mere liye kisi kiyaamat sa kam naa the.Bas aik bench pa betha aankhein band kiye Nida ki yaadoo ma gum tha. ................................ Nida:Razi idhar aao. Kaan pakar kar murga bn jao. Me:kiun Madam??? Nida:Kiun ke bache saari class ke test ma 90 above numbers aaye hn or tumhaare sirf 65. Me:Mam un saab ne cheating ki ho gi naa Madam. Nida:tumhaare baki bachoo sa koi lena dena nahi ha. Tumhhaare number ache aane chahiye bas. Koi cheating kare ya apna kare tumhe is sa koi fark nahi parna chahiye. Unki yee baat aaj bhi apne paale sa bandh kar rakhta hn. Duniya jo karti ha karti rahe ma wohi karta hn jo mujhe acha lagta ha chahe duniya uski kitni mukhalifaat kare. Duniya ko apne lun par charha ke rakho. Aik dafa experiment karte hue mere haath pa thora acid gir gya.Us wakt sirf ma Sara or Nida hi the lab ma. Sara ne Nida ko bataya to wo daurati hui mere pass aai mera haath dekha.Saath saath zakhm par paani daalti jaati or saath hi saath mujhe pyar bhare andaz ma daantati bhi jaati. Acid mere haath pa gira tha or wo bhi bilkul thora sa lekin aansoo unki aankhoo ma aa gae the. Us accident ke baad jab bhi uske baare ma baat hoti to sara mujh sa kehti Sara:Razi chemistry lab ma ma ne larke ka pura bazo acid sa jaalte dekha ha lekin Madam Nida ko itna pareshaani ma nahi dekha tha jitna pareshaan unko tumhhaare liye hote dekha tha. Lagta ha unka koi gehra rishta ha tumhaare saath. Aur ma uski baat ko mazaak ma taal deta. Farewell pa sab bachoo ne last time unke saath shake hand kiya lekin mujhe unhoo na saab ke saamne gaale lagaya or aansoo sa bheegi awaaz ma mere kaan ke pass sargooshi ki Nida:I will miss you a lot. Tab bhi sara na mujhe kaha ke Sara:Razi tum maano ya naa maano lekin Madam Nida ka koi khaas taaluk ha tum sa. Ma waise hi hansi ma bola Me:sab sa zayada taang kiya ha unhein to sab sa zayada miss bhi to mujhe hi karain gi naa. Suhaagraat pa jab ma na unhe mu dikhaye di to wo boli Nida:iski koi zaroorat nahi ha mujhe bas aapke naam ke saath apna naam jorna tha wo jur gya mujhe or kuch nahi chahiye chahe ab ma mar... Ma na uske mazeed kuch kehne sa pehle uske honto par apne hont rakh diye. Aik dafa uni jaate hue mera halka sa accident ho gya. Ma wahin sa wapis ghar aa gaya. Asma factory gae hui thi or Hania school. Nida hi sirf ghar par thi. Mere bazoo par pati bandhi dekh kar rone lag gayi or mujhe daante lagi ke aaram sa bike nahi chala sakte the. Dhayaan kahan hota ha aapka...... Bari mushkil sa usse chup karwaya tha. Abhi chand din pehle ki baat ha ma na us sa pucha Me:Nida tum Na.... Z ke baad dua ma kya maangti hn. Nida:aapko maangti hn. Me:lekin ma to tumhaare pass hi hn Nida:Ma dua maangti hn ke meri kookh sa aik or Razi paida ho Ma uski baat par hansane lag gya. Wo aksar mujh sa kehti thi ke ma apne bete ka naam Raza rakhun gi. Ma us sa kehta ke agar beti hui to??? Wo kehti ma A.... H sa dua maangti hn ke hume Raza inayaat farma or mujhe yakeen ha ke wo meri baat zaroor manein ga. Kabhi kehti ke Razi mere bete ki tarbiyaat ma koi kami naa chorna. Ma kehta ke hum dono milkar apne bete ki tarbiyaat karein ge to wo kehti ke nahi mere bete ki tarbiyaat tum hi karo ge. Ma nahi kar paon gi. ......................... Ma hospital ke bench par betha sar dewaar sa tikaaye aankhein band kiye Nida ke saath bitaaye jaane waale paal yaad kar raha tha ke kissi na mere shaane ko jhinjhoora Me na aankhein kholi to Hania ka chehra nazar aaya. Uski aankhoo ma aansoo the jinhein wo nikalne sa bamushkil roke hue thi. Ma na uske sar par pyaar sa haath phera or bola Me:are pagli roo kiun rahi ho. Kuch nahi ho ga tumhaari bhabhi ko. Doctors dekh rahe hn naa usse. Saab theek ho jae ga. Hania ki aankhoo sa aansoo nikal aaye or wo zaar o kitaar roone lag gae. Me na usko gaale laga liya or usse chup karwaane laga wo roote hue achaanak boli Hania:Bahiyaaaa bhaa bhaabhi nahi rahiin. Me:Kiun mazaak kar rahi ho. Tumhe kis ne kaha ye saab?? Uske kuch kehne sa pehle hi doctor ki awaaz aai Doctor:Mr.Razi your wife is no more. But your baby is safe. Meri aankhoo sa aanso behne lage. Mujhe samajh nahi aaya ke ma kya karun. Pehle Nighat phir Nazia or ab Nida. Dil chahta tha ka zoor zoor sa chilaun par phir dimaag kehta ke chilaane ka kya faida wo konsa waapis aa jaye gi. Mere zehen ma Nida ke alfaaz goonjane lage MERE BETE KI TARBIYAAT TUM HI KARO GE.MA NAHI KAR PAON GI....... MA NAHI KAR PAOUN GII.....
  3. Lock down khatam hua to masroofiyaat aik dam barh gae thi. Abhi routine set ho gae ha. Zayaada intezaar nahi karna pare ga ab aap ko
  4. Update 34 Next day Uni ka baad shop par betha tha tabhi Farzana ki call aayi. Sallam dua ka baad ma ne pucha Me:Kya faisla kiya phir aapne??? Farzana:Jee aap ka mashwara kafi acha tha. Ma chahti hn ke hum ghar ki bethak or us sa mulhika aik kamra ki achi si decoration karwa ke unhe aik ladies botique ki shakal de dete hn or ghar ma hum salai machines rakh lete hn. Me:ye to achi baat ha lekin aik maslaa ha is me?? Farzana:kaisa masla??? Me:aapka ghar main road sa thora hat ke ha. Wahan zayada coustmers nahi aayein ge. Farzana:Botique ho ga or dukaan ki look achi ho gi to saath ma colonies waali begamaat bhaag kar aaein gi. Me:theek ha jaise aapki marzi. Farzana:botique ka saath ma beauty parlor bhi bna ln gi.Meri aik dost ha usne beauty parlor ka course kiya hua ha.use rakh lein ge. Me:ye to or bhi acha ha. Ma kaal kaam shuru karwata hn phir. Farzana:aakhri baat ma ne aap sa karni thi.Bohot zaroori ha. Me:Haan jee bolein. Farzana:profit ka 70 percent aapka or 30 percent mera ho ga jab aapko apni invest ki gae rakam mil jae gi to phir 50 50 percent munafa ho jae ga. Uski baat samajhte hi ma chonk gya. Kya Business minded aurat thi. Ya to tuka lagya tha ya kissi ghaagh buisnessman ne usse ye mashwara diya tha. Sara hisaab kitaab mere pass hota to Ma apni marzi sa jab tak chahta sara munafa hasil karta rehta or us ma sa thora bohot use de deta.lekin ye 70 30 waala chakar chala kar usne aik to hisaab kitaab apne haath ma kar liya.Dusara ye ke mere saath share rakh kar usne apni saftey yakeeni banayi. Bahir ke tamaam maamlaat ma dekhta.wo sirf coustmers sa dealing karti bas. Agar kabhi koi usse threat karta ya dhooka dene ki koshish karta to ma aik hatyaar ke toor par uske haatho ma majood hota wo mujhe aage kar deti. Aik or faida ye bhi tha ke agar khuda naa khawaasta karonaar flop ho jaata ha to us akeli kaa nuksaan nahi ho ga balke mera bhi baraabar ka nuksaan ho ga or aakhri baat ye ke agar kabhi hume loss hota to mujhe hi usse sambhaalna parta. Wo aik side pe ho jaati.Yani wo mujhe apne saath partner rakh kar apne aap ko tamaam masael sa bacha kar rakhna chahti thi. Filhaal mujhe koi nuksaan nahi tha is liye ma ne haan kar di. Me:jee theek ha jaise aapki marzi. Farzana:ok.phir ma aaas pass ki larkiyo ko ikhatha karti hn jinhein salai karhai karni aati ha. Phir Sallaam dua or baat khatam. Ma filhaal is jhaanjhaat ma nahi parna chahta tha kiun ke mere pass bilkul bhi farigh wakat nahi tha. Uni ke baad Shop ya garage ke maamlaat hi bari mushkil sa sambhaale jaate the. Aur ghar par bhi time dena hota tha. Asma or Nida dono ko meri tawaajoo ki zaroorat thi. Nida to din baa din bohot zayaada chirchaari hoti jaa rahi thi.Baat baat par gussa hone lagti thi. Pregnancy ki waja sa Asma ka mizaaj bhi thora chirchara ho gaya tha lekin utna nahi jitna Nida ka hua tha. Aaj bhi jab ghar gaya to drawing room ki haalat dekh kar samajh gaya ke phir kuch naya gull khila ha. Center table ka sheesha chikna choor tha. Har tarf kaanch bikhra hua tha. Me:Hania beta ye sab kya ha?? Hania:bhaiya wo aap aaj late aaye hn naa.Nidha bhabhi aapko call mila rahi thi aapne attend nahi ki to gusse ma aakar unhe na paani ka glass zor sa table par phenk diya. Me:kahan hn ab wo?? Hania:wo apne room ma hn. Me:or tumhari Mama(Asma)??? Hania:wo bhi unke pass hi hn. Ma Nida ka room ma puhncha to wo roo rahi thi or Asma usse chup karwaane ma masroof thi. Mujhe aate dekh kar Asma room sa bahir chali gae. Ma Nida ka pass jaa kar beth gaya.uske haatho ko apnevhaatho ma le kar aahista aahista sehlane laga. Wo mere kaandhe par sar rakh kar boli Nida:I am sorry.Really sorry but pata nahi mujhe kya ho jaata ha choti choti baat par hyper ho jaati hn. Cheekhne chilaane lagti hn. Apne aap par control khoone lagti hn. Me:khaana khaaye kya??? Nida:Naa naa nahii.... Me:chalo aao dinner karte hn. Subah doctor ke pass chalein ge. Next day doctor ka pass gae.Check up ke baad doctor na mujhe apne cabin ma bulaya or kehne lagi Doctor:Mr.Razi dekhein aapki wife Mrs. Asma to bilkul normal hn lekin Mrs. Nida ki halat itmenaaan baksh nahi ha. Wo bohot zyada stress le rahi hn jiski waja sa unpar bhi or unke bache par bhi bohot bura asar par raha ha. Agar yehi haalat rahi to bache or Maa dono ki zindagi ko khatra laahak ho sakta ha. Me:Doctor Sahiba iska koi ilaaj??? Doctor:Jee dekhein ilaaj to iska yehi ha ke unhein har lamha khush rakhnein ki koshish karain. Kisi kisam ki koi tension naa lene dein. Baki ma ne medicines likh dein hn. Jis se unka mind relax rahe ga. Bilkul halki dose deni ha. Zayada dene sa bache or maa dono par iske maanfi asaraat bhi ho sakte hn. Me:shukriya doctor Sahiba. Unhein ghar chor kar ma shop pa chala gaya. Thori der wahan raha phir ma ne 2 ghaante laga kar aik thekedaar ko dhoondha or phir Farzana ke ghar le jaa kar usse tamaam maamlaat samjhaaye or thewka tae kiya. Wo kal ka waada kar ke chala gaya ke kal mazdooro ko le aaye ga or jis tarha hum chahein ge wo un dono kamroo ki renovation kar de ga. Lunch ka time ho raha tha. Ma wahan sa nikla or Nighat ki taraf chala gaya. Darwaza khatkhataane ki zaroorat nahi thi. Mere pass keys thi. Ma na darwaza khola or ghar ma daakhil hua. Drawing room ma puhncha to wo nazar nahi aayi. Wahan sa unke room ma gaya to samne ka manzar dekh kar hakka bakka reh gaya. Bed par Nighat leti thi lekin wo Nighat nahi thi koi 100 saala burhi bemaar aurat thi. Khaansti jaa rahi thi. Thook phenkti to saath khoon bhi aa raha tha. Ye to wo Nighat nahi thi jisse ma aik hafta pehle bed par chor kar gaya tha. Ye to koi 100 saala mareeza lag rahi thigaal pichaak gaye the.Honto khoon ki wajaa sa laa surkh aankhein khaansi ki wajaa sa laal thi. Mujhe dekhte hi unki aankhoo sa aanso behne lage. Unhoo na kuch bolna chaha lekin bool naa paen. Ma na bina time zayaa kiye unhein bahoon ma uthaya or unki gari ma unhein le kar Hospital ki taraf gari barha di. Hospital ma takreebn 4 ghaante tak unke mukhtalif test hote rahe. Phir Doctor na wo khabar sunae jo mere hosh uraa gayi. Unhe gaale ka cancer tha or wo bhi last stage. Ma na unki taraf dekha to unho na aankhoo de haan ka ishara kiya. Ma bola Me:mujhe nahi bta sakti thi aap?? Wo halki si kapkapaati hui Awaaz ma boli Nighat:kya btati tumhein?? Ma Doctor ki taraf mutwaja hua to wo bole Doctor:Dekhein inki full time dekh bhaal karein. Medicines hn wo inhein time par dete rahein. Saath ma inka diet plan ha uska khaas khyaal rakhna ha. Usi plan ka mutabik inko diet deni ha. Bilkul aaram karwarin inhein. Me:kya ma inhein ghar le jaon??? Doctor:nahi abhi aik hafta tak hum inhein yahin admit rakhein ge. Inko observe karain ge agar to recovery hui to theek warna inka operation bhi karna par sakta ha. Me:jee theek ha.Jaise aap munasib samjhein. Doctor room sa bahir chala gaya. Ma Nighat ki taraf barha. Wo pyaar bhari nazaroo sa mujhe dekh rahi thi. Ma na uski peshaani choomi or bola Me:aik hafta sirf or phir hum apne ghar chale jaen ge. Unho na haan ma sar hila diya. Me:abhi ma chalta hn. Subah chakar lagaon ga. Nighat:Schooooo schooollllll ma baaa baataaa dee dee naaaaa... Me:jee acha. Aap abhi rest karain. Ma room sa nikla to bahir aik counter bna tha jahan nurse bethi hui thi. Ma uske pass chala gaya. Me:Ye file aik dafa dekh lein.Sare tests wagaira ok hn naa. Us ne bura sa mu bnaya or mere haath sa file pakarte hue boli Nurse:jab doctor sahab ne file check kar li ha to phir mujhe dekhaane kaaaaaaa..... File khulte hi uski aankhein chamak uthi. Alfaaz mu ma hi reh gae. Aik lamhe ma hi apne taasuraat par control kar ke boli Nurse:jee theek hn sab reports. Iski koi zaroorat nahi thi waise. Doctor sahib na dekh to liya ha aik dafa. Me:Room number 228.Har ghante baad aik chakar. Phaal wagaira juice wagaira har cheez. Kissi cheez ki koi kami nahi honi chahiye. Mukkamal dekh bhaal. Nurse:jee raat 9 baje tak ma yahan.mukkamal dheyaan rakhun gi. Aap tension naa lein. Me:Thanks Aap log samajh to gae hn ge ke file ma aise kya tha jisse dekh kar Nurse chonk gae thi. Aur kuch nahi bas 5 hazar ka note tha. Shaam ke 7 baj rahe the.Ma Shop pa puhnch gaya. Raat 10 baje ma ghar waapis chala gaya. Next day Uni jaate hue soocha Nighat ko aik nazar dekhta chalun.Unke room ma puhncha to aadha school ikhatha hua hua tha. Kya Teachers kya students kya students ke parents. Ma thori der unke pass raha phir uni chala gaya. Aik hafta guzar gaya. Nighat ki tabiyaat behtar ho rahi thi.Aahista aahista wo zindagi ki taraf loat rahi thi. Doctors na unhe mazeed 3 din hospital ma rakha or phir discharge kar diya. Is warning ke saath ke dawaon ke istemaal ma zra si beihteyaati hui to phir inki halaat bohot zayaada kharab ho sakti ha. Ma unhein unke ghar le aaya. Unhe bed par lita kar khud pass rakhi chair par bethne laga to unho na mera haath pakar liya or boli Nighat:Idhar aao naa bed par mere saath lait jao. Tumhaare bazoo par sar rakh kar sona chahti hn. Ma bhi unke saath bed par lait gaya. Wo mere seene par sar rakh kar boli Nighat:tum sa bohot zaroori baat karni hn. Me:haab bolo Nighat:pehle waada karo ke meri koi baat bhi nahi taalo ge. Me:jee paka promise. Nighat:Ma chahti hn ke apni sari property bank balance har cheez tumhhaare hawaale kar dn. Me:mujhe iski zaroorat nahi ha lekin aik kaam ho sakta ha Nighat:wo kya?? Me:Hamare ghar ke saath hi Orphanage ha jis ma ma palla barha hn. Nighat:Ma jaanti hn. Me:Orphanage ke bachoo ki parhae ka koi mustakil bandobast nahi hn. Agar aap chahein to uska bandobast ho sakta ha. Nighat:wo kaise??? Me:orphanage ke saath hi aik 10 marle ka khaali plot ha or uske saamne aik 12 marle par muheet koothi ha. Agar plot ya koothi khareed li jaye or wahan bachoo ka aik proper school bna diya jae to bachoo ka bohot faidaa ho gaa. Nighat:Ye mera ghar ha aik or 2 plots ha karachi ma ye teeno bech dete hn or wo koothi or plot khareed kar orphanage ko aatiyaa kar dete hn. Me:aur aap kahan rahein gi??? Nighaat:Ma kahin reh ln gi. Meri fikar naa karo tum. Me:lekin...... Wo thora gusse sa boli Nighat:tum sa kaha ha naa ke kahin bhi reh ln gi ma. Me:acha sorry aap rest karain. Ma karta hn kuch. Nighat:Subah Ye kaam ho jaana chahiye. Me:Itni jaldi nahi ho ga.3 sa 4 din lag jaen ge. Nighat:jitni jaldi ho sake ye kaam karwa do. Bari meharbani ho gi tumhaari. Me:ab aise to naa kahein naa. Ghair thori hn ma aapke liye. Wo chup chaap leri rahi. Ma uski kamar sehlaata raha.Wo soo gaen.to ma shop par aa gaya. Takreebn aik hafta laga. Unke dono plots or ghar bik gae or orphanage sa mulhikaa plot or uske saamne waala ghar dono khareed kar orphanage ke naam kar diye gae. Nighat orphanage ma shift ho gae. Kafi paise bach gae the jis sa samne waali koothi ki renovation karwa kar use aik school ma tabdeel kar diya gaya. Farzana ka botique bhi open ho gaya tha. Zayada to nahi lekin phir bhi achi khaasi aamdan de raha tha. Uni ma bhi kuch khaas nahi hota tha. Maths ka Sir sa achi khaasi ghap shaap ho jaati thi ya phir Madam Neelum thi wo kafi close aa chuki thi. Khul kar hansi mazaak hota tha. Madam ke saath akele ma me double meaning baatein bhi kar jaata lekin wo kabhi bura nahi maanti hn. Sex par bhi tafseel sa guftugu kar leti thi. Lekin abhi tak hamare darmayaan aik fasla tha. Aik had thi jisse naa wo phaalaagti or naa hi ma usse uboor karne ki koshish karta tha. 4 maah guzaar gae. Pata bhi nahi chala. Phir wo manhoos din aaya jis din gaam mere upar saawan ki baarish ki tarha baarse. Dukhoo ne mere dil ma derey jma liye. Aik saath 3 3 bhyaanak khabarein mujhe sunane ko mili. Usi din mujhe aik khushkhabri bhi milli.....................
  5. Update 33 Dukaan pa aaye thori der hi hui thi ke aik mechanic Irfan mere pass aaya or bola Irfan:Laala jee oo aik Madam ki gaari kharaab ho gae thi yahan se thori door hum dhaaka laga kar idhar le aaye. Ab theek kar di ha 8 hazaar bill bna ha lekin wo keh rahi hn ke unke pass paise nahi hn baad ma de jaen gi. Me:aise karo unko kaho ma tumhaare saath chalta hn ghar tak wahan mujhe paise or waapsi ka kiraaya de dena. Irfan:Laala jee kaha ha lekin wo nahi maan rahi. Keh rahi ha ke ma de jaoun gi. Me:tum dusari gaariyoo ko dekho ma us se baat karta hn. Irfan:jee lalaa jee. Ma us aurat ka pass chala aaya. Wo aik puraane model ki GLI ma bethi hui thi. Mujhe dekh kar boli Aurat:Ma na usse kaha bhi tha ke ma de jaon gi paise us ne khaamukhaa aapko bta diya. Me:aapka name??? Aurat:naam puch kar kya karain ge. Me:chalain nahi puchta. Paise to dein naa. Aurat:aapki minaat karti hn abhi mujhe jaane dein ma paise de jaon gi Me:Ma aapka name tak nahi jaanta aapko aise hi jaane dn or agar aapne paise naa diye to ma lya karun ga. Mechanic ko kahan sa paise dn uski mazdoori or jo samaan daala hha uske paise kahan sa laon ga??? Aurat:dekhein ma aap sa keh rahi hn ka ma de jaon gi paise aap maante kiun nahi. Me:apne husband ya father ka number de dein ma unse raabtaa kar leta hn. Aurat:jee nahi.Sorry ma nahi de sakti aap plzz maan jaen naa. Ma de jaon gi paise. Uski aankho ma jhaanka to mujhe iltijaa, minaat,bebasi,aanso or miskiniyaat aik saath nazar aayi. Ma na us sa kaha Me:theek ha jae aap lekin us sa pehle aapka ID card dekhna chahata hn Aurat:Sorry plzz Me:nahi ID card to dekhaen naa. Aurat na majboor nighaahon sa meri taraf dekha or phir apne purse sa ID card nikal kar meri taraf barhaya. Ma na ID uske haatho sa lekar tasveer dekhi or phir name parha to Farzana Bibi likha tha. Neche waalid ka name M. Ashraf marhoom likha hua tha. Ma na card usse waapis kiya or kaha Me:aapki aulaad ha. Farzana:jee aik beti haaa Me:aap jaa sakti hn. Ma wahan sa waapis dukaan par aa gaya.... Next day Uni ka liye nikla.Apne ghar sa seedha Kamraan ke ghar gaya. Darwaaza khatkhatataya to uske Abu bahir nikle Sallam dua ka baad mujhe kehne lage Uncle:beta Kamraan naha raha ha. Tum thori der idhar intezaar kar lo. Me:ok uncle Uncle:beta bura mat maanana tumhe andar aane ka liye nahi kaha.Ghar ma kafi mehmaan aaye hue hn isi liye.... Me:koi baat nahi uncle ma yahin wait kar raha hn. Uncle:shukriya beta. Me:koi baat nahi uncle 15 mint baad hum dono bike par bethe Uni ki taraf rawaan dawaan the. Me:khairiyat to ha naa aaj ghar mehmaan aaye hue hn?? Kamraan :ye sari teri musibaat paali hui ha. Me:ab ma to mehmaano ko tumhaare ghar chor kar nahi aaya wo khud aaye hn. Kamraan:ab saale FSC karte hi do do shadiyaa kar li thi naa tune tab sa abba ko janoon charha ha ke meri bhi shadi karwaa dein. Me:Karwa le yaar.waise larki dhoondh li unhoo na. Kamraan :abe yyar larki to Bachpan sa hi dhoondhi hui ha unhoo na. Mangni bhi hui hui ha. Me:abe saale teri mangni hui hui ha or mujhe pata bhi nahi. Kamraan:tune kabhi pucha nahi ma ne kabhi bataaya nahi. Me:ab bhi ma agar naa puchta to tune bta dena tha kya?? Kamraan:chaal chor yaar ab gussa kiun kar raha ha.koi faida nahi ha gusse ka. Acha ye bta aaj bhi koi buddhe professors hi hn ge yaa koi khubsurat si kaali bhi apni khusbu bakhaire gi Me:oo jahaan ke tharki insaan baaz aa jaa Wo kehkaha laga kar hans para ma bhi muskuraa diyaa. Uni ma aaj bhi 2 lectures the. Pehla Computer System or programing ka tha. Lecture shuru hue aadha ghanta ho gaya tha lekin abhi tak koi Professor nahi aaya tha. Hum 30 mint intezaar karte rahe jab koi naa aaya to Kamraan bola Kamraan:lagtaa ha aaj koi nahi aaye ga parhaane. Chal yar Cafeteria chalte hn.Chae peete hn. Hum abhi class ke darwaaze par puhnche the ka aik 35 40 saala aurat jaldi ma class room ma enter hote hue hum sa takraa gae. Mera sar unke sar sa takraa gaya. Unke haath ma aik file thi wo neche gir gae. Kamraan neche jhuk kar file uthane laga or ma na jaldi sa unke maathe par aik kiss kar di or peche haat gaya. Madam na heraan nazaroo sa mujhe dekha phir Kamraan ke haath sa file pakar kar boli Madam:Kahan jaa rahe the tum dono??? Kamraan:wo koi lecture lene nahi aaya to hum chae peene Cafeteria tak jaa rahe the. Madam:waapis class ma jao Kamraan:Ok. Hum waapis class ma aa kar apni jagaa par beth gae. Madam na file apni table pa rakhi or phir Sari Class ki taraf mutwaja ho kar boli Madam:Hello Everyone my name is Neelum and I will teach you Computer System and Programing .First of all let introduce yourselves. Sare bache apne apne name FSc ka marks or college ka name bta rahe the. Hamari bari aayi to hamara introduction hua phir class start ho gae. Kamraan:Yar kahan aa kar phans gae hn.yar koi haseen teacher hi nahi ha. Me:ye aik aai to ha Kamraan :abe yyaar itna bara dupaata liya hua ha har cheez chupi hui ha. Kuch nazar nahi aa raha. Me:abe saale kuch to sharaam kar le Kamraan:kuch nahi bola Ma aapko Madam Neelum ka taaruf karwaa dn. Wo aik 35 sa 40 salla soobar si khaatoon thi. Aik chadar sa apna sar or jisam dhaanp rakha tha. Unke nasheeb o faraaz itne waaziah nahi ho rahe the lekin phir bhi kaafi sehatmad jisam tha unka jiska mtlb ka kafi acha figure rakhti thi. Class khatam hui.koi khaas baat naa hui lekin aik baat ma ne class lete hue note ki ke Madam Neelum baar baar meri taraf dekh rahin thi. Hamari aankhein milti to wo nazarein jhuka leti. Khair lecture ka baad 15 mint ka break hua phir dusara lecture fundamental English ka lecture tha. Class shuru hui hum thora lait gae to aage aik 25 26 saala naujawaan si aurat khari parha rahi thi. Ma Kamraan ke kaan ma bola Me:teri muraad puri ho gae.ab sambhaal isse. Madam hum dono ko gusse sa dekh kar boli Madam:why are you late??? Ma na aahista awaaz ma sargooshi ki Me:Kamraan bole ga ya ma bolun Kamraan :abe yyar ye gusse waali lagti ha tu sambhaal mere mu sa koi ulti seedhi baat nikal gae to zayada race ho jae gi. Me:Mam wo Madam Nelum na bulaya tha unke pass gae hue the hum. Madam hamare samne aa khari hui or Meri aankho ma jhaankte hue boli Madam:Sach ma Madam Neelum na bulaya tha??? Me:yes Mam Madam Kamraan ki taraf dekhte hue boli Madam :Kiun bulaya tha Madam ne?? Kamraan na meri taraf dekha or phir bola Kamraan:jee wo Razi ki shop sa apni gari ki service karwaana chahti hn. Madam:kn Razi?? Kamraan :yehi ha jo mere saath khara ha. Madam:chalo jaa kar apni seats par beth jao or aaenda kabhi lait hue naa tooo?????? Me:Sorry Mam dubara aesaa nahi ho ga Madam:jao betho jaa kar Kamraan :thanks Mam Hum apni seat par aa kar beth gae. Saath bethe larke se Madam ka name pucha to Pata chala ka Shehnaaz name ha iska. Class khatam hui to hum dono seedha Shop pa gae. Kamraan bola Kamraan:Ma juice le kar aata hn tu hisaab kitaab kar le. Wo chala gaya or Ma hisaab kitaab ma masroof ho gaya. Kareeb aik ghante baad ma Kamraan ke saath shop sa ghar ka liye nikl gaya.Raaste ma Hania ka school dekh kar ma ne apni ghari ma time dekha to abhi unki chuti ma aadha ghanta rehta tha.Ma Kamraan sa bola Me:Yar mujhe yahin utaar de tu bike le jaa. Kamraan :yani romance ka mood ho raha ha jnb ka?? Me:dafa ho jaa. Wo muskuraate hua bike par bhaga le gaya. Ma School puhncha. Abhi 20 mint the chuti ma. Ma seedha Nighat ke office puhnch gaya.wo mujhe dekh kar uth khari hui or muskuraate hue boli Nighat:khairiyat to ha naa. Aaj kidhar sa hamari yaad aa gae. Me:Aap ki yaad to aati rehti ha ab kya karain masroofiyaat bohot ho gae ha time hi nahi milta Nighat:hafte ma aik aadh chakar to laga hi sakte ho naa. Itna keh kar unho na apne baazo mere kandhe par rakhe or phir mere honto par apne hont rakh diye. Choti si kiss ka baad wo alehdaa hui or phir boli Nighat:Mubarak ho.Do do bachoo ke baap banane waale ho. Me:Shukar ha A..... H ka. Me:aik do din tak aaon ga aapki taraf lazmi. Nighat:Ma intezaar karun gi. Ma wahan sa seedha Chemistry Lab gaya. Lab ma Nida bachoo ko practical karwaane ma masroof thi. Mujhe dekh kar wo Muskuraa di. Ma haath hila kar wahan sa staff room ma aa gaya. Wahan apne dusare teachers sa mila. Chuti hui to Hania or Nida ko le kar main gate par gaya. Wahan Asma Car ma unki muntazir thi. Mujhe dekh kar boli Asma:khairiyat to ha naa.aaj kahan sa is taraf nikal aaye aap. Me:bas waise hi aaj dil kar raha tha ke family ka saath bahir kahin lunch karun. Hania:ye to bohot acha ho gaya. Itne din ho gae hn shopping bhi nahi ki aaj dil khol ka shopping karun gi apne bhaiya ka paisoo se saath ma apne aane waale bhatijee or bhatijiyoo ka liye bhi shopping karun gi. Ma na uske sar par haath pherte hue kaha Me:jitni marzi shopping karna meri bachi. Phir hum wahan sa seedha restaurant gae. Wahan lunch kiya or phir shopping wagaira karte rahe.Shaam ko unhe ghar utaar kar ma Shop pa aa gaya. Hisaab kitaab kiya.Raat ko takreebn 11 baje sare mechanic chale gae. Ma bhi Shop ko taala laga kar gari ma bethne waala tha ke aik taxi meri gari ka kareeb aa kar ruki. Ma to samjha ke kaale kaachoo waale mtlb daako aa gae hn lekim us me sa aik aurat bahir nikli. Taxi waala usse utaarte hi chala gaya. Wo aurat meri taraf muri to ma ne usse pehchaan liya.Wo Farzana thi. Mujhe herat hui wo itni raat ko kya lene aayi ha. Ma uske thora kareeb hua or bola Me:Farzana jee khairiyat to ha naa??? Farzana:jee wo aapka hisaab niptaane aayi hn. Me:do phir paise. Ma na apna haath aage barhaya. Wo apni ungliyaa chatakhte hue boli Farzana:Jee wo paise nahi hn aap kuch or le lein. Saath hi usne apne seene sa dupaata side pa kar diya. Ma uski baat samajh gaya. Ma na haath barha kar uske kaandhoo sa dupaata uthaya to wo boli Farzana:yahan nahi kahi weraan jaga par chalte hn. Ma na ghoor kar usse dekha or phir dupaata uske sar par orha diya. Farzana gum sum si mujhe taakne lagi. Ma bola Me:mujhe naa paise chahiye naa kuch or. Paise bohot hn mere pass or kuch or ka liye do biviyaan hn mere pass. Chalo ab chup kar ke gari ma beth jao. Ma itna keh kar gari ma beth gaya. Wo wahin apni jagaa par saakit khari rahi. Ma na car ka horn bajaya to wo jaldi sa car ma pechli seat par beth gae. Ma na Car aage barhae or back mirror ma usse dekhte hue poocha Me:kab sa kar rahi ho ye saab??? Farzana:3 saal ho chuke hn. Me:kiun kar rahi ho. Farzana:Aulaad ka liye. Apne pait ki aag bhujaane ka liye. Is duniyaa ma jeene ka liye. Me:aisi zindagi jeene sa acha ha ke khudkushi kar lo. Farzana:Ma un darpook maaon jaisi nahi hn jo bhook sa taang aa kar apne aulaad ko katal kar ke khud khudkushi kar leti hn. Naam nehaad izzat ka rona rooti hn. Izzat to tab hi do koori ki reh jaati ha jab koi paise ka badle unse unki izzat maangta ha. Thori der ruk kar saans liya or phir boli Farzana:Ma jeena chahti hn lambi umar jeena chahti hn apnibpyaari si phool si beti ka saath zindagi ka haseen pal guzaarna chahti hn uske liye chahe mujhe apni izzat ho kiun naa neelaam karni pare. Me:Kis na is dil dil ma tumhe dhaakela??? Farzana:Mera shohar foot hua to uske bhaiyoo na mujhe or meri 2 maah ki massoom beti ko ghar sa dhaake maar kar nikal diya. Apna bhai koi tha nahi aik baap tha wo bhi beti ko apni dehleez par dekh kar zakhm seh naa saka or 2 maah baad maar gaya. Shukar tha ke baap ki wiraasaat ma uska ghar mere naam ho gaya. Shukar ha ke sar chupaane ka liye chaat mil gae warna foot path par soona parta. Farzana saans lene ka liye ruki phir boli Farzana:Sar chupaane ko chaat milli to bhook ke laale par gae.kae jaga nokri ka liye gae lekin sab paise de kar izzat maangte the. Do maah faake kiye to pata chala izzat sa pait nahi bhaarta balke paisa chahiye hota ha.khaana khareedne ka liye.Jahan sab sa zayada paise mile wahin lag gae. Receptionist ki job thi. Aik maah sahi kaam kiya phir boss na ghalat nazar rakhni shuru kar di. Pehle to gandi nazaroo sa taarta tha phir aahista aahista touching pa baat aa gae or phir aik din zabardasti tamam staff ke jaane ke baad mujhe apne office ma nanga kar dalla.Izzat gae lekin paise milte rahe bhooke mitati rahi. Mujhe koi tension nahi thi. Lekin phir..... Me:lekin kyaa???? Farzana:boss na kaha mere dosto ko or clients ko bhi khush karo ma naa kar bethi usne mujhe nokri sa nikaal diya.Aik dost sa gari udhaar maang kar aik ameer ka farm house par job interview ka liye gae. Wo bhi aik gaahaak nikla. Ma wahan sa nikli to tumhaari dukaan sa thore faasle par gari kharaab ho gae. Wo thori der ruki to ma ne paani ki bottle iske samne kar di. Wo paani ke do ghoont bhar kar phir boli Farzana:Jaib ma nahi ha dheela or dekhne chala ha mela. Yehi haal mera tha. Paise the hi nahi or gari kharaab wo to tumhaari meharbani ke tum ne mera yakeen kar ke mujhe jaane diya. Bohot koshish ki lekin kahin sa paise naa mile to apni izzat hatheeli par rakh kar tumhaare pass aa gae ke izzat jaati ha to jae lekin mujh pa kissi ka bhi qarz naa rahe. Ma ne aik restaurant ke samne gari rooki. Gari sa utarte hue bola Me:qarz maaf bhi karwaya jaa sakta ha. Mere peche wo bhi gari sa utri. Wahan hum na dinner kiya. Dinner ka dauraan khamoshi chaye rahi. Wahan sa ma ne gari aik general store pa roki or bola Me:Ghar ka liye jo zaroori samaan chahiye wo le lo. Paise mujh sa le lena batoor qarz hi dn ga jab hue waapis kar dena. Takreebn aik baje hum uske ghar puhnche. Bahir sa dekhne ma uska ghar kaafi bara lag raha tha. Me:kitne marle ka ha ye ghar tumhaara?? Farzana:shayad 7 ya 8 marle ka ha. Me:samjhoo kaam bn gaya. Farzana:konsa kaam bn gaya?? Me:samjho ke tumhaari ghar bethe aamdani ka wasilaa bn gaya ha. Karachi ka posh ilaake ma 8 maarle hn or unse faidaa naa uthao to ye baat to bewaakofi ki ha naa Farzana:jee nahi ma ye ghar nahi bechoo gi. Me:ghar bech kon raha ha??Subah tumhein tafseel sa sari baat samjha dn ga. Abhi jao bachi ko doodh pilao wo bhooki ho gi. Farzana:usse ma paros ma choor kar gae thi. Abhi subah hone waali ha tab hi pata karun gi. Me:acha ma chalta hn. Apna phone number de do tumhein kal call pe sari tafseelaat sa aagaah kar dn ga. Farzana na mukhe apna phone number diya. Ma ne jaib sa 15 hazaar nikal kar uski taraf barhaye or bola Me:ye 15 hazaar ha.Iske saath 2 hazaar khaane ka bill or 2.5 hazaar ka saman total ho gae 19500 ye ab tum ne mukhe dena ha. Or haan subah 8 hazaar usi mechanic ko pakraa aana. Taake koi shak naa kare ke ma ne paise liye bina hi tumhein kiun jaane diya. Wo sar jhuka kar meri baatein sunti rahi. Phir boli Farzana:shukriya aapka bohot bohot. Me:shukriya kiun??jab ma tum sa apne paise ln ga to tumhe shukriya bolun ga naa. Wo bina kuch kahe andar chali gae. Ma bhi wahan sa waapis apne ghar aa gaya. Jab ma puhncha to Hania apne room ma soo rahi thi jabke Nida drawing room ma sofe par bethe bethe hi soo gae thi.Asma albata jaag rahi thi. Usi na darwaza khola. Ma gari sa utaar kar Asma ki taraf barha wo bhi meri taraf hi aa rahi thi. Ma ne usse gaale lagaya or phir peshaani choom kar bola Me:abhi tak jaag rahi ho??? Asma:nahi bas waise hi neend nahi aa rahi thi. Ma uske saath chalta hua drawing room ma puhncha to wahan Nida sofe par bethi soo rahi thi. Me:dinner to nahi kiya ho ga tum dono na?? Asma:aap ka intazaar hi kar rahe the. Me:chalo khaana garam kar ke table par lagte hn. Nida khaana garam karne lagi or ma uske kareeb hi stool par beth gaya or bola Me:apne paise ikhathe waapis lo gi ya maahaana kistein deta rahun. Asma:iski koi zaroorat...... Ma uski baat kaatate hue bola Me:zaroorat ha. Asma:theek ha phir ikhaathe hi de dena saare paise. Hum teeno na dinner kiya or phir soo gae. Next day Sunday tha chuti thi uni sa isi liye der sa utha.Naha dhoo kar fresh ho kar nashta kiya phir upar apne computer room ma chala gaya. Ma aesa software develop karna chahta tha jis sa koi bhi electronic device mtlb mobiles telephones Systems laptops wagaira hack kiye jaa sakein. Abhi to Kaam shuru ka maraahil ma hi tha. Dopeher tak wahin busy raha phir lunch kar ke Nighat ki taraf chala gaya. Andar jaate hi Nighat mujh sa lipat gae. Mere honto par apne hont rakh diye or chusane lagi. Kabhi zubaan ko chusti to kabhi honto ko chusati. Ma na uske boobs par haath rakh kar dabana shuru kar diya. Thori der ma drawing room ma hi hamare kapre utaar chuke the. Ma Nighat ke boobs chusane ma masroof tha or mera aik haath uski choot ko sehlaa raha tha. Thori der baad ma neche laita hua tha or nighat mere lun ko apne mu ma liye chus rahi thi. Thori der baad Ma na usse neche litaaya or uski taango ma beth kar lun uski phudi ka soorakh par rakha or zoor ka aik jhatka lagaya AAAAAAAAAAAAAIIIIIIIIIIIIIIII AAAAMMMMIIIII JJJEEEEEEEEE AAAAHHHHH ma na thori der ruk kar dubara aik jhatka maara or pura lun phudi ma gayaab ho gaya. Ma na aahista aahista jhatke maarne shuru kar diye. Wo sisksakne lagi. AAAAAHHHH AAAAHHH OOOIIIIIII MMMAAAA AAAHHH UUFFF AAAIIII AAAHHHH OOOHHHH mera piston aahista aahista teez hota gaya. Unki siskariya unchi hoti gae or phir aik dam sa dono jisam akarne lage. Sansein rukne lagi. Jisam taan gae jisam ka saara khoon taangoo ki taraf gardish karne laga or phir achanak lawa phoot para. Dono na apna garam garam paani aik saath nikal diye or aik dusare ko bhaaon ma liye lait gae. Sansein bahal karne lage. Takreebn 3 ghante Nighat ka haan guzaar kar ma shop pa aa gaya. Hisaab kitaab ma masroof tha ke Irfan aaya or bola Irfan:Lala jee ye lein 8 hazaar Ruppees wo Madam paise de gae ha. Me:chalo theek ha. Hisaab kitaab sa farigh ho kar ma ne Farzana ko call milaye. Sallam dua or taaruf ke baad ma bola Me:Me agar aap chahein to aapke mustakil rozgaar ka bandobast kar sakta hn. Farzana:Wo kaise??? Me:Aapka ghar aik behtreen location par ha aik taraf ameero ki colonies hn jabke dusari taraf middle class logo ke mohalle hn.Agar hum aapke ghar ma sewing machines rakhwaa dein or colony ki auratoon ka kapre sillae karne ka liye gareeb auratoon ko Sewing machines par betha dein. Wo kapre sillae karein gi or tum unse apni machinoo ka kiraaya lena. Farzana:mujhe sochne ka liye chand din ki mohlaat chahiye. Me:theek ha agar aap ka dill maanein to call kar di jiye ga. Farzana:jee theek ha... Next day Class ma 2 lectures the. Pehla Applied Chemistry ka tha or Engineering drawing and Graphics ka. Uni ka baad ma Kamraan ko uske ghar chor kar Nazia ki taraf chala gaya. Nazia to khair nahi milli aunty akeli ghar pe thi. Hum kafi der drawing room ma bethe baatein karte rahe. Aunty kuch pareshaan pareshaan si thi. Mere puchaane par sar dard ka bahaana laga diya.Hum sofe par hi bethe hue the. Ma ne zabardasti unko sofe par laita kar unka sar apni goad ma rakha or dabana shuru kar diya. Kuch hi der ma Aunty soo chuki thi. Thori der baad Nazia aai to ma wahan sa aa gaya. Ghar aa kar lunch kiya or shop par chala gaya........

Account

Navigation

Search

Configure browser push notifications

Chrome (Android)
  1. Tap the lock icon next to the address bar.
  2. Tap Permissions → Notifications.
  3. Adjust your preference.
Chrome (Desktop)
  1. Click the padlock icon in the address bar.
  2. Select Site settings.
  3. Find Notifications and adjust your preference.