Horny Jasmin Posted August 4, 2011 #1 Posted August 4, 2011 very rare flying fish...socha ap logo say share kr lon
(._.)Milestone(._.) Posted August 4, 2011 #2 Posted August 4, 2011 Waoooooo.... Zabardast Post Hai Jasmin..... Kamal Ki fish Hai..... Thanks For Nice Sharing.... Keeppp It Up
lund4phuddies Posted August 5, 2011 #4 Posted August 5, 2011 yeh urdnay wali fish hayn! jahan do barday samndar Pacific aur Atlantic Miltay Hayn Un Kay Sangam Per Payee Jati Hayn! Jab In Ke Milan Ka Mosam Aata Hay To In Ke Per Nikal Aatay hayn! Aur Yeh Samndar Say Nikal Kr Hawa Main Chehal Qadmi KArti Hayn! Is Doran Yeh Moo Say Saans Leti Hayn! AUr Phir Wapis Apnay Per Samait Ke Samndr Ki Gehraiyon Main Chali JAti Hayn! Kisi Bhi Insaan Ke Haath Laganay Se In Ki Maut Waqia Ho Jati Hay! Bohut Hi Halki Phulki Aur Ab geenay Type Ki Fish Hoti Hayn! Aankhon Ko Bohut Bhali Lagti Hayn! Aur In Ki Marghoob Ghiza fazayee patingay hotay hayn! Jo In Ke Milan Kay Mosam Main Pacific aur Atlantic Ke beech Main Parwaz kar rahay Hotay Hayn. (yeh kuch maloomat theen jo main nay aap logon ki dilchaspee dekhtay howay share keen) all credit of this maloomat goes to National Geographic Channel and Discovery Science Channel! mera is main itna hi hissa hay kay main yeh channel shauq say dekhta hoon aur bus!
Sarfarosh Posted August 6, 2011 #6 Posted August 6, 2011 Nice Thread Jasmeen, Pata nahi Tum aur kia kuchh Dikhaao gi Hame
Horny Jasmin Posted August 6, 2011 Author #7 Posted August 6, 2011 yeh urdnay wali fish hayn! jahan do barday samndar Pacific aur Atlantic Miltay Hayn Un Kay Sangam Per Payee Jati Hayn! Jab In Ke Milan Ka Mosam Aata Hay To In Ke Per Nikal Aatay hayn! Aur Yeh Samndar Say Nikal Kr Hawa Main Chehal Qadmi KArti Hayn! Is Doran Yeh Moo Say Saans Leti Hayn! AUr Phir Wapis Apnay Per Samait Ke Samndr Ki Gehraiyon Main Chali JAti Hayn! Kisi Bhi Insaan Ke Haath Laganay Se In Ki Maut Waqia Ho Jati Hay! Bohut Hi Halki Phulki Aur Ab geenay Type Ki Fish Hoti Hayn! Aankhon Ko Bohut Bhali Lagti Hayn! Aur In Ki Marghoob Ghiza fazayee patingay hotay hayn! Jo In Ke Milan Kay Mosam Main Pacific aur Atlantic Ke beech Main Parwaz kar rahay Hotay Hayn. (yeh kuch maloomat theen jo main nay aap logon ki dilchaspee dekhtay howay share keen) all credit of this maloomat goes to National Geographic Channel and Discovery Science Channel! mera is main itna hi hissa hay kay main yeh channel shauq say dekhta hoon aur bus! wao yar itni malomat nd thn is malomat nay thread ko or b acha kr dea hai g thnx
Silent Tear Posted August 6, 2011 #8 Posted August 6, 2011 Zabardast Dear Bohat hi kamal ki post hai Thanks
Horny Jasmin Posted August 6, 2011 Author #9 Posted August 6, 2011 yeh urdnay wali fish hayn! jahan do barday samndar Pacific aur Atlantic Miltay Hayn Un Kay Sangam Per Payee Jati Hayn! Jab In Ke Milan Ka Mosam Aata Hay To In Ke Per Nikal Aatay hayn! Aur Yeh Samndar Say Nikal Kr Hawa Main Chehal Qadmi KArti Hayn! Is Doran Yeh Moo Say Saans Leti Hayn! AUr Phir Wapis Apnay Per Samait Ke Samndr Ki Gehraiyon Main Chali JAti Hayn! Kisi Bhi Insaan Ke Haath Laganay Se In Ki Maut Waqia Ho Jati Hay! Bohut Hi Halki Phulki Aur Ab geenay Type Ki Fish Hoti Hayn! Aankhon Ko Bohut Bhali Lagti Hayn! Aur In Ki Marghoob Ghiza fazayee patingay hotay hayn! Jo In Ke Milan Kay Mosam Main Pacific aur Atlantic Ke beech Main Parwaz kar rahay Hotay Hayn. (yeh kuch maloomat theen jo main nay aap logon ki dilchaspee dekhtay howay share keen) all credit of this maloomat goes to National Geographic Channel and Discovery Science Channel! mera is main itna hi hissa hay kay main yeh channel shauq say dekhta hoon aur bus! waoooo itni info kahen ap wwf ka member to ni heheheheh
Horny Jasmin Posted August 6, 2011 Author #10 Posted August 6, 2011 Nice Thread Jasmeen,Pata nahi Tum aur kia kuchh Dikhaao gi Hame kafi achi achi or koshsh kron ge k unique chezain dekhaon
Recommended Posts
Create an account or sign in to comment
You need to be a member in order to leave a comment
Create an account
Sign up for a new account in our community. It's easy!
Register a new accountSign in
Already have an account? Sign in here.
Sign In Now