Jump to content
View in the app

A better way to browse. Learn more.

URDU FUN CLUB

A full-screen app on your home screen with push notifications, badges and more.

To install this app on iOS and iPadOS
  1. Tap the Share icon in Safari
  2. Scroll the menu and tap Add to Home Screen.
  3. Tap Add in the top-right corner.
To install this app on Android
  1. Tap the 3-dot menu (⋮) in the top-right corner of the browser.
  2. Tap Add to Home screen or Install app.
  3. Confirm by tapping Install.

Ma sab ka Hero

Featured Replies

  • Author
On 8/4/2021 at 4:13 PM, Sharartikaka said:

Bas aik request hay update late ho jaye bt us duration main apne jhalak dikha dya karo bata jaye karen ke ap kahen buzy han to sakoon mil jata hay

Lock down khatam hua to masroofiyaat aik dam barh gae thi. Abhi routine set ho gae ha. Zayaada intezaar nahi karna pare ga ab aap ko

Breaking News Ad
ŲŲˆØąŲ… Ø§ŲžÚˆÛŒŲšØŗ
  • Replies 375
  • Views 739.3k
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

Most Popular Posts

  • Jamal baba
    Jamal baba

    Part 8   Next day school gaya.break tak koi khaas baat naa hui.Break ma ma or Hira bahir ground ma aakar beth gae.Hira or ma kuch der to study KA hawale sa discuss karte rahe phir ma bola

  • Jamal baba
    Jamal baba

    Part 7   Ma road cross kar ke madam ki taraf barha.Madam par meri nazar pari to ma unhe dekhta reh gaya.unho na intehai tight labas pehna hua tha.Black colour ka kameez or uske neche skin ti

  • Part 17   Madam:aaj ka baad sa Hania hamare saath hi rahe gi.    Me:sach ma????   Madam:Hn jee.   Me:yani ab is ghar ma khoob roonak lagi rahe gi.   

  • Author
13 hours ago, mythumb said:

Ø§ŲžØ¯ÛŒŲš ÚŠÛ’ Ų…Ų†ØĒØ¸Øą

Bohot jald aa rahi ha next update jnb 

đŸ“ĸ Post Your Ad Here
On 8/6/2021 at 12:13 PM, Jamal baba said:

Jnb aap ki narazgi khatam kar dete hn aik or update de kar. 

Baba g update kindly daily de to phr nrazgi khtm ho gi

  • Author

Update 35

 

Us din ka aagaz bhi aam dino jaisa hi tha. Uni ke baad Shop par chala gaya. Takreebn shaam ke 4 baj rahe the ke mujhe Aga jee ki call aayi 

 

Aga jee:beta wo Madam Nighat ki tabiyaat achanak kharaab ho gae thi to hum unhein hospital le ga...... 

 

Ma unki baat kaatate hue bola 

 

Me:Konse hospital ma hn aap abhi???? 

 

Aga jee:beta baat to mukkamal hone do

 

Me:jew bolein 

 

Aga jee:Beta doctors na bohot koshish ki lekin wo nahi bach sakin. Un ka intekaal ho gaya ha. Unki dead body ko hum Orphanage le jaa rahe hn. 

 

Shock ke maare mere mu sa aik lafaz bhi nahi nikla. Aga jee ki awaaz mujhe hosh ma lae. 

 

Aga jee:Hlo beta tum aun rahe ho naa. 

 

Me:je jeee jee aga jee Ma bhi orphanage puhnch raha hn. 

 

Ma dukaan sa nikla abhi raaste ma hi tha ke mujhe Nazia ki Ami ki call aayi 

 

Aunty:beeeeetaaa kidhar hoooo ttuu tum???

 

Wo roo rahi thi. Ma na pucha

 

Me:aunty kya hua sab khairiyat to ha naa??? 

 

Aunty:beta tum foran ....... Hospital aa jao. 

 

Me:jee abhi aaya aunty. 

 

30 mit baad ma aunty ke samne khara tha. Aunty mere kandhe par sar rakh kar zaar o kotaar roo rahi thi.Un sa puchaane par pata chala ke Nazia University ma behosh ho gae thi. University ki intazaamiya usse is hospital ma admit karwaa kar aunty ko itlaa de kar chali gae. Abhi doctors check up ma masroof the. 

 

Takreebn aik ghante baad Doctors na Nazia ka bare ma jo bataya usse sun kar aik dafa phir mujhe jhatka laga

 

Doctor:aapko pata tha ke aapki beti drugs leti ha??? 

 

Me:Are doctor saab kaisi baatein kar rahe hn??Nazia aisa koi kaam nahi kartiiiii........ 

 

Aunty ki kapkapaati awaaz aaai

 

Aunty:Jee doctor saab kabhi kabhaar wo drugs use karti thi

 

 

Ma heraani sa aunty ka chehra taakne laga. 

 

Doctor:jab aapko pata tha ke wo drugs leti ha to phir kiun aap na use nahi roka. 

 

Aunty:bohot samjhaaya usse lekin wo nahi maani. Ab jawaan aulaad pa haath to nahi utha sakti thi naa. 

 

Me:Doctor saab Nazia ab theek to ha naa??? 

 

Doctor:Us ne kafi heavy amount ma cocaine use ki ha jiska asar uske brain par para ha or wo sochne samajhne ki salaahiyaat khoo bethi ha. 

 

Me:mtlb???

 

Doctor:Uske brain ka kaafi hissa damage hua ha. Bolna samajhna sunana ye sab hissein khatam ho gae hn wakti toor par. Chalne phirne ma bhi takleef ho gi. Agar unki munasib care ki jae to waapis normal haalat ma aa sakti hn wo. 

 

Me:hum usse ghar le jaa saakte hn kya??? 

 

Doctor:abhi 3 sa 4 din hum usse under observation rakhain ge.phir aap patient ko ghar le jaa sakte hn

 

 

Me:Thanks doctor. 

 

Nazia ko room ma shift kar diya gaya tha hum uske room ma chale gaye. Room ma puhnchte hi aunty aik dafa phir rone lag gae. Ma na unhein samjhaya bujhaaya chup karwaaya.Jab unki haalat sambhli to ma bola

 

Me:aunty wo Madam Nighat ka inteqaal ho gaya ha. Mujhe orphanage jaana ha. Aap tension naa lein.Ma aik do ghaante tak aa jaon ga. 

 

Aunty na haan ma sar hilaa diya.Ma unki peshaani choom kar bola 

 

Me:fikar karne ki zaroorat nahi ha A......  na chaha to saab theek ho jae ga. 

 

Orphanage puhncha to wahan har taraf gehra sanaata chaahya hua tha. Jahaan kabhi bachoo ki hansi or shor goonjaata rehta tha wahan soog ka mahool tha. In 4 maah ma Nighat saab bachoo ki har dil aziz ho gae thi. 

                        ........................

Aik baar wo mujh sa kehne lagi

 

Nighat:Razi yahan aa kar aesa lagta ha ke ma ne apni pechli zindagi sari barbad ki ha. Akele aik ghar ma rehna jis kadar aziyaat deta ha utni hi khushi balke us sa zayada khushi mujhe yahan in bachoo ke darmayaan aa kar mil rahi ha. 

 

Thora wakfa le kar wo boli

 

Nighat:Razi tumhaara bohot bohot Shukriya ke tum mujhe yahan le aaye. Warna us ghar ma to is bemaari ke saath ma aik pal bhi nahi reh sakti thi. 

 

Kabhi wo kehti

 

Nighat:Razi in bacho ke saath khel ke in se baatein kar mujhe apne Beaulaad hone ka gham bhool jaata ha. 

 

Or ma unhe mazaak ma kehta

 

Me:aap haan to karain aapko maa bhi bna dete hn. 

 

Nighat khil khilaa kar hansati or kehti

 

Nighat:ye baat tumhaari 2 aadaad begmaat ko pata chal gae to har taraf tabahi aa jaaye gi. 

 

Phir hum dono ka mushtarka kehkaha goonj uthata. 

             ...........................................

Janaze or phir tadfeen ke dauraan mujhe nighat ke saath bitaaya aik aik pal aik aik lamha yaad aa raha tha.Tadfeen ke baad ma ghar gaya to ghar ma koi nahi thi. 

 

Hania ko call ki to usne bataya ke wo teeno orphanage ma hn. School teachers or students ke pass. Ma bed par dhae saa gaya. Aik dum sa do itne bare shook lage mujhe samajh nahi aayi ke ma kya karun. Dimaag maof sa ho gaya tha. 

 

Aankhein band ki or har khyaal ko zehen sa jhatak kar sone ki koshish karne laga. Kuch hi der ma aankh lag gae. 

 

Lekin shayad takdeer ko mera yun befikar ho kar sona pasand nahi aaya.Raat takreebn 1 baje ke kareeb mujhe Hania ne jagaya. Wo hiklaate hue boli

 

Hania:bhaaa bhaa bhaiyaaa woo woo bhaaaabhiii wooo

 

Hania bohot ghabrayi hui lag rahi thi. 

 

Me:Kya hua Nida ko??? 

 

Hania:bhaiyaaaaa woo woo behoooosshh

 

Ma bed sa jump mar kar utra or bahir ki taraf bhaga. Drawing room ma Nida Neche carpet par behosh leti hui thi or Asma pani chiraak kar usse hosh ma laane ki koshish kar rahi thi.

 

Ma na Nida ko bahoon ma uthaya or Haniya ko bola

 

Me:Hania tum aao mere saath.Asma tum ghar par hi raho balke Orphanage chali jao. 

 

Asma:Nahi ma bhi aapke saath chalti hn. 

 

Ma zra gusse sa bola

 

Me:Is halaat ma kahan tum dhaake khaati phiroo gi. Hania ha mere saath. Tum aaram karo. 

 

Ma Nida ko baahon ma uthaaye bahir nikla tab tak Hania gari ghar sa bahir nikal chuki thi. Ma na Nida ko pechli seat par litaya or Hania ko ishara kiya to wo peche chali aayi or Nida ka sar apni goad ma rakh kar beth gae. 

 

30 mint baad hum hospital ma the. Doctors usse emergency ward ma le gaye the. Ma or Hania bahir bechaini sa tehalne lage. 

 

Kareeb aik ghante baad aik lady doctor aai or boli 

 

Doctor:patient ki halaat bohot serious ha. Uska jisam apne pait ma palne waale bache ko kabool nahi ka......

 

Ma doctor ki baat kaatate hue bola

 

Me:Doctor ye kaise ho sakta ha?????

 

Doctor:jee ise science ki zuban ma preterm ya premature birth kehte hn. Iski kafi wajuhaat ho sakti hn. Jaise uterus walls ma koi pechidaagi aana ya fetus ka early movement shuru kar dena ya brain ingury wagaira. 

 

Me:doctor sahiba mere paale kuch nahi par raha aap plz seedhi zuban ma baat karain

 

Doctor:Jee baat ye ha ke aapki wife ki maujooda condition  premature delivery ki taraf ishara kar rahi ha. Shayad 2 sa 4 ghantoo ma process shuru ho jae. Is ma asal masla ye ha ke aapki wife ko thori der ka liye hosh aata ha wo phir behosh ho jaati hn. Unke hosh ma agar to delivery ho gae tab to itni zyada tension ki baat nahi ha lekin agar unki behoshi ke dauran process start hua or wo wakt par hosh ma naa aai to maa or bache dono ko nuksaan ho sakta ha. Is surat ma hume operate karna ho ga jo maa ke liye kafi risky saabit ho sakta ha. 

 

Me:Doctor sahiba plz meri wife or bache ko bacha lein.aap jo kahein gi jitne paise maangein gi ma doon ga plz un dono ko bacha lein. Plzz

 

Doctor:dekhein zindagi or moot A.... H ka haath ma ha. Hum apni taraf sa unhein bachane ki puri koshish karein ge. Aap is form par sign kar dein plz. 

 

Ma na form par sign kar diye.Form ma likha tha ke doctors apni puri koshish karain ge lekin agar bache ya maa ma sa koi mar jaata ha to phir unke lawaahikeen doctors ko iska moord e ilzaam nahi thehra sakte. 

 

Wo 5 ghaante mere liye kisi kiyaamat sa kam naa the.Bas aik bench pa betha aankhein band kiye Nida ki yaadoo ma gum tha. 

 

                ................................

 

Nida:Razi idhar aao. Kaan pakar kar murga bn jao. 

 

Me:kiun Madam??? 

 

Nida:Kiun ke bache saari class ke test ma 90 above numbers aaye hn or tumhaare sirf 65.

 

Me:Mam un saab ne cheating  ki ho gi naa Madam. 

 

Nida:tumhaare baki bachoo sa koi lena dena nahi ha. Tumhhaare number ache aane chahiye bas. Koi cheating kare ya apna kare tumhe is sa koi fark nahi parna chahiye. 

 

Unki yee baat aaj bhi apne paale sa bandh kar rakhta hn. Duniya jo karti ha karti rahe ma wohi karta hn jo mujhe acha lagta ha chahe duniya uski kitni mukhalifaat kare. Duniya ko apne lun par charha ke rakho. 

 

Aik dafa experiment karte hue mere haath pa thora acid gir gya.Us wakt sirf ma Sara or Nida hi the lab ma. Sara ne Nida ko bataya to wo daurati hui mere pass aai mera haath dekha.Saath saath zakhm par paani daalti jaati or saath hi saath mujhe pyar bhare andaz ma daantati bhi jaati. Acid mere haath pa gira tha or wo bhi bilkul thora sa lekin aansoo unki aankhoo ma aa gae the. 

 

Us accident ke baad jab bhi uske baare ma baat hoti to sara mujh sa kehti

 

Sara:Razi chemistry lab ma ma ne larke ka pura bazo acid sa jaalte dekha ha lekin Madam Nida ko itna pareshaani ma nahi dekha tha jitna pareshaan unko tumhhaare liye hote dekha tha. Lagta ha unka koi gehra rishta ha tumhaare saath. 

 

Aur ma uski baat ko mazaak ma taal deta. 

 

Farewell pa sab bachoo ne last time unke saath shake hand kiya lekin mujhe unhoo na saab ke saamne gaale lagaya or aansoo sa bheegi awaaz ma mere kaan ke pass sargooshi ki 

 

Nida:I will miss you a lot. 

 

Tab bhi sara na mujhe kaha ke

 

Sara:Razi tum maano ya naa maano lekin Madam Nida ka koi khaas taaluk ha tum sa. 

 

Ma waise hi hansi ma bola

 

Me:sab sa zayada taang kiya ha unhein to sab sa zayada miss bhi to mujhe hi karain gi naa. 

 

Suhaagraat pa jab ma na unhe mu dikhaye di to wo boli

 

Nida:iski koi zaroorat nahi ha mujhe bas aapke naam ke saath apna naam jorna tha wo jur gya mujhe or kuch nahi chahiye chahe ab ma mar...

 

Ma na uske mazeed kuch kehne sa pehle uske honto par apne hont rakh diye. 

 

Aik dafa uni jaate hue mera halka sa accident ho gya. Ma wahin sa wapis ghar aa gaya. Asma factory gae hui thi or Hania school. Nida hi sirf ghar par thi. Mere bazoo par pati bandhi dekh kar rone lag gayi or mujhe daante lagi ke aaram sa bike nahi chala sakte the. Dhayaan kahan hota ha aapka......

 

Bari mushkil sa usse chup karwaya tha. 

 

Abhi chand din pehle ki baat ha ma na us sa pucha

 

Me:Nida tum Na.... Z ke baad dua ma kya maangti hn. 

 

Nida:aapko maangti hn. 

 

Me:lekin ma to tumhaare pass hi hn 

 

Nida:Ma dua maangti hn ke meri kookh sa aik or Razi paida ho 

 

Ma uski baat par hansane lag gya. 

 

Wo aksar mujh sa kehti thi ke ma apne bete ka naam Raza rakhun gi. Ma us sa kehta ke agar beti hui to??? Wo kehti ma A.... H sa dua maangti hn ke hume Raza inayaat farma or mujhe yakeen ha ke wo meri baat zaroor manein ga.

 

Kabhi kehti ke Razi mere bete ki tarbiyaat ma koi kami naa chorna. Ma kehta ke hum dono milkar apne bete ki tarbiyaat karein ge to wo kehti ke nahi mere bete ki tarbiyaat tum hi karo ge. Ma nahi kar paon gi. 

 

                   .........................

 

Ma hospital ke bench par betha sar dewaar sa tikaaye aankhein band kiye Nida ke saath bitaaye jaane waale paal yaad kar raha tha ke kissi na mere shaane ko jhinjhoora

 

Me na aankhein kholi to Hania ka chehra nazar aaya. Uski aankhoo ma aansoo the jinhein wo nikalne sa bamushkil roke hue thi. Ma na uske sar par pyaar sa haath phera or bola

 

Me:are pagli roo kiun rahi ho. Kuch nahi ho ga tumhaari bhabhi ko. Doctors dekh rahe hn naa usse. Saab theek ho jae ga. 

 

Hania ki aankhoo sa aansoo nikal aaye or wo zaar o kitaar roone lag gae. Me na usko gaale laga liya or usse chup karwaane laga wo roote hue achaanak boli

 

Hania:Bahiyaaaa bhaa bhaabhi nahi rahiin. 

 

Me:Kiun mazaak kar rahi ho. Tumhe kis ne kaha ye saab??

 

Uske kuch kehne sa pehle hi doctor ki awaaz aai

 

Doctor:Mr.Razi your wife is no more. But your baby is safe. 

 

Meri aankhoo sa aanso behne lage. Mujhe samajh nahi aaya ke ma kya karun. Pehle Nighat phir Nazia or ab Nida. Dil chahta tha ka zoor zoor sa chilaun par phir dimaag kehta ke chilaane ka kya faida wo konsa waapis aa jaye gi. Mere zehen ma Nida ke alfaaz goonjane lage

 

 

MERE BETE KI TARBIYAAT TUM HI KARO GE.MA NAHI KAR PAON GI....... MA NAHI KAR PAOUN GII.....

  • Author
On 8/7/2021 at 2:33 PM, Faiq ali said:

Baba g update kindly daily de to phr nrazgi khtm ho gi

Are bhai hum bivi bachoo waale hn. Unke pait bharne ka liye koi kaam dhaandha karna parta ha. Time nikal kar update de deta hn. Yehi ganimaat jaaniye. 

  • Author

Bhai log sorry for itni zyada emotional update par story ka sequence bahaal rakhne ka liye ye update zaroori thi. Baki ki tamam story is aik update par munhasir thi. Ab yahin sa story ki mazeed shakhein niklein gi. 

đŸ“ĸ Post Your Ad Here

Account

Navigation

Search

Configure browser push notifications

Chrome (Android)
  1. Tap the lock icon next to the address bar.
  2. Tap Permissions → Notifications.
  3. Adjust your preference.
Chrome (Desktop)
  1. Click the padlock icon in the address bar.
  2. Select Site settings.
  3. Find Notifications and adjust your preference.