Asalam-O-Alaikum Friends ...
Main is forum par bilkul naya hon .. par forums ki duniya par naya bilkul nahi hon is waqt bhi main 3,4 foums par hon ... par ajj kal zehani pressure itta barh gaya shaadi k hawalay say k yahan par agaya ... kuch parh k kuch daikh k apnay nafs ko thanda karnay agaya ...
main Karachi say hon ... Naam bata chuka .. aur umer 29 hogayi hai ... afsos is ka hai k itti sari umer hogayi par shaadi nahi ho rahi ... ab is umer main jo cheez zayada tang karti hai woh boys ko achay say pata hi hoga too buss main bhi usi ko thanda karnay yahan agaya ...
suchi baat to yeh hai k larkay Net say behisaab friends banay hain ... khaana kha kha k aur khila khila k demagh ki ghanti baj gayi hai ... ab yahan say mujhay dosti k liye larki dhondhni hai takay kuch change hum bhi daikh lain zamanay main shaadi jab hogi so hogi
app main say koi kuch bhi poochna chahta hai to dharallay say pooch sakta hai kiyon k main nai kia karlaina hai
waisay larkon say dosti ho hi jati hai na tooo Bhai Loog ghussa na karain