-
مجھے حادثوں نے سجا سجا کے بہت حسیں بنا دیا
ہم ہی وفا شکن سہی اور ہم ہی بے وفا تم تو وفا شعار تھے، تم کیوں بدل گئے؟ Posted from Xperia Smartphone using Tapatalk
-
Meri Pasand
Khizaan raseeda chaman mein bahaar mushkil hai! Tumharay baad kaheen aitbaar, mushkil hai! Kisi se is liye dushwaar hai khafa hona Mananay aye ga hum ko bhi yaar, mushkil hai! Ajeeb raaz-e-junoon tha jo meray dil pe khula Teri gali mein bhi aa kar qaraar, mushkil hai! Humara kon hai ehl-e-jafa ki basti mein? Milay ga koi humain gham gusaar, mushkil hai! Kahan chalay ho mohabbat khareednay Mohsin? Baghair sood k milna udhaar, mushkil hai!
-
Meri Pasand
Main jo meh'ka to meri shakh jala di us ne, Sabaz musam mai muje zard hawa di us ne, Pehle ik lamhe ki zanjeer se bandha mujh ko, aur phir waqt ki raftar barha di us ne, Meri nakaam mohabbat mujhe wapas kar di, Yun mere hath meri laash thama di us ne, Wo janta tha muje mout sukun bakhshe gi, Wo sitmgar tha so jeene ki dua di us ne, Uss k hone se meri sansain thi dugnee,, Wo jo bichra to meri umar ghata di us ne..
-
برستے ارمان
Khatam Shudd!! Guru Ji Kahani Bohat Hi Mukhtasir aur Gehri Hai.. Kuch Hi Satron Main Na Sirf Maa, Baap aur Beti ki zindagi Bulkay Unki Zindagi Ka Maqsad bhi bayan kia.. Shukriya Janab! Kahani Pasand aai
-
Nimra kanwal
Welcome Nimra ji to the world of Maza and Masti... jesa k aap ne batay k aap k hubby banker hain, aap phir sara din kia kerti hain?, means bankers to sara din beth beth k Khassi ho jatay hain raat ko sirf ghar sonay aatay hain? aap batain k aap ki sexual life main koi chill preogram hai? agar nai bhi hai to no problem ji yahan aap ko bohat shaakari mil jain gay... aur umeeed hai k aap yahan hamaray sath mil k khoob masti karain gi... yaahan pay kuch baray Ustaad log bhi hain aur kuch mere jasay bachay bhi hain jo aap ki laina chahain gay CLASS!
-
hi friends
Welcome to Urdu Fun Club!
-
Heart Hacker
Welcome Hacker Sahab, Janab Sada dil na Hack kar lena shukar hai aap sirf Heart Hack kartay hain warna mai to apni body k aik aik hissay ko chek ker raha tha...
-
Pinky
Welcome Pinky... It'd be more hot in Urdu Fun Club than elsewhere..full Masti karo... Aap k matlab ki cheezoon se phara para hai UFC
-
Aatir computers
Ji Aaya Nuu Janab... Welcome to Urdu Fun Club... Raaj K Chill Maro
-
Hi i am sunny
~~~~Welcome To The World of Fun and Masti~~~~
-
I am Muskaan
Welcome Muskaan... and Thanks to Sharfarosh k wo apko UFC pay lay k aye... Umeed karta hoon k aap Sarfrosh ji ki terha hamain Entertain kerain gi...
-
Meri Pasand
Poetry pasand karnay ka shukriya Janab...
-
Meri Pasand
Kabi ulfat bhara lehja kabi utra hua chehra, Smajh me kuch nahi ata bata mera gunah kya hy, Meri uljhan mita to dy, mujy itna bata to dy, Men mujrim hun ya mehram hun saza kya hy jazaa kya hy .. Meri sansein to chalti hain teri yadon say aay humdam, Nahi fursat k ye sochun fana kia hy baqa kia hy.. Mera ye dil, meri dharkan, meri sansein ye jaan Ghalab, Ye sab kuch naam hy tery bata peechay bacha kya hy!
-
Meri Pasand
Rait ki dunya hai, wafa ki Talash na kar.. Badalte rehte hain log yahan musam ki tarah
-
Meri Pasand
US ke harf-o-Lab ka talism tha, meri aab-o-taab mein reh gaya, Wo kisi gul'lab ka jism tha jo meri kitab mein reh gaya, Meri baat baat mein roshni mere harf harf mein dil_kashi, WO mera shareek-e-wisal-e-jan mery har baab mein reh gaya, koi baat ban k bigar gayi koi phool ban k bikhar gaya, Na sawal koi Labon pe raha na gila jawab me reh gya, Tujhe kya batayen k kya hua wo saroor-e-raqs-e-wafa gaya, Nah gunah mein rehi baat wo, na maza sawab mein reh gya..