mera naam mehran mlik hy meri umer is waqt 30 saal hy mera taaluq sarghoda sy 1.5 km door aik gaon sy hy
Advertise For Free
Advertise Your Products and Services Free of Charge!
AllDatabases.com
Advertise For Free
Advertise Your Products and Services Free of Charge!
AllDatabases.com
E-mail Big
FileBig.net
mera sarghoda main hi aik bikes ka chota sa showroom hy
FileBig.net
ab aaty hen main baat py
Mujhy kahanian prhty prhty taqreeban 2,3 saal ho chuky hn in 3 saalon mn main ny boht c kahanian prhi hn kuch achi kuch buri buri sy muraad incest stories yaar mujhy to is baat ki samaj nai aati ky log aisi kahanian likh kesy lety mera dill to ye sab soch kr hi dehl jata hy Jo behn apny bhai ko apni izzat ka rakhwala samajti hy wohi bhai apni behn ki izzat lootny per tula hota hy jis maa ny apny bety ko janam dia kal ko wohi beta ufffffff toba mery to rongty khary ho jaaty hen
Chalo choro yaar main bhi kia batain ly kr beth gia
to men keh raha tha k main ny bohot c kahanian prhi hen kai martaba socha main bhi likhun lekin pata nahi aik anjani c jhijhak thi Jo her martaba mujhy rok leti thi
is forum sy mera taaluq pichly koi 2 ya 3 mahino sy yahan per main boht c kahanian prhi or mera likhny ka shoq pr brh gia yoon keh len ky mera confidence brh gia bas phir kia tha men bhi than li ky mn likhun ga to chalo shuru krty hen bina Deri ky
Baat us waqt ki hy Jab main 7th class mn prhta tha umer meri koi 13,14 saal thi mery baba ka naam aftab mlik tha jin ka sarghodha shehr main hi aik bikes ka showroom tha Jo ab main sambhalta hoon
meri ami ka taaluq sarghodha sy hi tha meri 2 bari behnain or aik bhai tha sab sy aakhir mn main tha or yahi waja thi ky main sab ka ladla tha sab sy bari behen komal baji(19) tha jin ki shadi multan mn ho chuki thi phir komal baji sy choti sayqa baji(سائقہ)(16) thi jinhon ny matric ky paper die huvy thy or result ka wait kr rahi thin or us ky Baad raashid bhai(15) jin ko baba ny school ky bajaye madrasy(مدرسے) main dala hua tha Jo Thursday ko ghr aata phr Friday ko wapis chala jata
phr us ky baad ataa hun main umer thi 13 saal sab ka ladla ami ki aankh ka tara baba ka lakhty jigar
Mery baba log 3 bhai thy aftab mery baba or un choty saleem chacha or phir ikram chacha
saleem chacha to apni shadi ky foran baad hi dubai shift ho gaye thy or 2 saal baad apni begam maryam ko bhi apny sath ly gaye
Jab ky ikram chacha yahin hamray sath rehty thy apni begam zubaida ky saath rehty thy ikram chacha ki aik beti uzma 10 saal ki Jo mery sath hi school main prhti thi or aik beta farooq jis ki umer 2 saal thi baaqi ky characters ka intro saath hota jaye fa
ab aaty hen story py baat un dinon ki hy Jab mery papers main sy 2 mahiny rehty thy aaye din hamary test hoty rehty baaqi to saary subjects mn to main fit tha lekin math ky test py mujhy roz maar prti aik to hamara pehla test hi math ka hota or Jab test fail hota to maar prti or subha subha haaton py dandy lagty to lag pata jata tha
aik din huya kuch yoon main hasb e mamool school gya subha subha maar khai phir doosry subject ky test diye or 1:00 bjy chuti kr ky main or uzma ghr ky liye rawana ho gaye Jab ghr pohnchy to saamny sehen main hi sayqa baji charpai pr bethi chawal chun rahi thi uzma seedha apni ami ky paas chali gai or main fresh waghera ho ker khana kha ky apny kamry mn aa ky late gaya abhi mujhy laty(لیٹے) huvy 1,2 mint hi huvy hon gy ky sayqa baji kamry main aai or kehny lagi mani tenu ami bulandi pai hy(مانی تینوں امی بلاندی پئی ہے) main ny kaha acha baji acha baji tesi chalo main aa riyan to baji ny kaha nahi ami ny kia hy mani nu naal ly ky aawin)نئی امی نے کیا سی مانی نوں نال لے کے آویں) main ny kaha acha chalo
main sayqa ky sath ami ky kamry main aa gya to ami ko Salam kr ky bola g ami app ny bulaya
Ami:sayqa ja beta aik Cup chaye to bana la
sayqa baji chaye banany chali gai to ami mujh sy mukhatib huin
Ami:idhr aa mani mery paas beth
Main uth kr ami ky sath bed par ja ker beth gya or kaha g ami
Ami:beta Parhai kesi chal rahi hy tumhari
main:ami bilkul sahi chal rahi hy rozana har kitab ky test hoty hen
actually main ny ami ko nahi bataya tha math ke test ky baary main ky mujhy roz maar prti hy
Ami:paki baat hy na beta jhoot to nahi bol rahy
main:nahi ami sach main boht achi chal rahi hy par.........chataakh
abhi meri baat mukamal hi nahi hui thi ami ny mery munh par aik zordaar thapar maara jiss sy mera munh aik taraf ko ho gya or ami ny yahan hi bas nai kia ami ny mery baalon(بالوں) ko paker kr 2 or zor dar thapar meri kanpati py maar daly main rota hua ami ko bol raha tha ami chor dain ami chor dain na maaren lekin ami mujhy chorne ka naam nahi ly rahi thi or sath sath bol rahi thi jhoot bolta hy apni maa sy jhoot bolta hy
chunky(چونکہ) ami ka kamra kitchen ky sath hi tha to sayqa baji bhi hamri aawazen sun ker kamry main aa gai or peechy sy chachi bhi aa gai
chachi:(mujhy ami sy door kerty huvy)kia ker rahi hen baji choren mani ko choren kia ho gya hy q maar rahi hen bachy ko
ami:(ghusy sy) main keh rahi hoon zubaida choro mujhy aaj is ko main baton gi apni maa sy jhoot boly ga
ye keh kar ami dobara mujhy marny ky liye aagy aain to chachi ny mujhy chor ker ami ko pkr lia or sayqa ko kaha ky wo mujhy kamry main ly jaye sayqa baji ny jaldi sy mujhy pakra or apny kamry main ly gai or chup karwany lagi
mujhy kuch kuch idea ho to gaya tha ky ami ny mujhy q maara lekin yahan sawal ye janam leta hy ky ami ko bataya kis ny uzma to batany sy rahi q k aik to wo 6th class mn prhti thi us ko to pata hi nai hota tha yahan main ye clear ker doon ky jiss school mn main prhta tha waha co-aducation thi or agr pata bhi hota to wo kabhi na batati
Download
Free Downloads
Free Downloads