Jump to content
View in the app

A better way to browse. Learn more.

URDU FUN CLUB

A full-screen app on your home screen with push notifications, badges and more.

To install this app on iOS and iPadOS
  1. Tap the Share icon in Safari
  2. Scroll the menu and tap Add to Home Screen.
  3. Tap Add in the top-right corner.
To install this app on Android
  1. Tap the 3-dot menu (⋮) in the top-right corner of the browser.
  2. Tap Add to Home screen or Install app.
  3. Confirm by tapping Install.

keemat wasool

Featured Replies

  • Author

bato-bato me ...................

anu or me aise hi ek dusre se chipat kar so gaye ......subha kab hui mujhe pata hi nahi chala

mere kaano me anu ki awaj aayi ....uthiye .........uthiye na ........or kitna soyenge ............

me jaan bujh kar soya raha anu mere pass ayi or mere lips par kiss karke boli .......aap

uthe hue ho or natak kar rae ho mujhe sab pata hai .........mene apni aankho ko khola or

anu ko apni baho me bhar liya or kaha ..... tum kab uthi mujhe pata hi nahi chala.... anu ne

muskrate hue kaha .......aap badi gehri neend me the isliye aapko nahi pata chala ......

..mene kaha ha yar aaj baby ki awaj bhi nahi sunai di 'nahi to neend khul jati hai .........

anu ne kaha usko mene uthne se pehle hi dudh de diya tha to wo rota kaha se ......mene kaha par tum

itni subha-2 ready ho kar kya kar rahi ho ......anu ne kaha aapko raat tak pata chal jayega ......mene kaha

raat tak kyo ....abhi bata do na ......anu ne kaha nahi abi nai aapka mood kahi kharab na ho jaye ...........

mujhe kuch-2 samjh aane laga me utha or mene anu ko apni baho me le liya .......or uski dono jangho ke beech

me apna hath laga kar dekha .........to .....mera shak sahi nikla ....anu ke periods shuru ho gaye the ....

.anu ne sharma kar kaha ab waha se hath hataiye ........mene kaha raat ko to tumne bataya hi nahi fir achanak ........

anu ne kaha me subha jab uthi mujhe bhi tabhi pata chala ........ab jaldi se uthiye mujhe bed sheet bhi

change karni hai ......mene kaha kyo ..... ...kehte hue mene bed par dekha ...............

.bed sheet par blood ka spot bana hua tha ......................

anu ne kaha me raat ko aapki vajah se mene panty nahi pehni thi isliye waha lag gaya ....

..mene kaha koi baat nahi .......lag gaya to lag gaya ......

.....mene kaha par tumhare pass pad the..... ......anu ne kaha mene kal aapke sath hi to liye the ......mene kaha

iska matlab tumhe pehle se pata tha ....anu ne kaha ye to rakhne hi padte hai lekar .......lekin

. abhi meri date me 3-4 din the par aapne kal jor-2 jo kara hai ...pehle hi ho gayi me

....mene kaha koi baat nahi .......abki bar nahi hone dunga ....... rok dunga agle saal tak .....

.sunkar anu sharma gayi or mere seene se lag kar boli aapka man hai kya .........mene kaha ha ..

.......lekin abhi nahi kam se kam 3 saal ka gap.......anu mujhe kas kar chipat gayi ..............

fir mene kaha me bhi jaldi se ready ho jata hu.....anu ne kaha aap ready ho jao me b/f bana rahi hu

me ready hokar aaya to anu ne b/f laga diya me b/f karke office chala aaya ...............

office me mujhe jate hi ritu takra gayi ......usne mujhe feeki si gud mng kari ....mene bhi sar hila diya

me jake apne cabin me kaam karne laga ........mene pradeep ko ...intercom par kaha mere pass .''''''....file

bhejo ........

mere cabin ka gate khula or ritu file le kar khadi thi ......mene kaha tum kyo ayi peon ke hath bhej deti

ritu ne kaha aapse kuch kehna bhi tha isliye me le kar aayi hu ...........

mene ritu ki taraf dekhte hue kaha kaho kya kehna hai .........

ritu meri table par file rakhte hue chair par beth gayi or boli aapne kal mummy

ke sath jaise behave kiya wo dekh kar anu to bada khush hui hogi ......

mene kaha uska naam beech me nahi lao .....uska in sab se koi lena dena nahi hai

..or rahi baat tumhari maa ki to mene uske sath aisa kuch nahi kiya jo tum ko

lag raha hai ki mene galat kiya hai .......mene to jo hakeekat thi wahi kaha hai

....ritu ne kaha fir aap unpar thook bhi dete aapko tasalli to ho jati ......

mene kaha tum apni maa ko jake samjhao pehle uski kartooto ki vajah se

anu ne pehle hi bahoot kuch bhugat liya........ ab me fir se uski baat

ka yakeen kaise kar leta ...ritu ne kaha aap khud ko anu ka bada humdard samjhte ho

kab tak rakh kenge usko apne pass .........ritu ki baat sun kar me muskra kar bola

jeevan bhar or jab tak me hu tab tak usko dukhi nahi rehne dunga ,...............

ritu ne kaha iska matlab aapne mujhe apni life se hi nikal diya .....mene kaha tum jo

marji samjh sakti ho ....lekin anu ko me is haal me akela nahi chhod sakta hu .......

kisi bhi keemat par ..............

ritu ki aankho me aansu bhar aye wo boli mene kya-2 sapne sajaye the aapne sab

khatam kar diya .....mene kaha halaat ko samjhne ki koshish karo halaat ke sath-2

insaan ko bhi badlana padta hai ......tabhi jeevan chalta hai ...........

or ye baat bhi mat bhulo ki anu tumhari badi behen .......hai

ritu ne kaha meri koi behan nahi hai ,,,,mene kaha theek hai tum ne keh diya accha kiya

or kuch kehna hai tumhe ............

ritu boli nahi ab kehne ko rakha hi kya hai ........ab aap ye bata dihiye ki me office aau ya nahi

mene kaha is baat ka tumhare kaam se kya matlab hai ......ritu ne kaha aapke man me kya

hai pata nahi mujhe isliye puch rahi hu .....ritu ki baat sun kar mene usko bade hi pyar se

kaha dekho ritu tum mujhe samjhne ki koshish karo ..........fir koi faisala lena

aaj jin halaat me anu hai agar uski jagha tum hoti to ...........me agar in halaat me anu ka

sath nahi deta to shayad wo toot jati ......tum uske liye apne man me galat bhavnaa nahi

rakho ........anu sach me bahoot masoom hai .....

fir .....mene ritu se kaha or tum agar mujhe apna samjhti ho to tumhe anu ka

hi sath dena chahiye ........ritu ne kaha theek hai aapko jo sahi lage aap wo

kariye me aapko ab kabhi kuch nahi kahungi ........mene uska hath apne hath me lekar

kaha .......thx ......fir mene kaha accha ek baat puchu par sach-2 batana

.....ritu ne kaha kis bare me ....mene kaha mujhe kuch sawal mere jehan me hai

mujhe unka jawab chahiye ......me jaanta hu tum unka jawab de sakti ho .......

ritu ne kaha konse sawal hai ......mene kaha tumhari mummy or sumit me koi khichdi pak

rahi hai .......wo kya hai .........

Breaking News Ad
فورم اپڈیٹس
  • Replies 248
  • Views 252.5k
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

Most Popular Posts

  • tumhi batao kya kare .....anu ne kaha mujhe bhi neend nahi aane wali abhi ..... chalo bate karte hai ......mene apna masoom sa face bana kar kaha sirf bate .. anu ne kaha aap ka matlab samjh rahi hu

  • Ghost Rider
    Ghost Rider

    ab anu ne jor jor se madak siskiya leni shur kar di mene ab finel touch diya or mene anu ki choot par apni jeebh feri mujhe honey ka swad aane laga tha me uski choot ke bahar jitni bhi honey thi usk

  • Ghost Rider
    Ghost Rider

    41 جاری ÛÛ’Û” اگر اپڈیٹ پسند Ø¢ÛÛ’ تو رپلائی ضرور کریں۔

  • Author

meri baat sun kar ritu ne mujhe aisa dekha jaise mene uski bra me bichhu daal diya ho .........

ritu ne kaha pehle aap ye bataiye ki aapko is baat me kya intrest hai ...............

mene kaha koi khass nahi ..................bas aise hi pucha hai mene agar tumko nahi batana to jane do

..ritu ne kaha mujh puri baat ka to pata nahi ....... par jitna bhi pata hai wo me aapko bata dungi ..

mene kaha chalo jitna pata hai utna hi bata do .................

ritu ne kaha mene mummy ke muh se hi suna hai ki sumit shilpa ko kisi tv serial me kaam dilwane wala hai......

ritu ki baat sun kar mene kaha wo khud to kuch kar nahi paya aaj tak or tumhari maa ne uski baat ka yakeen

kar liya .......waise wo kaam kaha se dilwa dega .........ritu ne kaha usne mummy se kaha tha ki uska koi dost ....

naya serial bana raha hai usme usko kisi fresh face ki jaroorat hai ......to usne kaha hoga ki meri sali ko chance

de de ......or fir shilpa ka photo session bhi hua tha ....or usko select kar liya gaya hai next month se uski

shooting bhi shuru hone wali hai ...........mene ritu ki jab puri baat suni to mere honth gol ho gaye or mere

muh se apne aap seeti baj gayi .....................

mene ritu se kaha tumne mujhe jo bhi bataya hai ,.......ab...meri samjh me aa gaya hai .....ritu ne kaha kya

mene kaha bas itna samjh lo ki shilpa serial me acting kare ya na kare wo pornstar jaroor ban jayegi ......

meri baat sun kar ritu ka muh khula ka khula reh gaya ....boli nahi ....aisa nahi ho sakta aapko sumit jiju

ke beech me hone ki vajha se sab kuch galat samjh me aa raha hai.......... mene kaha ..........

..time will be truth .........mene fir is bare me ritu se kuch nahi kaha kyoki me jaanta tha iski samjh me

meri baat abhi nai aane wali ........me chup ho gaya or mene koi baat nahi kari .......

fir .ritu ko mene kaha ab tum jao mujhe kuch jaroori kaam hai uske jane ke baad me...........fir se

is sare maamle ki kadiyo ko jodne laga ...........mujhe kadiyo se kadiya milane me koi pareshani

nahi hui or mene thodi der me hi guthhi suljha li ........or jor se kaha yesssssssssssssssssssssssss

  • Author

ab mera office rukne ka man nahi ho raha tha ......

me fir office se seedha ghar aagaya or mene aate hi anu ko apni baho me bhar liya or kaha

meri jaan us baat ka bhi pata lag gaya jiske liye hum kal idea laga rahe the ......anu ne herran hote

hue kaha .....kya pata chala ......bataiye na ........mene kaha abhi nahi puri baat sahi se samjhaunga

detail me ......anu ne kaha chaliye fir aap hath muh dho lijiye me aapke liye chai bana kar

lati hu .......me bathroom me chala gaya ..........waha se aya to dekha baby bed par leta hua

khel raha tha pata nahi mere man me achanak kya aa gaya .....mena usko apni god me utha

liya ......me usko apni god me lekar khada hua tha ki anu aa gayi or mujhe dekh kar boli

are aapne isko neend se utha diya ......mene kaha nahi ye utha hua tha or apne aap khel raha

tha mene isko uthya hai to dekho kaise apne pair maar raha hai .......anu ne kaha isko bhi aapke

pass aakar shararat sujhne lagi ......mene kaha karne do accha lag raha hai .........anu ne kaha pehle

aap chai peejiye .....fir iske sath khelte rahiyega ........mene anu ko baby diya or chai peene laga

mene anu se kaha aaj to mujhe hath me pakad kar sona padega .......anu ne sharmate hue kaha aapko bhi na ............

fir anu ne kaha aapko bina kare neend nahi ayegi .......mene kaha .......aa jayegi ,,,,,,

anu ko mene bed par bethne ko kaha or me bhi uske pass hi beth gaya ......mene fir usko

sari baat samjhayi to anu bhi heraan ho gayi or boli mummy ko kya ho gaya unko to ab sab pata hai

mene kaha insaan sirf janam se hi andha nahi hota wo daulat or shorat ki chamak damak se bhi andha ho

jata hai wahi tumhari maa ka haal ho gaya hai .......anu ne kaha ab kya hoga mene kaha tum jake samjha

sakti ho apni maa ko to samjha aao me to uske muh lagne wala nahi .....anu ne kaha aap mujhe keh rahe

ho me to us ghar me kabhi bhi nahi jaungi ..........mene anu ko dekha to wo mere seene se lag gayi

meri baat sun kar anu ko bhi man hi man shilpa ki fikar hone lagi ......usko fikar karta dekh kar ......

mene kaha jo hona hai wo ho kar hi rahega tum is bare me sochna band karo...............

anu ne kaha mummy sab jaanti hai sumit ke bare me fir bhi pata nahi unko samjh kyo nahi aa raha

or shilpa bhi waise to itni samjhdar banti hai ....uski bhi akal par pathhar pad gaye hai ...mene anu ka mind dusri taraf karne ke liye ..........

anu ko

kaha tum ab jaldi se khane ka seen batao .....mujhe bhook lagi hai .........

anu ne kaha mene to abhi kuch banaya hi nahi .......mene kaha chalo fir rehne do me bahar order

de raha hu ......mene khane ka order diya or anu se kaha .......mujhe drink karni hai dinner se pehle

,.......anu ne kaha aap bethe rahiye me aapke liye drink bana kar lati hu .......

lekin yaad rakhiye ...sirf 2 hi milengi ..........mene kaha ha baba yaad hai pehle se bata kar tention

kyo de rahi ho ..........anu ne muskra kar kaha aapko isliye bata rahi hu kahi aap baad me kahi bhool

jao ........fir anu mere liye drink bana kar le ayi or sath me namkeen kaju .......mene peg anu ke hath se lekar

sip kiya or fir mene kaha ye kaju kiske liye layi ho anu ne kaha aapke liye ......mene kaha me

drink ke sath kuch nahi leta .....anu ne kaha kyo ......mene kaha waise hi ...aadat nahi hai ...anu ne kaha aapke

liye layi hu ab to aapko khana hi padega ........uska pyar dekh kar mene kaju ka pice muh me daal

liya or kaha .....ok ji .....aapki baat maan li .........anu ne kaha .........thank u ji ,,,,,,,,,,,,

mene drink khatam karke anu ki taraf dekha ....anu ne mujhe muskra kar dekha or dusra drink bana kar le aayi

fir mene dusra drink peena shuru kiya itne me hi dinner aa gaya .......anu dinner ko

table par laga kar boli ab aa bhi jaiye .........waise to aapko badi bhook lagi thi ab kya hua

mene anu ko apni baho me bhar kar kiss kiya or kaha ..... aapki pyari-2 bato se pet bhar gaya .....

hum dono khana khane ke baad ....bed par let gaye or apni-2 bate karne lage .......mene anu ko

apni pichli bate batayi ........meri bate sun kar anu ne kaha aap ki baato se lagta to nahi ki aap

pehle aise the .......uski baat sun kar na jane kyo me khud ko rok nahi paya or meri aankhe

nam ho gayi ....anu ne kaha sorry mene to waise hi puch liya tha ......aapko bura laga sorry

mujhe maaf kar dijiye.........mene kaha nahi ....isme tumhari koi galti nahi agar tumhari jagha

koi bhi hota to uska sabse pehla sawal yahi hota ............anu ne kaha par aap me itna

badlaw kaise aa gaya .......kaise aap itna badal gaye ...........iski bhi koi vajha to hogi .....

mene anu ko kaha kash me tumhari har baat ka jawab de sakta ........fir mujhe na jane kya hua mene kaha

Tamanna Koi bhi mere dil ki poori na hui

Chahat ka koi afsana na bana,

aur phir chali gayee zindagi nazron ke saamne se

Aur usse baat karne ka koi bahana na bana..................................

  • Author

meri baat sun kar anu bhi thoda sa sad ho gayi ................fir mene usko apne gale se laga liya

or hum ek dusre ki baho me .......kab so gaye pata hi nahi chala ...............

isi tarah samay beet raha tha anu ko mere pass aye aaj pure 10 din ho gaye the .......

mujhe lagne laga tha ki ab meri duniya sirf anu or baby hai.........or sach bhi yahi tha ki

anu or baby hi ab mere liye meri duniya ban gaye the ......me office se aakar apni duniye

me kho jata tha .......fir achanak ek din me office se jab aaya ...................

mene aate hi anu ko apni baho me bhar liya or usko sedha bed par le gaya or uske lips

ko kiss kar ke mene kaha anu meri jaan ........... aaj to pura din sirf tum ko hi yaad karta raha ..........

bas yahi sochta raha kab ghar jau or tumko apni baho me le lu ....anu ne muskra kar kaha

aapko is ke siva or bhi kuch yaad rehta hai ..........mene kaha kya ........mujhe laga ki me kuch

bhool gaya hu ......mene anu se kaha yar mujhe yaad nahi aa raha tum hi bata do na ................

anu ne kaha dimag par thoda sa jor daaliye ........ho sakta hai kuch yaad aajaye ..............mene apne

dimag par bahoot jor dala par mujhe kuch nahi sujha mene kaha sach me mujhe kuch nahi

yaad aa raha plz bata do na ..........anu ne mere ko kaha pehle khade ho jaiye ...........me

khada ho gaya anu mere pass ayi or mujhe apni baho me bhar kar usne mere lips par apne

lips rakh kar deep kiss kiya ............or fir mere kaan me halke se boli ..........aaj aapki jaan

ka birth day hai .............mene kaha ohhhhhhhmy god me kaise bhool gaya ............or tum bhi

mujhe ab bata rahi ho pehle kyo nahi bataya ........janu realy sorry ........me bhi kitna pagal

hu ......apni jaan ka birth day hi bhool gaya .........anu ne kaha koi baat nahi aisa ho jata hai

mene kaha chalo fir aaj to tumhe treat deni padegi .........anu ne kaha chaliye jaha aapka man

ho ........mene anu se kaha jaldi se ready ho jao .......anu ne kaha aap bhi hona shuru ho jao .......

mene kaha ok ........

me ready ho kar anu ka wait karne laga ............

mene ready hokar apne liye ek drink banayi or me halke-2

sip karta hua anu ka wait karne laga ........anu ne bhi mujhe jyada

der tak wait nahi karwaya or anu ready hokar aa gayi .............

mene anu ko dekh kar ........ek lambi aah bhari or kaha ...........

meri jaan kyo is gareeb par itna julm kar rahi ho ..................

anu ne badi hi bholi surat bana kar kaha kyo ji ........kya kiya mene

mene anu ko aankh maarte hue kaha sab kuch jaan kar bhi anjaan banti ho ........

anu ne kaha mene to kuch bhi nahi kiya aapko pata nahi aisa kyo lag raha hai ...

mene haste hue kaha..........tum diabetic ko rasgulla dikha rahi ho .......

.or kehti ho kuch nahi kiya ,,,,,,,meri baat sun kar anu ko samjh aa gaya ..

wo sharam se laal hote hue mere pass aa gayi or mere seene se lag gayi

mene fir anu ko apne baho me bhar liya or kaha meri jaan aaj sach me badi

sexy lag rahi ho .........dekh kar kuch-2 hone laga hai ........anu ne kaha ...........

ab jaldi se chaliye ........abhi to aapko 2 din or diabetic rehna hai .......

mujhe anu ki baat par hasi aa gayi or mene kaha chalo ..............

mene anu se kaha pehle hume anju ke ghar chalna hai .....anu ne kaha waha

kyo ...mene kaha hum baby ko anju ke pass chhod kar jayenge ........

anu ne kaha usko kahi pareshani na ho .......mene kaha tum chinta

mat karo ......mene anju se baat kar li hai .........usne hi kaha hai ki

hum baby ko uske paas chhod jaye .....asal me mene anju se kaha tha

ki wo mere ghar aa jaye or yaha baby ke pass ruk jaye par anju ne kaha

ki aap baby ko mere paas chhod jaiye ......

hum jab anju ke ghar gaye ......to anju ghar ke bahar hi hamara wait kar

rahi thi anu ne anju ko baby dete hua kaha ......jao beta massi ke pass

anu ke muh se massi sun kar anju ke face par lali chha gai anju ne

anu ko dekha or kaha ......di aap bilkul bhi chinta mat karna me isko

rone nahi dungi ........anu or anju dono ka pyar dekh kar mujhe dil

hi dil tassali hone lagi .............baby ko anju ko dene ke baad ......

fir humne ek badiya se restaurant me dinner kiya ......dinner ke

baad mene anu se kaha janeman or kahi chalne ka man hai ya

wapis ghar jana hai......meri baat sun kar anu ne kaha pehle

aap anju ko phone karke puchiye baby usko kahi pareshan na

kar raha ho ......mene anju ko phone laga kar anu ko diya or kaha

lo khud baat karlo .........anu ne anju se pucha to usne kaha di aap

apna .enjoy kariye .....baby ki chinta karne ki koi jaroorat nahi hai

anju se baat karke anu ko relax ho gaya ..........fir anu

ne kaha chaliye ab ek long drive par chalte hai .....mene anu ko

majaak me kaha aaj to tum jo kahogi wo karna padega ............

anu ne kaha aap to hamesha hi meri khushi ke liye sab karte ho .......

.isiliye to apne man ki baat aapse keh deti hu .....

. mene kaha accha-2 ab jyada emotional nahi ho jana ......anu ne meri taraf dekha

or kaha agar ho jaungi to aap rone nahi doge ye bhi mujhe pata hai

hum aise hi bato-2 me city se badi door tak nikal gaye ..............

fir mere cell ki ring baji to mene anu se kaha dekhna kiska phone hai

screen par naam dekh kar anu ne chonkte hue kaha mummy ka phone is time ........

mene kaha kiski mummy ka .......anu ne kaha meri mummy ka ye dekhiye

pata nahi wo is time phone kyo kar rahi hai .....fir se wahi baat na karne lage

me aaj ke din koi tension wali baat nahi karna chahti .........mene kaha

phone to pick karo ........anu ne kaha nahi aap hi baat kariye me nahi karungi ........

mujhe dar lag raha hai ......mene car side me lagayi or anu se kaha tum pata nahi

itna kyo darti ho ......kha nahi jayegi tumhari mummy .......itne me phone kat gaya

me callback karta itne me fir se ring baj gayi .........mene jaldi se phone

pick kiya .......to shobha ne jo kaha wo sun kar me thoda serious ho gaya

anu mujhe serious hota dekh kar pareshan hone lagi ....fir ..mene kaha theek

hai me aata hu ..........mene phone kaat diya ......anu ne ghabrai hui awaaj me

kaha kya hua .....kya kaha mummy ne .....wahi baat kari hai na unhone .......

..mene kaha kuch nahi kaha ....or kuch baat hai ... hume foran wapis

jana hoga ....anu ne kaha par bataiye to sahi wo kya keh rahi thi ............

mene kaha tumhare papa ki tabiyat kharab hai ........unko heart attack pada hai

meri baat sun kar anu ka rone wala face ho gaya or ghabrakar us ne kaha ......

.papa theek to hai na ........or anu ki aankho me aansu aane lage ......

.mene kaha tum ro kyo rahi ho ......hum waha chal to rahe hai ...sab theek hoga

anu ne kaha me jab bhi khush hoti hu tabhi koi na koi aisi baat ho jati hai

mujhe to ab khush hone se bhi dar lagne laga hai ......mene uske sar par apna

hath ferte hue kaha janu ......aisi bekar ki baate nahi socha karo ......

..or sabse pehle apna mood theek karo ........hum waha se city me wapis aa gaye

or jis hospital me anu ke papa admit the waha chale gaye ............mene anu se kaha

aao chalo .......hum jaise hi hospital me enter hue .......shilpa kisi ke sath waha khadi

baat kar rahi thee.........shilpa ke sath jo aadmi tha wo hum dono ko dekh kar ghurne

laga .......mujhe samjh nahi aaya .....par usko dekh kar anu ne mere hath ko apne hath

me pakad liya or mere sath sat gayi ......mene usko aisa karta dekh kaha kya hua .........

  • Author

anu ne mujhe halke se kaha ye vicky hai sumit ka dost ...........

anu ki baat sun kar mene vicky ko gaur se dekha .......wo abhi tak anu ko ghoore ja raha tha ...

aur uske ghoorne ka andaaz bhi bada ghatiya tha ........aise ghoor raha tha jaise... pee jayega ....

..mera man to hua ki me uska muh tod du par me yaha koi drama karne ke mood me nahi tha

isliye mene khud par control kar liya .......meri samjh me ye bhi aa chuka tha ki vicky yaha akela

nahi aya hoga sumit bhi yahi kahi hoga ..........par sumit kahi dikh nahi raha tha ......shilpa abhi tak

vicky ke pass hi khadi thi .......usdin ......jo hua shayad abhi tak uske man me tha ......mene kuch kaha .

nahi ..fir .mene anu ka hath pakda or kaha chalo ......anu mere sath-2 chalne lagi hum jaise hi

reception par jakar ruke...... itne me hamare peche se shilpa bhi aa gayi or ...................

anu se kehne lagi .........chaliye me aapko mummy ke pass le chalti hu ........me chup hi raha

.or hum shilpa ke sath-2 chal diye ........shilpa hamare se aage-2 chal rahi thi ....mene peche

mud kar dekha ab vicky kahi nazar nahi aa raha tha .......me man hi man muskra utha kyoki

me jaanta tha ki mere yaha aane ki khabar ab tak suimt ko mil chuki hogi ..........

shilpa hume lekar jis floor par ayi waha icu tha .............wahi bahar lobby me shobha or ritu

dono chair par bethi thi .......shobha ko dekh kar anu emotional hone lagi .....mene anu ka

hath apne hath me pakad kar kaha yaha rona nahi .....anu ne khud par control kar liya par

uska face abhi tak rone wala hi bana hua tha .......hume dekh kar shobha hamare pass aagayi

uske aate hi anu ne pucha ki ye sab achanak kaise ho gaya ....papa to bilkul theek the .........shobha

ne kaha pata hi nahi chala sab achanak ho gaya ........me to dar hi gayi thi ........wo to sumit or uska

dost tere papa ko jaldi se hospital le aaye nahi to pata nahi kya ho jata .........anu ne kaha .......

koi darne wali baat to nahi hai na ............shobha ne kaha sham tak to ye theek the par khane ke

baad achanak badi ghabrahat si hone lagi ......mene dawai di par araam nahi aaya fir sumit bhi

aaya hua tha ghar par usne kaha jaldi se hospital le chalo .........uske dost ki car me tere papa ko hum yaha

laye the ..yaha aate hi ... dr ne kaha inko icu me admit karna padega .. dr ne bataya ki inko attack pada hai .......

tab se icu me hai or dr keh raha hai ki 24 hour baad hi kuch keh sakte hai ........shobha

ki baat sun kar anu ki aankho se ansu nikal aaye ......me bhi samjh sakta tha ki anu ke dil me

is waqt kya chal raha hoga ........mene fir bhi usko dilasa dete hue kaha ....anu ....ye bada accha

hospital hai bhagwan karega sab theek ho jayega ..........mene shobha se kaha aapko dr ne kuch

or bataya .......shobha ne kaha bas dr yahi keh raha tha ki agle 24 hours sahi beet gaye to sab theek ho jayega

...uski baat sun kar ...mene kaha iska matlab case serious hai ......ye sunte hi anu ruwansi ho gayi ...........

itne me ritu bhi hamare pass aa gayi ...mene ritu se kaha tumne kabi nahi bataya ki tumhare papa

ko heart ki problem hai .........ritu ne kaha .......unki dawai to pehle se chal rahi thi theek bhi rehte the par jab

unko .........kehte-2 wo ruk gayi .......shobha ne ritu ki taraf ghoor kar dekha ...ritu sakpaka kar chup

ho gayi ....... mene ye baat dekh li thi par anu nahi dekh payi ..........me bhi anjaan bana raha ..........or

man hi man sochne laga ki aisa kya hua hoga jiski vajah se anu ke papa ko attack pada hoga ,,,,,,,,,,,,,

jis baat se unko attack aya hoga wo koi mamuli baat to ho nahi sakti .......shobha ne mujhe chup dekh kar

kaha ab aap batao hum kya kare ......yahi inka ilaaz karwaye ya kahi or le jaye ........

..shobha ki baat sun kar ....anu ne kaha aap dr se baat karke to dekhiye

mene kaha mere baat karne se kya hoga .....anu ne kaha mujhe pata hai kya hoga ...aap jo baat kar sakte ho

wo koi or nahi kar sakta mujhe pata hai .............mene anu ko muskra kar dekha ....or anu ki baat kisi had tak

sahi bhi thee ........mene anu se kaha .accha baba theek hai me dr se baat karta hu ........

abhi hum waha khade-2 yahi sab baate kar rahe the ki ......itne me sumit bhi waha aa gaya .....

.wo hamare saamne padi chair par shilpa ke pass jake beth gaya or anu ki taraf dekhne laga ....uske aate hi

.mera sara dhyan sumit ki taraf ho gaya ....mujhe apni taraf aise dekhta dekh ........wo man hi man kalap gaya

fir usne mujhe bade hi gusse se dekha ....par me fir bhi usko muskra kar dekhne laga ...mene usko aisa ehsaas dilaya

jaise me usko dekh hi nahi raha ............me uski kisi baat ki parvah na karte hue normal hokar baat karta raha .

...jab sumit ko lagne laga ki me usko avoid kar raha hu wo waha se uthkar hamare pass hi aakar khada ho gaya

kuch der khade rehne ke baad wo anu se bola anu kaisi ho ........anu ne uski taraf dekhe bina hi kaha theek hu

..........anu ka ye attitude dekh kar sumit andar tak sulag gaya .........lekin mere hote wo waha kuch bol nahi pa

.raha tha ......or .anu bhi shayad sumit ke waha aane se comfort feel nahi kar rahi thi ..........usne meri taraf dekha ..............

_____

📢 Post Your Ad Here
  • Author

anu ne meri taraf aise dekha ......jaise ki usko waha rukne me badi parshani ho rahi ho ....mene usko

apni aankho se ishara kiya ki ghabrao mat me hu na .........shobha ne mujhe kaha fir aap dr se baat kar lo

......mene kaha theek hai me ja raha hu .......me jaise hi jane laga anu ne mera hath kas kar pakad liya

or mujhe kaha me bhi aapke sath chal rahi hu .......mene uski taraf dekha or muskrate hue kaha .......

accha tum bhi chalo ........ye sab dekh kar sumit se bardasht nahi ho raha tha wo to pehle se is mauke ki

talaash me tha ki me yaha se jau or anu se uski baat ho jaye mere jane se usko jo moka milne wala

tha wo anu ke mere sath jane se khatam ho gaya ........sumit se ab raha nahi gaya or wo bola anu mujhe

tumse kuch baat karni hai ....jara mere sath aana ............me uski baat sun kar me kuch bola nahi bas

chup khada raha ...........anu ne bhi usko koi jawab nahi diya ........sumit ne fir se anu se kaha plz

ek baar meri baat to sun lo ......me kuch kehna chahta hu tumse .........anu ne fir bhi uski baat ka koi jawab nahi diya ....

ye sab dekh kar .... sumit ne anu ka hath pakad liya or bola mere sath itni acting kyo kar rahi ho ..........

....baat sun lo na .meri ........anu ne apna hath sumit ke hath se chhuda liya or mere pass aakar mere se

chipak gayi or boli mujhe tumse ab koi baat nahi karni .......sumit jaisa insaan kaise itna asaani se

maan jata usne apni aukaat dikhate hue kaha ........ me tera pati hu .... ye bhi yaad hai ya ....apne yaar ke sath rehte

rehte ye bhi bhool gayi tu .........anu ne uski baat sun kar gusse se kaha tumhare jaise pati hone se accha

to me widow ho jati .......sumit is se pehle kuch bolta mene sumit ki taraf dekha or usko kaha ............

sumit ....jab anu tum se baat hi nahi karna chahti to mat karo zidd .....kyo drama bana rahe ho yaha ......

fir mene .. anu se kaha chalo tum mere sath chalo ......shobha bhi jaan bujh kar humare paas aa gayi or boli ..

...anu ye to koi baat nahi hui ........ baat to kar le sumit se ......wo kitne dino se tere se door hai uski baat to sun le

uske man ki baat to sun le ... kya kehna hai usko .......mene gusse se shobha ki taraf dekha to wo seham gayi

kyoki usko lagne laga tha ki me ab kuch keh na du .......wo chup ho gayi .........sumit ne anu ko ghoor kar dekha or

bola tu apne yaar par kood rahi hai .na koi baat nahi .........pehle isi se nipat leta hu ............kehte hue wo waha

ruka nahi .............waha se chala gaya ............uske jane ke baad anu mere seene se lag gayi or boli mujhe dar lag raha hai

plz aap yaha se chalo .......mene usko pyar se kaha anu tum is insaan se dar rahi ho .........is jaise insaan se mujhe dar nahi

lagta balki uspar daya aati hai ........ye mental lagta hai mujhe .......anu ne kaha nahi nahi aap ab chalo .......mere man me

bure-2 khayal aa rahe hai ......mene kaha theek hai chalte hai pehle dr se baat karle ..........me anu ko lekar dr ke pass

gaya or mene waha jake baat kari ........ajeeb iktafak tha jis dr ke pass me gaya wo meri jaan pehchan ka nikla ........mujhe

dekh kar usne mere se bade hi dhayna se meri baat suni or anu ki taraf dekh kar kaha .......me jo keh raha hu usko thande

dimag se suniye ..........fir wo bola .sammer ji aap ko clear bol raha hu ..........is case me bachne ka chance sirf 10% hote hai

uski baat sun kar anu rone lagi mene anu ko apne gale laga kar kaha ..........chup ho jao plz .........or ye baat kisi ko mat kehna

anu ne dr se kaha ..........dr sahab mere papa theek nahi ho sakte .........dr ne kaha hum jo kar sakte hai wo hum kar rahe hai

aage bhagwan ki marji hai ......me anu ko lekar wapis aaya to shobha ne kaha kya kaha dr ne ........mene kaha wo keh raha hai

ki serious case hai chance kam hai ........sunkar shobha ne kaha .........iska matlab ........mene kaha matlab wahi hai ki dawa se

jyada unko dua ki jaroorat hai ...........fir mene anu se kaha rukna hai ya chale .........shobha ne kaha aap anu ko yahi chhod jao

mene anu ki taraf dekha ....anu ne na me sar hila diya ........mene kaha nahi anu mere sath hi jayegi ......shobha ki baat ka matlab

me samjh gaya tha ki wo anu ko yaha kyo rokna chahti hai .......mene fir ek baar anu se kaha bolo chalna hai ya rukna hai

anu ne kaha mujhe chalna hai ..........mene kaha fir chalo ............hum dono jab car ke pass pahunce to mene dekha sumit or vicky

dono parking me hi khade the ........hume dekh kar dono hume hi ghurne lage .......mene anu ka hath pakadkar .. kaha chalo car me betho

anu ko car me betha kar mene car start kar di ..........or chal diya

  • Author

mene anu se kaha pehle baby ko lene chalte hai .........fir hum anju ke ghar ki taraf chal diye ..........der kafi ho chuki thi

mene anju ko phone kiya ki hum aa rahe hai .....anju ne kaha koi baat nahi aap aa jaiye ...........hum jab anju ke ghar pahunce

to anju hume bahar aakar car me hi baby ko de gayi ...........anu ne anju ko thx bola or der se aane ki vajah bhi batayi

sunkar anju ne kaha di aap ne agar hospital jana hai to aap chali jao me baby ko rakh lungi .....mene kaha nahi ab hum ghar ja

rahe hai ...........fir hum waha se ghar aa gaye .......ghar aate-2 hume 2 baj gaye the ....... mene anu se kaha jaldi se change karlo

..anu bathroom me chali gayi or me wahi room me hi change kar raha the ki shobha ka fir se phone aa gaya or usne kaha

........ek kaam hai aapse .......mene kaha bolo kya kaam hai .......shobha ne kaha hum ghar se jitne paise laye the wo humne hospital

me aate hi jama karwa diye the ab hospital wale or maang rahe hai .........me samjh gaya uski baat ka matlab ...........

..mene kaha koi baat nahi ........tum unko bolo ki subha tak jama ho jayenge ........me subha office jane se pehle aa jaunga ............

itne me anu bhi change karke aa gayi .....anu ne kaha kiska phone tha ....mene kaha tumhari mummy ka ......sunkar anu dar gayi or

boli .......is time mummy ka phone sab theek to hai na ...................mene kaha ha sab theek hai .....unko koi or kaam tha ,.........anu ne kaha

kya kaam hai bataiye na ......aap bhi na mujhe kuch batate nahi ho ..........mene kaha batane wali baat ho to batau ...........anu ne mujhe

kaha fir bhi kuch to kaha hoga ..........mene kaha ha pucha tha ki anu so gayi ya nahi .......sunkar anu boli theek hai nahi batana to mat

bataiye .......usko naraaj hota dekh kar mene kaha accha janu bata raha hu ......suno to idhar dekho pehle anu ne meri taraf dekha

to mene kaha hospital me or paise jama karwane hai ......uske liye tumhari mummy ne phone kiya tha ..............meri baat sun kar anu

. ne mujhe dekh kar kaha fir aapne kya kaha aap mummy ko paise doge ....mene kaha hmmmm dunga .....

.meri baat sun kar anu apni aankho ko nam hone se rok nahi payi or boli aapko me kya kahu ..........mene muskra kar kaha ....wahi jo kehti ho ......

.sun kar anu ne kaha aap kabhi serious kyo nahi hote .....mene kaha koi serious hone wali baat hai isme .........

anu ne kaha itna sab kuch hone ke baad bhi aap mummy ki help kar rahe ho .........mene kaha tumhari mummy ki help nahi kar raha .....

....tumhare papa ke liye de raha hu ..........anu mere seene se lag gayi or chipak kar boli mere acche babu .........

......anu ko fir se emotional hote dekh mene kaha ................ek baat samjh nahi aa rahi sumit yaha achanak kyo aaya hoga .....or fir

uska dost vicky usko kyo laya hai wo .....anu ne kaha vicky ka sumit ke sath aana mujhe bhi kuch ajeeb sa lag raha hai ......pata nahi

wo kameena yaha kya karne aaya hai ...........mene kaha tum vicky ko kaise jaanti ho ....anu ne kaha vicky sumit ka dost hai or uske sath

3-4 baar ghar bhi aaya hai ........mene fir kaha wo karta kya hai ......anu ne kaha kuch nahi karta bas awara hai .....sumit ke sath awara

logo ki hi pat ti hai ......... wo bhi ..kameena hai bada .....mene kaha wo to mene bhi dekha hai ......tumhe kaise ghoor-2 kar dekh raha tha ......

mera ..man to kar raha tha ki uske daant tod du ........anu ne kaha nahi babu aap inlogo ke sath kabhi jhagda mat karna bade kharab log hai ..

....mene anu ko muskra kar kaha me bhi kuch jyada accha nahi hu ......anu mujhe dekhne lagi .........fir mene kaha ek baat or kahu .....anu ne kha

kya ......mene kaha ye baat to pakki hai ,,,,,, koi na koi aisi baat tumhare ghar me jarror hui hai jiski vajha se tumhare papa ko ...........

itni tension hui hogi jiski vajha se unko attack pada hai........meri baat sun kar anu mujhe bada heraan hokar dekhne lagi ........mene fir se

kaha me ye to nahi jaanta wo kya baat hai par itna jarror pata hai ki wo baat tumhari mummy ko pata hai or ritu ko bhi ........

meri baat sun kar anu ne kaha ye baat aap kaise keh rahe ho ......fir mene anu ko sab baat batai ......ki kaise shobha ne ritu ko gusse se dekh

kar ishara kiya tha chup rehne ka..............meri baat sun kar anu ne kaha aap sahi keh rahe ho sumit ka yaha apne dost ko le kar aana

mujhe bhi kuch galat sa lag raha hai ........ho sakta hai sumit ne hi kuch aisa kaha ho ya kiya ho jisko dekh kar papa ko tension hui hogi.....

..mene anu se kaha is baat ka to ab pata nikalna hi padega ,,,,,,,,ki kya game chal raha hai sumit or tumhari mummy ke beech me ............

or shilpa jis tarah vicky se baat kar rahi thi wo bhi mujhe kuch sahi nahi laga tha .......anu ne kaha ye baat to mene bhi notice kari thi........

anu ne fir se kaha ....shilpa ka vicky se aise ghul mil kar baat karne ka kya matlab hai wo bhi sabse alag jake ............

.mene kaha chalo kal dekhte hai ..... ...abhi ke liye so jao .......kehkar mene anu ko apni baho me bhar liya or uske lips ko chusne laga .........

fir hum ek dusre ki baho me simat kar so gaye ..........waise bhi aaj .kuch karna to tha nahi .............

  • Author

130

سب دوستوں Ú©Û’ کمنٹس کا نتظار رÛےگا۔

great update keep it up wating for next up date

Edited by Guru Samrat
same comentss

📢 Post Your Ad Here

Account

Navigation

Search

Configure browser push notifications

Chrome (Android)
  1. Tap the lock icon next to the address bar.
  2. Tap Permissions → Notifications.
  3. Adjust your preference.
Chrome (Desktop)
  1. Click the padlock icon in the address bar.
  2. Select Site settings.
  3. Find Notifications and adjust your preference.