Play_Boy007 Posted August 13, 2011 Share #1 Posted August 13, 2011 Asslam-0-Alekum Dunia men Kehkshaan ki Tadaad 1 laakh se ziadah hai... Dunia men Parindon ki Takreeban 900 Aqsaam payi jaati hen... Doodh dene wale Jaanwaron ki 4500 Aqsaam mojud hen... Dunia men 1500 Aqsaam ke Phool hen. Magar Machon ki 125 Aqsaam hen... Ghulaab ke Phoolon ki 792 Aqsaam hen... Kabootron ki 280 Aqsaam hen... Is waqt Dunia men takreeban 18 laakh Jaandaron ki Aqsaam mojud hen. QutubUlDin Badshah Polo Khel men Gend lagne se Hilaak hua tha... Duniya men sab se lambi Surang Japan men hai... Insaani Jism ke ander sab se lambi aamnt ki lambayi 21 Foot hai... Tokiyo wahid Sheher hai jis men koi Faqeer nahin hai... WestIndies wahid mulk hai jis ka DarulHukoomat nahin hai... Insaan ka dimag 90% Paani par Mushtamil hai... Paani aor Khoraak ke begair insaan kam az kam 3 aor ziadah se ziadah 21 din Zindah reh sakta hai... Dunia men Gandum Chin aor Bharat Ziadah paida karte hen... Dunia ka sab se bara Jazeerah Austrailia men hai... Aflaatoon ne 80 Baras ki Ummar men Waffat Payi... Dunia men teen hazar chonsath {3064} Zabanen boli jaati hen... Kavve ki Oast Ummar 80 saal hai... Shutar Murg duniya ka sab se bara Parindah hai, Is kaa qad 8 foot tak hota hai... Dunia ka sab se chota parindah Huming Bird hai, Chonch se dum tak is ki lambayi mahez arhayi inch hoti hai... Parindon men sab se lambi Ummar Huns ki samjhi jaati hai, kaha jaata hai ki woh 300 saal tak Zindah rehta hai... Dunia men Podon ki 4 laakh se zaid aqsaam hen, un men se dhayi lakh aese hen jin par Phool aate hen... Phoolon ki takreeban 90% aqsaam men Khushbu nahin hoti... Sab se bara phool IndoNesia men paya jaata hai, us ka naam Rifeliya hai, us kaa phelao 1 meter tak hota hai... sab se chota phool Braziel ke DekWed ka hota hai, yeh phool 1 milli meter se kam phelao men hota hai... Dunia ka pehla Post Card October 1869 ko Dock men daala gaya tha... Sab se pehle Parindon men Lutora Parinde ne Roza rakha... SAb se Pehle Zulqarneen badshah ne Sir par Pagri bandhi... Tarpen ka Tail Sunober ke darakht se Hasil kia jaata hai... Water Polo ki ek Team men 7 Khilari hote hen... Qutub-e-Junoobi men Suraj Sabz dikhayi deta hai... Link to comment
(._.)Milestone(._.) Posted August 13, 2011 Share #2 Posted August 13, 2011 Good Job Dear ... Buhat Zabadast Information Hai Keeepp It Uppp Link to comment
Horny Jasmin Posted August 14, 2011 Share #3 Posted August 14, 2011 so informative thnx for shirng keep it up Link to comment
Recommended Posts
Create an account or sign in to comment
You need to be a member in order to leave a comment
Create an account
Sign up for a new account in our community. It's easy!
Register a new accountSign in
Already have an account? Sign in here.
Sign In Now