September 27, 20205 yr Author On 9/26/2020 at 8:00 PM, JuttGee said: Yar Arif ye to ziyadti hovi na yar sorry jut saheb jaan boojh kar zeyadti nahi kar raha hoon yaqeen karain lights nay bohot zeyada tang kar diya hay week may 2 update zarur doon ga apni dono stories ki ek baar phir sorry dear
September 28, 20205 yr Author Update ====5 doosri taraf saira ki ammi uss ko lay kar apnay ghar pohoncheen to uss k abba nay uss ko dekh kar apna moo doosri taraf kar liya au uth kar doosray kamray may chalay gae khair uss k bhaiyon nay saman uterwaya wo apnay kamay may chali gai saira ki ammi kamray may dakhil hoi aur uss say boleen "ab apnay kamay may hee rehna aglay haftay damaad g aarahay hain ab tumhari harkaton ki wajah say hee unn ki baatain sir jhuka kar sunni parain gee tumharay suser bhi kal tumharay abba ko baatain suna kar gae hain keh rahay thay k wo to ab tum ko apnay gher ki dehleez bhi paar nahi karnay dain gay aur udher tumharay mian nay saaf keh diya hay k ab saira ko meray ammi abba k sath hee rehna paray ga ab main kabhi uss ko alag ghar lay kar nahi rakhoon ga aur yeh sub tumhari laparwahi ki wajah say huwa hamid k bhi 10 phone aachukay hain wo bhi keh raha hay k meray paisay wapas karo deal tum nay kharab kee hay 6 nai chooton ki baat hoi thee mujhay sirf 4 hee mili hain 2 abhi baaqeen hain. Saira : bhaar may gaya wo harami hamid sub uss ki jald baazi ki wajah say hee huwa uss harami say bolo wo jo 4 saal say mujhay chod raha hay wo kiss khatay may gaya mujhay kiya uss ki maa apnay jaheze may laai thee uss ko bulwao main khud uss say baat karoon gee aur tum sirf abba jan ko sunbhalo wo mujhay ghoorna band kar dain" saira nay apni maa ko aankhain dikhatay huway kaha Saira ki maa : " acha acha ab apna mood theek kar main unn say baat karloon gee" unho nay saira ko behlaatay huway kaha aur kamray say baher chali gai unn k jaatay hee saira apnay bed per lait gai. saira ki ammi apnay kamray may pohonchi to uss k abba palang per laitay huway thay unho nay apni biwi ki taraf dekha aur aahista say bolay "shahida tum maa beti jo khail ab tak khail rahi ho na ab wo band kardo badnami ab hamaray darwazay tak aagai hay yeh 5wan ghar hay jo main nay tum dono ki wajah say badla hay ab mujh may himmat nahi bachi logon ki sargoshiyaan sunnay ki" Shahida : " ghafoor saheb ab mera moo to khulwana nahi tum yeh tum nay jo 4 nikammay betay paida keyeh hain na unn ka sara kharcha main aur meri beti hee ab tak uthatay aarahay hain ager aap nay 5 ghar badlay hain na to uss ka sara kharcha hum maa beti hee uthatay aae hain aap fiker na karo ab bhi hum sunbhal lain gay" unho nay tez lehjay may baat kartay huway kaha Ghafoor : " shahida begum beta ho ya beti unn ki tarbiyat maa ki zumaidaari hoti hay tum nay khud apnay beton ko bigara unn ki harkaton ki wajah say aaj main apnay khandaan say alag rehnay per majboor hoon aur tum mujhay unn ki gumrahi ka zumaidaar keh rahi ho tum may sharam naam ki koi cheez hay ya nahi" ghafoor saheb ki aankhon may aansoo aagae unho nay apni bheegi aankhain saaf kee aur baher chalay gae unn k jaanay k baad shahida begum nay apnay baray betay say kaha k wo hamid ko bula kar lae wo hamid ko bulaanay chala gaya doosray din uzma razia aur hina mumani k sath shopping k leyeh nikal gaeen bazar may teen nay shopping kee aur phir ghar chalee aaeen sub ko kapray dikhanay k baad wo saaray kapray samait kar apnay kamray may lay gai aur unn ko alag alag karnay lagi ashaf say apni mangni ka sun kar wo bohot khush thee ussay aisa lag raha thaa jaisay ussay uss k sapno ka shehzada mil gaya ho bus wo ussi k sapno khoi rehna chahti thee saira aur shahida dono waheen sehan may takhat per betheen theen jub ghar may hamid saira k bhai k sath daakhil huwa aur aatay hee shahida per baras para " dekho khala yeh sahee tariqa nahi hay mujhay iss tarah bulaanay ka yeh tumhara larka mujhay dosto k darmiyaan say gerebaan say pakar kar utha kar laya hay Shahida : ' wah mian wah tumhari wajah say saira talaq k kinaray per pohonch gai uss mohollay may hamari izzat do takkay ki ho gai tumhain uss ki zara bhi fiker nahi tum ko dosto ki mehfil say kiya lay aae tumhari izzat per bata lag gaya " unho nay hath nachatay huway kaha Hamid : " to kon sa pehli baar aisa huwa hay kitnay mohollo say tum log issi tarah nikalay gae ho tum nay aur saira nay mujh say 5 lakh rupay liyeh thay yeh keh kar k tum mujhay 6 kunwari chootain dilao gee jin ko main jub tak chahoo istaimaal karoo aur badlay may sirf 4 londiyaan mileen aur keh to aisay rahi ho jaisay koi izzatdaar aurat bolti ho Saira : uth kar uss k saamnay beth gai " chal theek teri baat maan lee mujhay jo tu 4 saal say apni rakhail bana ker betha hay uss ka hissab kon karay ga teray liyeh main nay keya nahi keya mohollay ki 4 larkiyon ko teray neechay litaya apnay ghar ki do aurton ko chudwaya phir bhi tu humain hee bayizzat kar raha hay bharway Hamid : uss ki gali na bardasht kar saka " zaban sunbhal apni randi tu ager 4 saal say chudwa rahi hay to maal bhi kharch keya hay main nay uss 5 lakh k alawa tujh per lakhon kharach keyeh hain aur ager teri 2 bhabhiyon ko choda hay to uss k badlay teray dono bhaiyon ko motercycle khareed kar dee hain ab ager gaali dee to main khud furqaan ko phone kar k saari kahani suna doon ga abhi to ho sakta hay tujhay talaaq na ho lekin meray phone k baad to pakki ho jae gee aur ab ager dobara mujhay iss tarah yeh tera beta lay kar aaya to main nay iss ki jo zamanat dee hay na wo main wapas lay loon ga phir police issay ghaseet kar yahan say lay jai gee Shahida : uss ki baat sun kar ghabra gai " aray keya hamid ab zara see baat per tum hum say ghairon ki tarah baat karo gay hain aur uss nay apnay betay ko apni chapal khainch kar maari " harami tujh say kaha thaa k bula kar laana iss tarah laanay k leyeh nahi kaha thaa beta phir wo saira ki taraf muri aur boli hamara aur hamid ka sath bohot purana hay apno ko ehsaan nahi jatatay samjhi Saira : amma ki baat samajhtay huway " sorry yaar hamid kisi aur ka ghussa main nay tum per utaara sorry jan furqaan ki to main naam ki hee biwi hoon asal shoher to tum ho meray meri jan ab ghussay ko jaanay do chalo aao kamray may main tumhara mood abhi theek kar deti hoon" uss nay chaploosi say kaha Hamid : jiss ka ghussa abhi bhi thanda nahi huwa thaa wo uthtay huway bola " bus bus ab yeh natak band karo aur ek haftay may meray 150000/= wapas karnay ka intaizaam karo warna jo main nay kaha hay wo sub main kar k dikhaoon ga yeh keh kar wo ghar say baher nikal gaya uss k jaatay hee saira aur shahida soch may par gaeen k ab keya karain. saira apnay kamray may bed pe laiti hoi thee k ek mard kamray may dakhil huwa saira ussay dekh kar chonk gai " akber tum yahan kaisay pohonchay wo mard koi aur nahi saba ka mangater akber thaa saira uss k nazdeek aai aur uss nay akber ko apni banhon may bhar liya "aaaahhhhh akber tum andaza bhi nahi laga saktay k main tum ko yahan dekh kar kitni khush hoon aur ussay dewanawar choomnay lagi akber nay ussay khud say alag keya aur bola "pehlay mujhay ek baat batao k yeh hamid kon hay aur tum say iss ka keya rishta hay main nay abhi ek taraf ki kahan suni hay ab mujhay poori baat tum batao" Saira : apni aankhon may aansoo laati hoi " tum mujh per apni saira per shak kar rahay ho acha poori baat suno hamid meray mamoo ka larka hay wo akser mujh say milnay meray ghar aata thaa wahan tumhari couson uzma bhi aati thee silai k bahanay ek din mujhay pata chala k uzma aur hamid k darmiyan kuch chal raha hay main nay dono ko khoob danta iss leyeh k main jaanti thee k tumhari behan razia bhi hamid ko pasand karti hay ab wo tumhari behan hay to main to ussi ka sath doon gee na bus meray moo say nikal gaya k hamid tum to razia say piyaar kartay ho phir yeh uzma say keya chakar hay uss per hamid nay kaha k uzma kehti hay k wo mujhay apnay sath sex karnay day gee lekin razia nahi maan rahi hay main nay ussay samjhaya k razia ek achi aur shareef larki uss per uzma ko ghussa aagaya aur uss nay meray khilaaf apnay ghar may jhooti suchi baatain phaila deen aur mujhay badnaam kar diya tum to jantay hee ho na k furqaan k baad meri zindagi may aanay walay pehlay mard tum hee ho na keya ab bhi tum apni saira per aitabaar nahi karo gay yeh keh ka wo phoot phoot kar ronay lagi " akber uss ki chalaki samajh nahi saka aur uss k pass aaker beth gaya uss nay uss ko lipta liya aur bola acha to yeh baat hay "I am sorry saira jan main nay tum per shak kiya mujhay maaf kar dena" uss nay sairak aansoo saaf keyeh Saira : apnay aansoo saaf karti hoi " tum ko keya pata k main kitni mushkil may hoon furqaan nay mujhay 3 maheenay say kharcha nahi bheja mujh per achi khasi raqam udhaar charh gai ussi ka gham kam thaa jo tum nay bhi mujh per ilzaam laga diya Akber : pareshan hotay huway "yaar ab sorry to bol diya hay na acha yeh batao k tum per kitna udhaar ho chuka hay main ada kardoon ga bolo" Saira : adakari karti hoi " nahi mujhay nahi chahyeh tumharay paisay bus mujhay akaila chor do main hee pagle hoon jiss nay tumhari mohobbat may apnay shoher say baywafai kee apna badan tumhain sounp diya aur uss ka badla tum nay mujhay iss tarah diya Akber : uss ka hath paker kar choomtay huway " acha na ab maan bhi jao dekho abhi mera pass sirf 2 lakh hain wo tum lay kar apna qarz ada karo aur kuch apnay kharchay k leyeh apnay pass rakho plz ab inkaar nahi karna main uss uzma ki bachi say nimat loon ga jiss nay meri jaan ko rulaya hay Saira : dil hee dil may khush hoti hoi akber say lipat gai aur zor say onay lagi uss ki awaz sun kar shahida bhagti hoi kamray may dakhil hoi aur saira ko dekhtay huway " hi hi saira keyon ro rahi hay meri bachi tu ab tera nuqaddar hee kharab hay to keya karain ab akber mian tum nay meri phool see bachi ko keyon rula diya" Akber : baychargi say " nahi khala main to iss ka dukh bantnay aaya thaa uss nay jaldi say apnay beg say paisay nikaalay aur saira k hath nay day kar wahan say nikal gaya uss k jaatay hee saira nay aansoo saaf keyeh aur ek zor ka qehqaha lagaya aur apni maa say boli " dekha kaisa chootya banaya ussay ab wo kanjer hamid aae to uss k paisay uss k moo per maarna aur apnay harami beton ko uss say door rakhan inn kutay k bachon ki wajah say achi khasi aasami hath say nikal gai hay saalay khud to kisi kaam k hain nahi bharway salay Shahida : uss k sir per hath phairti hoi " chal ab chor inn jaramiyon ko waisay kabhi kabhi kaam to aa hee jatay hain wo to hamid hum say zeyada kamina thaa jo jaal say nikal gaya warna koi aur hota to dar k maaray gand phat jaati saalay ki chal dafa kar ek hamid gaya hay doosra aajai ga phir wo dono maan beti hunsnay lageen.
September 28, 20205 yr Author janab jutt saheb ek updat aur post kar dee ab to khush ho jaeen ager light nay zeyada tang na keya to haftay tak ek upfate aur mil jai gee aur janab yeh koi copied story nahi hay orignal hay ab ager aap jaida graet writter jaldbazi karay to mujh jaisay biggner ki to hosla shikni hee ho gee na yeh koi shikayat nahi hay bus request hay k suprt karain aap jaisay logon ki support aur rehnumai ki zarurat hay
September 28, 20205 yr Ohh sorry. Sorry Arif bhai Main apki mujbori samj gya hoon Baqi update k liye thanks Or good luck for next update Samj sakta hoon k insan ko or bhi kam hoty hain Bus apki itni achi reality base story read ker k saber nahi hova toooooooooo ...................... Best wishes
September 30, 20205 yr Author update====06 uzma k dono bhai jo saudia may job kartay thay wo dono bhi wapas aachukay thay aur aaj kal saba aur sadia apni ammi k sath unn k leyeh larkiyaan dekh raheen theen phir unhain mumani nay apni door ki rishtaidaron may say do larkiyaan dikhai dono behnain fozia aur aasia bohot hee haseen theen wo dono inn ko pehli nazer may hee achi lageen Saba : khala aap ki ijazat say keya main inn dono say akailay may baat kar sakti hoon Fozia ki ammi : beta tum meri behan ki honay wali bahoo ho to meri bhi beti hoi na tum inn say jo chaho pooch sakti ho jao fozia apni bhabhi ko ko ander lay jao saba aur sadia unn dono k sath ander chali gaeen wahan wo dono unn k sath bed per beth gaeen Saba : muskuratay huway "fozia aap dono ******** bohot khoobsurat ho hamaray dono bhai saudia may job kartay hain wahan wo dono itnay set hain k kuch time k baad hee wo aap ko bhi waheen bula lain gay keya aap dono iss rishtay say khush hain " Fozia : saba aapa hum ko sirf apni ammi ki fiker hay hamaray baad unn ka khayal rakhnay wala koi nahi ho ga warna humain iss rishtay per koi aitraaz nahi hay" fozia bohot shaista larki thee Sadia : " uss ki baat ko darmiyaan may hee roktay huway "tum apni ammi ki fiker nahi karo hamaray zehen may unn k leyeh ek baat hay hum pehlay mumani say baat kar lain phir bataeen gay. phir wo charon ussi kamray may aageen jahan sub baray bethay thay Sadia : mumani jaan fozia aur aasia ki rukhsati k baad khala jan akaili reh jaeen gee inn dono ko bhi apni ammi ki fiker hay keya aisa ho sakta inn dono ki rukhsati k baad khala hamaray sath rehain iss tarah yeh dono jub tak pakistan may hain apni ammi say rozana bhi milsakain gee aur inn k janay k baad inn ko apni ammi ki zeyada fiker bhi nahi ho gee aap ki kiya marzi hay Mumani jan : jaisay tumhari marzi beta mujhay khushi hay k tum ko meri behan ki itni fiker hay aur ammi ka hath paker kar boleen such kahoo to tumhai tarbiyat bohot hee achi hay aur fozia aur aasia bhi saba aur sadia k galay lag gaeen Fozia ki ammi : tum nay such kaha perveen tumhari dono bahoowain bohot hee piyari hain inn k ghar main apni betiyon ka rishta honay say bohot khush hoon" wo apni aankhon may aanay walay aansoo saaf karti oi boleen wahan say chai nashta kar k yeh log wapas agae aur ghar may sub hee logon ko khushkhabri suna dee sub hee iss rishtay say bohot khush thaay abba mian nay faisla keya k arsalan bhai aur salman bhai ka nikah aur rukhsati 10 din may hee kar dee jae doosray din hee abba ,mamoo ,mumani aur ammi jaa kar unn say saari baatain final kar lain noman bhai k hawalay dono bhai ki tayyari aur unn k kamron ki aaraish ka kaam diya gaya thaa mujhay dono dulhano k kapron ki khareedari aur silai ki zumaidari dee gai thee. shaam ko abba mian sub kuch tay kar k wapas aagae thay ab hamara kaam kal say shoroo honay wala thaa subha main nay ammi say kaha k mujhay fozia k ghar bhijwa dain noman bhai nay saaf mana kar diya majbooran mujhay ashraf k sath unn ki bike per jana para jub hum gali may dakhil ho rahay thay meri nazer saira per pari jo kisi aadmi k sath car may jaa rahi thee wo aadmi koi aur nahi akber bhai jan thay uzma nay ashraf ko ruknay ka kaha Ashraf : " keya huwa uzma tum nay mujhay yahan keyon rok liya hay" Main : ashraf jaldi say bike wapas ghumao aur uss car k peechay chalo jaldi plz main tum ko sub batati hoon ashraf nay jaldi say bike ghumai aur uss car k peechay chal para uss nay uzma say poocha kon hay uss car may" uzma nay chadder say apna chehra chupatay huwa kaha iss car k qareeb chalo to khud hee pehchan lo gay k kon hay ashraf nay bike ki raftaar tez kar dee jub wo uss k nazdeek pohonha to ussay jhatka laga k yeh to uss ka apna bara bhai hay uss nay raftaar aur kam kar lee wo car bhi ek resturent k saamnay ja ker ruk gai ashraf nay bhi thoay faslay per bike rok lee Ashraf: uzma bhai jan k sath wo aurat kon hay tum janti ho ussay Ashraf nay sawaliya nazron say mujhay dekhtay huwa kaha Main : uss ko ghore say dekhtay huway " naam to tum bhi jaantay hee ho ho sakta hay shakal say nahi jaantay ho lekin meri pareshani yeh hay k akber bhai jan ka uss say rishta keya hay " Ashraf : bayzari say " yaar tum naam to batao na keyon suspense paida kar rahi Main : "uss ka naam saira hay fuqaan bhai ki biwi jiss ko meri wajah say wo moholla chorna para jiss ka akber bhai k alawa hamid naam k banday say bhi relation hay wo hee hamid jiss ko razia bhi pasand karti thee lekin asal baat to yeh hay k razia ko saira aur hamid nay apnay jaal may phansa thaa" main nay saari tafseel ashraf ko bata dee ashraf ka to para char gaya meri baat sun kar Ashraf : ghssay say daant peestay huway to bhai jan iss badnaam aurat k sath keya kar rahay hain abhi poochta hoon inn say k yeh kiya chaker hay" Main : jaldi say ashraf ka hath pakertay huway" aray aray keya kar rahay ho keyon kaam kharab kar rahay ho abhi tak humain yeh nahi maloom k inn dono ka aapas may taaluq kiya hay pehlay yeh to maloom ho jai hum dono kaafi dair waheen kharay rahay phir kaheen jaa kar wo dono uss resturent say baher aae aur car may beth kar wahan say rawana ho gae ashraf nay apnay mobile say unn dono ki kaafi tasweerain kheench lee theen hum ek baar phir unn dono ka peecha kar hay thay akber bhai ussi gali may dakhil huway aur ek do manzila ghar k saamnay ruk gae saira car say utri aur utertay waqt jo uss nay harkat ki ussi nay mujhay poori kahani samjha dee uss nay akber bhai ko kiss keya aur uss ghar may chali gai uss k jaanay k baad hum bhi uss ki doosri gali may fozia logon k ghar pohonch gae main unn dono say mili aapa nay unn ki bohot kam taareef kee thee wo dono bala ki haseen theen main nay bari bari dono k naap liyeh aur wapas aagai mera zehan waheen uljha huwa thaa. doosray din main nay ashraf say baat karnay ka faisla kiya hum dono chat per bethay baatain kar rahay thay Ashraf : ghussay may mujhay dekhtay huway "meri samajh may nahi aaraha hay k tum nay mujhay keyon roka unn dono say baat karnay say Main : muskuratay huway " wo iss leyeh janab k yaqeenan uss nay akber bhai ko phansa hay aur ager bhai jan ko yeh yaqeen dila dain k saira ka unn k alawa kuch aur logon say bhi chaker hay to bhai jan khud ussay chor dain gay ager abhi unn say baat karo gay to wo kisi ki nahi sunain gay aur ghussay may koi ghalat qadam utha lain gay yeh batao k aap ka koi dost aisa hay jiss k pass koi kaam na ho aur uss k pass mobile bhi cameray wala Ashraf : kuch sochtay huway "haan mera ek dost hay raheel jiss ko main keh sakta hoon aur wo bharosay k bhi qabil hay paisay wali party hay wo aur tabiyat bhi dil phaink hay lekin uss say kehna kiya hay" Main : muskuratay huway " kuch khas nahi bus wo saira ko apni mohobaat may phans lay uss k sath ghoomay phiray aur kuch nahi Ashraf : kuch na samajhtay huway lekin iss say keya ho ga hum to akber bhi ko uss manhoos say bacha rahay hain na "phir wo kuch samajhtay huway ooohhhh acha aur wo zor zor say hunsnay laga ab samjha k tum keya karna chahti ho man gaya tum ko yaar keya dimagh lagaya hay hats off yaar" Main : jhenpti hoi " bus bus yeh tareef k dol baad may lurka dena pehlay poora plan samajh lo k sub karna kaisay hay" main nay ashraf ko poora plan samjha diya meri baat poori hoi to uss nay mujhay galay laga liya main to poori kaanp gai main nay jaldi say apnay aap ko ashraf say alag kiya mera chehra shaam say surkh ho raha thaa aur nazrain jhuki hoeen thee ashraf kuch dair meri halat say mehzooz hota raha phir wo jaldi say neechay uter gaya aur seedha drawing room may jaa kar beth gaya uss k jaatay hee hina ooper aagai aur aatay hee mujh say lipat gai Hina : aur bhabhi jan keya meray bhai say say zor azmai kar rahi thee hain" uss nay mujhay chairtay huway kaha Main : masnoi ghussa dikhatay huway " her waqt maskhara pan nahi keya kar samjhi jub dekho jub johni liver bani rehti hay aur main uss ka hath paker kar neechay aagai doosri taraf saira nay hamid k paisay wapas kar diyeh wo abhi so kar uthi hee thee k shahida uss k kamray may aai aur uss k pass bethti hoi boli "aaj akber ko zara jaldi chalta kar dena aaj ek bari aasami ko bulaya hay main nay aur tu zara tayyar kisi beuty parlor say ho jana samjhi bus samajh lay ager tu nay ussay sheeshay may utaar liya to teri aur hum sub ki zindagi sunwer jai gee" Saira " to yeh bol na phir tu nay kisi bari umer k aadmi ko phansaya hay lekin amma dekh ker koi chootya sa aadmi dekhna koi harami nahi hona chahyeh jo hamara hee jeena haram kar day samjhi aur tu itni chalaak hay nahi jitna khud ko samajhti hay "uss nay apni maa ko latara Shahida : khisyani see ho gai "pehlay tu mil lay ager tujhay acha lagay to hami bharna warna mana kar dain gay" uss nay sharminda hotay huway kaha Itnay may darwazay per bell hoi shahida nay darwaza khola to akber thaa saira nay bura sa moo banaya aur bathroom chali gai shahida nay ussay saira k kamray may bithaya aur khud baher chali gai kuch dair k baad saira bathroom say baher aai aur dessing table k saamnay khari ho kar tayyar honay lagi uss nay bohot chust fittings ki shirt pehni thee qameez itni bareek thee k uss ki bra ki line aur font say uss k desigm bhi nazar aarahay thay akber nay thook nigla aur ussay dekhnay laga aur jub wo tayyar ho kar aai to akber ussay dekhta reh gaya uss nay bohot deep gala pehna huwa thaa uss ki chatiyaab arrola tak sirf bra may theen warna poori nazer aarahee thee Akber : saira yeh kaisay kapray pehnay hain tum nay tum ko khayal karna chahyeh " uss nay samjhanay k andaz may kaha Saira : ek dum ghussay may aagai " suno zeyada meray shoher na bano yeh kapray main nay furqan k leyeh pehnay hain abhi uss ki skyp per call aanay wali hay uss nay hee kaha hay aisay kapay pehan ker baat karnay ko keya karoo uss ki baat to manni paray gee na tum abhi jao hum kal baher jaeen gay theek hay yeh keh kar wo doosray kamray may chali gai akber nay uss ko jaatay huway dekha aur phir baher nikal gaya. ashraf uzma k ghar aaya to naima nay ussay dekh ker chai ka poocha wo uzma ko dekhnay laga jub uzma naze nahi aai to wo phir dowing room may chala gaya wahan kuch dair tv dekhnay laga itnay may perveen kamray may dakhil hoi ashraf nay ussay salam kiya perveen bay ussay duaeen deen Ashraf : phupo wo uzma kahan hay uss ko fozia ki taraf lay kar jana hay amma nay kaha hay " ashraf nay jhijhaktay huway kaha Perveen : acha to lay jao acha tum yaheen betho main ussay bhaijti hoon" wo uzma ko awaz deti hoi kamray say baher chali gaeen kuch dair may hee uzma tayyar ho kar aagai ashraf nay apni bike start kee aur uzma ko bitha kar chal para uss ko doosri taraf jaatay dekh kar uzma nay kaha " ashraf hum kahan jaa rahay hain fozia bhabhi k ghar ka raasta to uss taraf hay Ashraf : haan mujhay pata hay hum kaheen aur jaa raha hain tum chup chap betho na plz kuch dair may hee bike ek baray say ghar k ander dakhil ho gae wo bike khari kar k ghar may dakhil huway saamnay sofay per ek gora chita say larka aur ek khubsoorat see khatoon betheen theen ashraf nay unhain salam kiya aur mera taaruf karaya unho nay uth kar mera matha chooma aur mujhay apnay baraber bithaya tub mujhay pata chala k wo raheel bhai ki ammi hain Raheel : bhabhi aap nay bhi kiss baywaqoof ko samjhaya iss ki ek baat bhi meray pallay nahi par rahi thee issi leyeh aap ko zehmat dee hay raheel nay mujhay baat batai to mujhay hunsi aagai Ashraf mujhay ghussa say dekhtay huway " wo mera mazaq ura raha hay aur tum ko hunsi aarahi hay" Main : apni hunsi ko rokti hoi " acha baba sorry rahil bhai kaam bohot aasan hay bus youn samajh lain k saira ek laalchi aurat hay uss ko aap zara sa paisay ko show off karain gay to wo foran aap ki taraf maail ho jae gee aap ussay mehangay resturant ki sair kara dena mehangay mall may lay jana aur ek din hum akber bhai ko wahan bula lain gay aur aap ka kaam khatam uss nay akber bhai ko yaqeen dilaya ho ga k wo sirf unn say piyaar karti hay jub wo khud apni aankhon say ussay aap k sath dekhain gay to khud hee mutnafir ho jaeen gay aur unn ko samajh bhi aajai gee k wo sirf paison ki bhooki hay aur kisi ki bhi wafadaar nahi hay Raheel : muskuratay huway " bus itni see baat hay aur tu mujhay kuch aur hee samjha raha thaa acha huwa jo main nay aap ko bula liya bhabhi aap fiker na karain samajh lain aap ka kaam ho gaya R.ammi : beta keya akber say baat kar k uss ko convence nahi keya jaa sakta k saira ek buri aurat hay unho nay narmi say kaha Main : muskratay huway " aunty unn ko main ya ashraf to samjha nahi saktay zahir hay hum ko apnay parents ko confidene may laina paray ga aur uss ki wajah say ghar k tamam afraad iss baat ko jaan lain gay akber bhai jan samajh bhi jaeen gay lekin unn ki izzat saba aapa ki nazer may kam ho jai gee jo main nahi chahti R.ammi : yahan aao meray pass jub main unn k pass gai to unho nay mera matha choom liya aur ashaf say boleen " tum bohot lucky ho ashraf beta jo yeh larki tumhari zindagi may aarahi hay jiss ko apni family ki itni zeyada fiker hay aur unn ki izzat ka itna khayal hay qader karna iss ki samjhay" phir wo mujh say meri family ki details poochnay lageen hum kuch dair wahan bethay aur phir wahan say aagae 3 din k baad hee raheel nay hum ko khaber dee k uss ki saira say dosti ho gai hay ashraf uss k peechay peechay thaa bus wo saira aur raheel ki tasweerain bana raha thaa hum nay ek do tasweerain ek lifafay may rakh kar akber bhai ko bhijwa bhi deen theen hum nay unn resturant ka bhi maloom kar liya thaa jahan akber bhai akser jaya kartay thay jub 2 say 3 baar unn dono ko sath dekh liya unn ko bohot ghussa aaya ek din unho nay saira ko waheen rok liya Akber : ghussay " saira yeh larka kon hay aur tum iss k sath keya ka ahi ho Raheel : ghussay say akber ko dekhtay huway " a mister kon ho tum aur meri honay wali biwi say iss tarah kaisay baat kar ahay ho Akber : raheel ki taraf dekhtay huway " mr yeh pehlay say shaadi shuda hay aur meri bohot achi dost hay samjhay Raheel : ghussay say saira tum to kehti thee k tumhara meray alawa kisi aur say koi taaluq nahi hay phir yeh fazool aadmi keya keh raha hay Saira : pareshan hotay huway " darling yeh jhoot bol raha hay yeh to meri saheli ka bara bhai hay aur main bhi iss ko bhai jan kehti hoon pata nhi aaj yeh kaisi baat kar raha hay phir wo akber ki taraf mureen aap ko sharam nahi aati jo ek shreef aurat per itnay ganday ilzaam lagatay huway aaj k baad kabhi mujh say baat bhi karnay ki koshish kee to main tumhara moo tor doon gee ab dafa ho jao yahan say Raheel : akber ko dekhtay huway " mr dekh liya sun liya yeh meri hay sirf meri ab iss say door rehna samjhay warna acha nahi ho ga phir saira ko apnay say liptatay huway darling tum bhi ek baar iss ko apni zaban say samjha do Saira : muskuratay huway " mr akber sun liya jo meray mangater nay kaha hay ab kabhi bhi mujh say milnay ki koshish nahi karna understand aur phi dono hunsnay lagay akber ko apni bayizzati per bohot ghussa may aaya aur apni ghalti per sharminadagi bhi mehsoos karnay laga jo uss nay saba ko dhoka diya wo uss resturent say baher chala gaya. Yeh saari tafseel hum ko raheel nay khud batai jissay sun kar hum sub khoob hunsay saira aur akber bhai ki alhaidgi say sub say zeyada main khush thee aaj sub ghar may thay aur shaadi ki tayyari aakhiri marhalay may hee thee jub raheel ki ammi hamaray ghar aaeen ammi nay unn ko wellcome keya wo unn k pass hee beth gaeen unn ka naam salma aunty thaa Salma aunty : behan ji raheel mera aklota beta hay rupay paisay ki koi kami nahi hay hamaray pass bus kami hay to ek beti ki aur ek aisay ghar ki jahan aaj bhi khandaan ki izzat say barh kar kuch nahi hota bus main chahti hoon k aap meray betay ko apna dammd bana lain aur naima ko meri bahoo unn k iss tarah achanak kehnay say sub hee shocked ho gae Ammi : dekheyeh behan g iss waqt hum apnay do beton ki shaadi may aur ek betay ki mangni may busy hain aap hum ko ek maah ki mohlat day dain hum inn kaamo say nimat lain phir iss rishtay per baat kar lain gay Abba mian nay hankara bhar aur bolay "perveen kaam dunya k chaltay rehtay hain phir wo salma aunty ki taraf dekhnay lagay dekhiyeh behan ji main nahi jaanta k aap ko hamari family ki kiss khoobi nay yahan tak pohonchaya hay aap apnay betay k sath hamari family ki iss khushi may shareek hon iss tarah aap ko humain aur humain aap ko qareeb say dekhnay aur jannay ka moqa milay ga raheel mian ashraf k dost hain hamaray liyeh bus itna hee kaafi hay" aur kamray say baher chalay gae salma aunty nay mujhay apnay sath lagaya aur ammi say boleen " aapa aap janti hain aap k ghar say rishta jornay per mujhay uzma ki tarbiyat nay majboor kiya hay jub uzma aisi hay to yaqeenan naima bhi ussi ki copy ho gee yeh meray doosray betay ashraf ki biwi hay to phir meray betay raheel k leyeh to naima jaisi hee bahoo honi chahyeh na ab main aap k ghar ki chokhat ussi waqt choroon gee jub aap haan karain gee" ammi nay unn ko galay laga liya "behan ji naima k abba haan kar chukay hain hum inn shadiyon say nimat lain phir inn dono ki mangni bhi kar dain gay".
October 1, 20205 yr Aam se bandy hain Arif bhai story hi apki kamal hai is main reality boht peak pe hai Likhty raho or update dety raho Good luck
October 3, 20205 yr Author update=======07 aaj meray dono bhaiyon ki bari jaa rahi thee main nay anarkali frock pehni thee jub main tayyar ho kar baher aai to salma aunty nay mujhay piyaar keya mujhay dekh kar raheel nay awaz lagai "ashraf ko aaj to drip lagana paray gee" unn ki baat sun sub hunsnay lagay ashraf bhi saamnay hee bethay thay unn ki nazrain mujh per hee jami hoeen thee mohollay ki bhi kuch aurtain aai hoeen thee kuch dair hum sub hala gula kartay rahay ussi waqt ghar may akber bhai dakhil huway hum sub khmosh ho gae jaisay hee unn ki nazer raheel per pari wo ussay dekh kar chonk gae main nay ashraf ko ishara keya wo noman bhai ko aitamaad may lay chuka thaa unn dono nay akber bhai ko zaruri kaam k bahanay ooper chat per bula liya ashraf nay unn ko saari baat bata dee pehlay to akber bhai nay saaf inkaar kar diya jub ashraf nay unn ko unn ki aur saira ki pics dikhaeen to tub wo dheelay paray Akber : sharminda hotay huway " yaar main behak gaya thaa mujhay pata hee nahi chala k main uss k jaal may phans chuka hoon jub raheel ko dekha to mujhay bohot ghussa aaya lekin yaar uss nay to mujhay uss chalak aurat k jaal say bachaya hay Raheel : unn sub k nazdeek aatay huway " bhai jan main nay to jo bhi kiya hay ashraf aur uzma bhabhi k kehnay per kiya hay mera koi kamal nahi hay iss may Akber : hairaan hotay huway "keya ashraf aur uzma k kehnay per Ya allah mujhay maaf karday main to apnay say choto k aagay bhi sharminda ho gaya hoon unho nay apna chehra apnay hathon may chupa liya Noman bhai : akber bhai k kandhay per hath rakhtay huway "akber humaray chotay ager hum ko sharminda karna chahtay to saari baat inn ko abba aur mamoo jan ko batani chahyeh thee lekin ager inho nay aisa nahi kiya to inn ka maqsad tum ko baron k saamnay sharmindagi say bachana hee to thaa na yeh baat sirf hum 4 aur uzma jaanti hay tum bhi bhool jao samjhay aur shaadi enjoy karo bus Ashraf : " g bhai jan aap yeh saari baatain bhool jaeen hum bhi bhool jatay hain chalain neechay chalain iss say pehlay k kisi ko hum sub ki ghair haziri per shak ho jae" phir wo sub neechay uternay gae aur mehfil may shareek ho gae unn k jaatay hee chat k ek konay say saba apni aankhon say aansoo saaf karti hoi neechay utri aur logon may shamil ho gai jo sub khushi may nihaal thay uss nay zor say taliyan bajati hoi apni choti behan uzma ko dekha jo aaj uss ko dunya ki sub say haseen aur samajhdaar larki nazer aarahi thee aur doosri taraf uzma bhi dil hi dil may pareshan bhi ho rahi thee aur dar bhi rahi thee uss nay bhi saba ko unn sub k peecha utertay huway dekh liya thaa. doosri taraf saira buri tarah jhalai hoi thee ek to raheel ka kuch pata nahi chal raha thaa akber ko wo khud zaleel kar k bhaga chuki thee aaj teesra din thaa jo ussay lund nahi mila thaa wo bilkul pagal ho rahi thee aur uss k sath sath shahida bhi preshan bethi thee wo saira k kamray may jahan saira nangi bethi thee Shahida : uss ko nangi nethi dekh kar pareshan ho gai aur boli" keya baat hay beta tu nangi keyon bethi hay ghar may teray abba aur bhai sub hee hain kuch khayal kar lay Saira : honto per muskurahat sajati hoi " acha mujhay to pata hee nahi thaa k ghar may bhai aur sub hee hain wo saaray randi k bachay kai baar mujhay doosron say chudwatay huway dekh chukay aur aaj tu mujhay ghairat dikha rahi hay dafan ho ja yahan say mera dimagh bohot ghuma huwa hay chal nikal meray kamray say bari aai naseehat karnay wali" Uss ka ghussa dekh kar shahida nay yahan say jaanay may hee aafiyat samjhi wo apnay kamray may ja bethi itnay may ek aurat ghar may dakhil hoi wo zeenat begum theen jo uzma k mohollay may hee rehti thee uss nay aakar shahida begum ko salam keya aur uss k sath hee palang per beth gai Zeenat : muskuratay huway " kaisi ho shahida aapa tabiyat to theek hay na tumhari Shahida : zeenat begum ko nae kapray pehnay dekh kar hunsti hoi boli " tum keya kisi shaadi may say aarahi ho jo itana sajh dhaj ker ghoom rahi ho Zeenat : hunstay huway " array wo apnay sheikh saheb k dono baray larko ki shaadi hay na aur chotay larkay ki mangni aur wo jo unn ki larki thee na aay bara acha sa naam hay uss ka haan uzma uss ki bhi apnay mamoo k larkay say mangni ho gai aray bhai unn ki to kismat chamki hoi hay unn ki aakhiri beti naima ka bhi rishta ho gaya hay kisi ammeer see family say hay larka yeh bari see laal car may aaya thaa wo to baycharay apnay saaray faraize say nimat gae bhai" Shahida : " haan bhai allah sub k naseeb achay karay acha wo furqan k ghar ka to sunao kab tak aarahay hain furqan mian kuch bataya unn ki amma nay Zeenat : hairat say ussay dekhtay huway "keya furqan mian wo to pichlay haftay hee aachukay hain main to samjhi thee wo yahan aachukay hain kal to wo aur unn k abba aur amma dono waheen sheikh saheb k ghar bethay thay mujh say to salam dua bhi hoi hay Shahida : apni hairat chupatay huway " aray wo punjab jaa rahay thay to main nay yehi to poocha thaa k wo punjab say kab aaeen gay tum keya samjhi k saudia ka pooh rahi hoon main Zeenat : normal hoti hoi "punjaab ka mujhay nahi pata k wo kab gae aur kab aae acha ab main chalti hoon abhi sheikh saheb k ghar bhi jana hay wo perveen nay kaha thaa k aapa jaldi aajana yeh keh kar wo utheen aur uzma ki taraf chal pareen unn k jatay hee shahida ander bhagee uss nay saira ko pukara wo bathroom say chilai "keya huwa amma keya qayamat aagai jo itna chila rahi ho wo nangi hee unn k saamnay aa ker khari ho gai Shahida : ussay dekhtay huway "furqaan aa chuka hay uss ko pakistan aae huway 5 roz ho chukay hain kal wo uzma k ghar uss ki mangni may bhi shareek thaa lekin wo tum say milnay nahi aaya iss ka matlab samjh rahi ho Saira : phati phati aankhon say apni maa ko dekhti hoi" keya keh rahi amma wo aachuka hay lekin uss nay mujhay na phone kiya aur na hee milnay aaya lekin wo aisa kaisay kar sakta hay wo bhi meray sath apni saira k sath kaisay amma kaisay yeh keh kar wo phoot phoot kar ronay lagi Shahida : jub say main nay suna hay k wo yahan aachuka hay mera zehan kaam hee nahi kar raha hay ab kiss say maloom kiya jae k aakhir uss k zehan may chal kiya raha hay ussi waqt darwazay per dastak hoi shahida darwaay per pohonchi to darwazay per dakiya thaa uss nay rigistry dee aur uss say dastakhat lay leyeh shahida nay wo lifafa laa kar saira ko diya saira nay ussay khola to uss may tallaq nama thaa aur uss k sath hee haq mehar ki raqam ka cheaque bhi thaa saira nay saari cheezain dobara dekheen to ussay uss may ek khat bhi nazer jo uss nay foran parhna shoroo kiya saira : jub mujhay pehli baar tumharay baaray may maloom huwa to such pocho mujhay yaqeen hee nahi aaya thaa lekin main pichlay ek haftay say yeh hee maloom kar raha thaa k unn baton may suchai hay ya nahi lekin jo kuch main nay suna suchai uss say zeyada takleef deh thee tumhara hamid say hee nahi akber say raheel say aur najanay kitnay logon say najaize taaluqaat hain aisi badchalan aurat ko main biwi bana kar nahi rakh sakta so main tum ko taallaq nama bhaij raha hoon haqmehar ki raqam bhi sath hee hay ab jo dil may aae wo karti raho ab tumhara aur mera taaluq khatam. furqan ahmed sissiquee Saira nay wo khat kai baar parha aur phir amma ko pakra diya shahida nay khat parha aur dono maa beti ek doosray say lipat kar ronay lageen.
October 3, 20205 yr Author dosto aaj choti update per guzara lar lain next time hisab baraber ho jai ga ok
October 4, 20205 yr Koi bat nahi bhai hum itni pe bhi guzara ker lain gy Update dhansoo hai boht achi hai Best of luck Laikin next update main apko is update ki kami pori kerni ho gi Sada husdy raho