Disable Screen Capture Jump to content
Novels Library Plus Launched ×
Advertising Policy 2022-2024 ×
URDU FUN CLUB
  • 0

My Suggestion On Writing Pad

lund4phuddies

Kya Writing Pad Ko MSN & YAHOO Ki Tarah Hona Chahiye?  

4 members have voted

  1. 1. Kya Writing Pad Ko MSN & YAHOO Ki Tarah Hona Chahiye?

    • Yes
    • No
      0
    • Don't Know
      0

Question

New Forum For UFC! Join Kiya Bohut Acha Laga!

Layout Bohut Hi Acha Design Kiya Hay!

Color Scheme Shandaar Hay!

Posting Kartay Howay Writing Pad Main Kuch Khamiyan Nazar Aa Rahi Heyn

Jo Waqt Ke Saath Saath Batadreej Khatam Ho Jayen Gi!

Jin Jin Members Ko Writing Pad Main Mushkilat Hayn Woh Sabr Ka Daaman Haath Say Na Chohrdayn!

Now Here Is The Reason Which Provoke Me To Make A New Thread For Writing Pad!

So The Suggestions Are:

Dear Admin!

Hamein Ehsaas Hay Ke Abhi Forum Technically Improvement Kay Steps Pass Kar Raha Hay!

Day One Say Writing Pad Main Jo Jo Problems Aa Rahin Theen Un Say Aap Hum Sab Ki Ba Nisbat Zyada Waqif Hon Gay! Aur Ab Ahista Ahista Woh Problems Solve Hoti Rahin Hayn!

Here Is My 1st Suggestion! I Dont Know If Its Rather Acceptable Or Not!

To Mera Suggestion Yeh Hay Ke Kyoon Na Hum Apnay Forum Ka Writing Pad Bilkul Hi Change Kar Den!

Like " Y A H O O " Or " M S N"

Kyoon Ke Agar Aap Dekhayn To Un Ke Pad Main Direct Writing And Preview Saath Hi Saath Hay! Aur Features Bhi Achay Hayn!

Jab Ke Hamara Writing Pad Normal Forum Ke Writing Pad Jaisa Hay! Jis Mein Advance Ka Option HOtay Howay kuch kuch html type language jaisa aanay lagta hay jo users ko confuse kar deta hay. Hum Jaisay Experienced Log Bhi Bina Preview Dekhay Apni Koi Thread ya post pass nahi kartay jis ki wajah say na sirf time zaya hota hay aur Baar Baar Editing Ke Marahil Se Guzar Ke Preview Dekhna Pardta hay!!

Main Bazaat-e-Khud To Is Cheez Ka Aadiee Ho Chuka Hoon! Lekin! Baaz Hamaray New Users Is Complication Ko Dekhtay Howay Posting Yah Thread Making Say Kinara Kash Ho Jatay Hayn!

Meri Sirf Yeh Suggestion Hay Ke!

If It Is Possible Then Why Not We Use Writing Pad As Available On Yahoo and MSN.

Aur Jahan Tak Main Nay Apnay Pichlay Thread Main URDU Fonts Ki Baat Ki To Woh To Hay Hi!

Just Think! Ke Agar Hum Apna Writing Pad MSN Yahoo Ki Tarah bana Len Jis Main Direct Writing with preview Ho aur Additionally URDU Fonts Istemal Hon To Kitna Acha Ho!

Is Ke Ilawa Ek Aur Baat!

Uper Wali suggestion per agar Ghaur Kiya Jaye Aur Mumkin Ho And yeh Qabil-e-Amal Ho To Aik Aur Suggestion Meray Pass Hay Woh Yeh Ke!

Some Kind of option WaterMark!

jo log direct writing pad main likh kar thread banantay hayn aur post kartay hayn! to un ki thread ke background per UFC ka water mark hona chahiye! Is Se Ek To Ye Faida Ho Ga Ke Aap Ki Threads Koi Bhi Chori Nahi Kar Sakay Ga! Aur Us Ko Kisi Aur Forum Pe Use Nahi Kar Sakay Ga! Kyoon Ke Amooman Copy Paste Hi Use Kiya Jata Hay Thread Making Main!

So What Do U think About These Two Suggestion from Me?

Main Koi Bohut Barda Tees Maar Khan To Nahi! Lekin Choon Ke Aik Cheez Hamari Is Ghazab Khoprdi Main Ayee To Socha Aap Logon Say Share Kar Len! Baqi Sab Log Jantay Hi Hayn Ke Admin Is The Authorized Person Who Take Final Decision!

Ok Doston To Ab Mujeh Ijazat Dijiye Aur Apni Her Tarah Ki Comments (Tameez Ke Dairay Main)

Post Kijye Aur Voting Main Hissa Lijiye!

Regards From Rajashahi

Link to comment

Recommended Posts

  • 0
dear is pad se app urdu likh sakte hain or wahan se copy kar k yahan paste kar din

Administrator Sir Ji!

Yeh To Sahi Hay! Lekin Wahan Say Copy Kar Kay Yahan Paste Karnay Say Behtar Hay Ke Hum Yahin Likh Lain!!!!!

Aap Un Fonts Ko Apnay Writing Pad Main Kyoon Include Nahi Kar Detay Jo Aap Ke Urdupad Mein Fonts Include Hayn!

Agar Saray Nahi Kar Saktay To Kam Az Kam Ik Font "Jameel Noori Nastaleeq" Ko Hi YahaN Kay Writing Pad Main Include Kar den! To 50% Masla To Hal Ho Jaye Ga! BAqi 50% Aagay Jaa Kar (agar writing pad aur deegar trouble shooting per kaam ho raha hay to) woh hal ho jaye ga! umeed hay aap meri baat samjh gaye hon gay!

Main aik baat phir waziah kar doon ke mujeh yahan ke writing pad main koi khas dushwari nazr nahi aarahi!

Main Khud Challanger Nature Ka Insaan Hoon! Lekin Sirf Aur Sirf Woh User Jo Writing Pad Ki Wajah Say Apna Thread Khoobusrat Bananay Se Lachaar Nazar Aatay Hayn Aur phir posting say haath khench letay hayn! un ki hosla afzayee kay liye aur jo user hamaray abhi bhi posting kar rahay hayn un ki asaani kay liye main nay aik suggestion di thi!

Aagay Aap Malik -0- Mukhtaar Hayn Bhai! jaisi aap ki marzi aur jo aap ki sahoolat ho waisa karain!

at the end main aap ka thanx karna chahoon ga! ke aap nay reply de kar sabit kiya hay kay aap bhi concern hayn!

Link to comment

اردو فن کلب کے پریمیم سیریز اور پریمیم ناولز اردو فن کلب فورم کا قیمتی اثاثہ ہیں ۔ جو فورم کے پریمیم رائیٹرز کی محنت ہے اور صرف وقتی تفریح کے لیئے فورم پر آن لائن پڑھنے کے لیئے دستیاب ہیں ۔ ہمارا مقصد اسے صرف اسی ویب سائیٹ تک محدود رکھنا ہے۔ اسے کسی بھی طرح سے کاپی یا ڈاؤن لوڈ کرنے یا کسی دوسرے دوست یا ممبر سے شیئر کرنے کی بالکل بھی اجازت نہیں ہے ۔ جو ممبران اسے کسی بھی گروپ یا اپنے دوستوں سے شئیر کر رہے ہیں ۔ ان کو مطلع کیا جاتا ہے کہ وہ اسے کسی دوسرے ممبر ثانی سے شئیر نہیں کر سکتے ۔ ورنہ ان کا مکمل اکاؤنٹ بین کر دیا جائے گا ۔ اور دوبارہ ایکٹو بھی نہیں کیا جائے گا ۔ موجودہ اکاؤنٹ کینسل ہونے پر آپ کو نئے اکاؤنٹ سے کسی بھی سیئریل کی نئی اپڈیٹس کے لیئے دوبارہ قسط 01 سے ادائیگی کرنا ہو گی ۔ سابقہ تمام اقساط دوبارہ خریدنے کے بعد ہی نئی اپڈیٹ آپ حاصل کر سکیں گے ۔ اکاؤنٹ بین ہونے سے بچنے کے لیئے فورم رولز کو فالو کریں۔ اور اپنے اکاؤنٹ کو محفوظ بنائیں ۔ ۔ ایڈمن اردو فن کلب

  • 0

sir ji main nay apnay comments main likh diya tha ke yeh ufc urdu paid main add hayn aap nay kaha kay in ko wahan say copy kar kay writing pad main paste ker den woh bhi kiya lekin ufc urdu pad unicode hay jab kay ufc writing pad unicode nahi hay! so wahan as it is nahi aatay!

Sir Ji ! Aik Baat Clear Karna Chahta Hoon! Ke Yeh Mera Masla Nahi Hay! Main To Waisay Bhi Professionally Thread Making Kar Raha Hoon Aur Urdu Ke Liye (at all my best) Adobe waghaira say madad le leta hoon!

Yeh to suggestion thi un users ki wajah say jo thorda bohut pareshan hotay hayn writing pad ki language say!

kyoon ke urdu key pad main writng to hay chahay urdu karain ya english!

lekin formating main colors and bold italic mojod nahi hayn!

second baat yeh kay main nay sirf aik possibility poochi thi!

ke if possible agar hamary forum ka writing pad "Yahoo" & "MSN" ke writing pad jaisa ho sakay jis kay thru hum log mails type kr ke send kartay hayn (and i hope kay aap nay bhi woh writing pads dekhay howay hon gay) to masla hal ho sakta hay aur bohut asaan typing ho jaye gi users kay liye.

and if its not possible then koi baat nahi. main nay to forum ke mafad main aik rai di thi.

ke jis tarah hamarya forum ki looks shandaar hayn usi tarah agar is main jiddat layee ja sakay to behtar hota.

raha fonts ka masla to woh ufc kay urdu pad main hayn lekn jab wahan say write kar kay copy kartay hayn aur forum kay writing pad main paste kartay hayn to woh fonts nahi hotay. writing pad apnay hi fonts ko by defualt le leta hay.

Here is my advice again hope aap samjh jayen gayn. number one yeh ke........

if possible then make our writing pad as use in Yahoo & MSN Mail

and if not possible then at least add those urdu fonts which is include in ufc urdu pad and if not all fonts can be include then at least include "Jameel Noori Nastaleeq" in ufc writing pad.

Thanx alots! hope ab aap ka mind clear ho gaya hoga! if any question i would like to answer. u can ask me freely.

Regards Rajashahi!

Link to comment
  • 0
  • Administrators
Dear i am totally agreed to L4P, writing pad main preview b hona chahye dear..... ta k aasani rahy tamam members k liye dear.... that was a nice suggestion...

ڈیئر اردو پیڈ ایڈ کر دیا گیا ہے ،چیک کر لیں ،،،اور میں اسی پیڈ سے لکھ رہا ہوں ،،،،چیک دس

Link to comment
Guest
This topic is now closed to further replies.
×
×
  • Create New...

سدفگ.png

OK
URDU FUN CLUB