Disable Screen Capture Jump to content
Novels Library Plus Launched ×
Advertising Policy 2022-2024 ×
URDU FUN CLUB
  • 0

My Suggestion On Writing Pad


lund4phuddies

Kya Writing Pad Ko MSN & YAHOO Ki Tarah Hona Chahiye?  

4 members have voted

  1. 1. Kya Writing Pad Ko MSN & YAHOO Ki Tarah Hona Chahiye?

    • Yes
    • No
      0
    • Don't Know
      0


Question

New Forum For UFC! Join Kiya Bohut Acha Laga!

Layout Bohut Hi Acha Design Kiya Hay!

Color Scheme Shandaar Hay!

Posting Kartay Howay Writing Pad Main Kuch Khamiyan Nazar Aa Rahi Heyn

Jo Waqt Ke Saath Saath Batadreej Khatam Ho Jayen Gi!

Jin Jin Members Ko Writing Pad Main Mushkilat Hayn Woh Sabr Ka Daaman Haath Say Na Chohrdayn!

Now Here Is The Reason Which Provoke Me To Make A New Thread For Writing Pad!

So The Suggestions Are:

Dear Admin!

Hamein Ehsaas Hay Ke Abhi Forum Technically Improvement Kay Steps Pass Kar Raha Hay!

Day One Say Writing Pad Main Jo Jo Problems Aa Rahin Theen Un Say Aap Hum Sab Ki Ba Nisbat Zyada Waqif Hon Gay! Aur Ab Ahista Ahista Woh Problems Solve Hoti Rahin Hayn!

Here Is My 1st Suggestion! I Dont Know If Its Rather Acceptable Or Not!

To Mera Suggestion Yeh Hay Ke Kyoon Na Hum Apnay Forum Ka Writing Pad Bilkul Hi Change Kar Den!

Like " Y A H O O " Or " M S N"

Kyoon Ke Agar Aap Dekhayn To Un Ke Pad Main Direct Writing And Preview Saath Hi Saath Hay! Aur Features Bhi Achay Hayn!

Jab Ke Hamara Writing Pad Normal Forum Ke Writing Pad Jaisa Hay! Jis Mein Advance Ka Option HOtay Howay kuch kuch html type language jaisa aanay lagta hay jo users ko confuse kar deta hay. Hum Jaisay Experienced Log Bhi Bina Preview Dekhay Apni Koi Thread ya post pass nahi kartay jis ki wajah say na sirf time zaya hota hay aur Baar Baar Editing Ke Marahil Se Guzar Ke Preview Dekhna Pardta hay!!

Main Bazaat-e-Khud To Is Cheez Ka Aadiee Ho Chuka Hoon! Lekin! Baaz Hamaray New Users Is Complication Ko Dekhtay Howay Posting Yah Thread Making Say Kinara Kash Ho Jatay Hayn!

Meri Sirf Yeh Suggestion Hay Ke!

If It Is Possible Then Why Not We Use Writing Pad As Available On Yahoo and MSN.

Aur Jahan Tak Main Nay Apnay Pichlay Thread Main URDU Fonts Ki Baat Ki To Woh To Hay Hi!

Just Think! Ke Agar Hum Apna Writing Pad MSN Yahoo Ki Tarah bana Len Jis Main Direct Writing with preview Ho aur Additionally URDU Fonts Istemal Hon To Kitna Acha Ho!

Is Ke Ilawa Ek Aur Baat!

Uper Wali suggestion per agar Ghaur Kiya Jaye Aur Mumkin Ho And yeh Qabil-e-Amal Ho To Aik Aur Suggestion Meray Pass Hay Woh Yeh Ke!

Some Kind of option WaterMark!

jo log direct writing pad main likh kar thread banantay hayn aur post kartay hayn! to un ki thread ke background per UFC ka water mark hona chahiye! Is Se Ek To Ye Faida Ho Ga Ke Aap Ki Threads Koi Bhi Chori Nahi Kar Sakay Ga! Aur Us Ko Kisi Aur Forum Pe Use Nahi Kar Sakay Ga! Kyoon Ke Amooman Copy Paste Hi Use Kiya Jata Hay Thread Making Main!

So What Do U think About These Two Suggestion from Me?

Main Koi Bohut Barda Tees Maar Khan To Nahi! Lekin Choon Ke Aik Cheez Hamari Is Ghazab Khoprdi Main Ayee To Socha Aap Logon Say Share Kar Len! Baqi Sab Log Jantay Hi Hayn Ke Admin Is The Authorized Person Who Take Final Decision!

Ok Doston To Ab Mujeh Ijazat Dijiye Aur Apni Her Tarah Ki Comments (Tameez Ke Dairay Main)

Post Kijye Aur Voting Main Hissa Lijiye!

Regards From Rajashahi

Link to comment

Recommended Posts

  • 0

Raja Bhai Ap Ki Suggestion Tu Buhat Achi Hain.... Thread Bnaty Howa Bar Bar Preview Lena Parta Hai Aur Agar Koi Ghalti Ho Jay Usy Thek Krny Main Time Lagta Hai.... New User Is Chez Se Buhat Preshan HO Jaty Hain Ke Ab Kya Kry Hum..... Admin Sir Se Request Hai Ke Woh Is Chez Ka Notice Lain... Hum Sb Tu Thread Bna Rahe Hain Aur Adai Ho Gay Hai Lekin New User Ko Masla Pash Ata Hai Jis Ki Waja Se Woh Thread Post He Nahi Kr Paty....

Ab Wait Hai Admin Sir Ke Commants Ka ....... Thanks Raja Bhai...

Link to comment

اردو فن کلب کے پریمیم ممبرز کے لیئے ایک لاجواب تصاویری کہانی ۔۔۔۔۔ایک ہینڈسم اور خوبصورت لڑکے کی کہانی۔۔۔۔۔جو کالج کی ہر حسین لڑکی سے اپنی  ہوس  کے لیئے دوستی کرنے میں ماہر تھا  ۔۔۔۔۔کالج گرلز  چاہ کر بھی اس سےنہیں بچ پاتی تھیں۔۔۔۔۔اپنی ہوس کے بعد وہ ان لڑکیوں کی سیکس سٹوری لکھتا اور کالج میں ٖفخریہ پھیلا دیتا ۔۔۔۔کیوں ؟  ۔۔۔۔۔اسی عادت کی وجہ سے سب اس سے دور بھاگتی تھیں۔۔۔۔۔ سینکڑوں صفحات پر مشتمل ڈاکٹر فیصل خان کی اب تک لکھی گئی تمام تصاویری کہانیوں میں سب سے طویل کہانی ۔۔۔۔۔کامران اور ہیڈ مسٹریس۔۔۔اردو فن کلب کے پریمیم کلب میں شامل کر دی گئی ہے۔

  • 0
meri nazar mein sub se best yah link hai jiss se urdu lekhi jaa sakti hai..

http://www.google.com/transliterate/indic/Urdu

Bhaiyon! aisa hay ke urdu likhna masla nahi hay! masla writing pad ka hay! jis kisi ke pass bhi urdu language aur keyboard install hay computer main woh urdu likh sakta hay! mera masla abhi tak lagta hay aap log samjhay nahi! aur yeh mera hi masla nahi hay balkay bohut say users is say do chaar hayn!

detail kay liye meri post number one dekh lain isi thread main!

thnx alots.

Link to comment
Guest
This topic is now closed to further replies.
×
×
  • Create New...
URDU FUN CLUB