Disable Screen Capture Jump to content
URDU FUN CLUB
  • 0

Suggestion For Urdu Literature

lund4phuddies

Question

Posted

Dear Administrator, Co Admin And All Members Of The Forum,

Kafi Arsay Se Yeh Baat Dekhnay Main Aa Rahi Hay Ke "Urdu Literature Section" Mein Achchi Khasi Postings Ho Rahi Hay. Lekin Aik Kami Nazar Aa Rahi Hay! Aur Woh Kami Hay.....

Posted Novel Ka Overview Na Hona!

Meri Un Tamam Members Say Guzarish Hay Ke Jo Bhi Novel Ya Litrature Woh Post Karain Us Ka Aik Tafseeli Overview Aur Central IDEA Zaroor Dein. Takay User Ko Pata Chal Sakay Ke Jo Novel Woh Download Karnay Ja Raha Hay AAya Us Ki Dilchaspee Ka Hay Bhi Ya Nhi?

Halan Ke I Think Yeh Rules Main Nahi Hay Ke Koi Bhi Poster Apni Thread Ka Is Section Main Lazmi Taur Per Overview Dey. Lekin Ikhlaqi Taur Per Aur Apni Thread Ko Qeemti Bananay Ke Liye Aur Apnay Aap Ko Zimmay Daar Sabit Karnay Ke Liye Meri Tamam Posters Say Guzarish Hay Ke Ainda Say Jo Bhi Thread Banayen Jo Bhi Litrature Ya Novel Share Karain Us Ka Overview Zaroor Den.

At The End Meri Administrator Aur Co Admins Say Bhi Yeh Guzarish Hogi Ke Is Maslay Ki Taraf Ghaur Farmayen Aur User Ke Saath Saath Posters Ko Bhi Is Baat Ka Paband Banayen Ke Woh Apni Thread Banaty Waqt Is Baat Ka Khayal Rakhayn Ke Un Ki Thread Sirf Thread Nahi Hay. UFC Ka Sarmaya Hay. To Is Sarmaye Ko Jitnay Khoobsurat Andaaz Main Paish Kiya Jaye Ga Utna Hi Acha Hoga! Thanx Alots!

Recommended Posts

  • 0
Posted

Thank u so much dear Raja je...

mein aap ki baat se 100% agree karta hun... yah lazmi hona chahiye aur mein members se request karta hun kay woh thori mehnat aur karlen.. kyun kay aap ka post kya hua thread hamisha forum mein rahay ga aur jo bhi us ko visit karta rahay ga. woh aap k thread ki tareef karta rahay ga.. isliye tamam dosto se kahon ga kay woh Raja jee ki tajvees par ghour karenn uno ney baray kam ki baat ki hai.. Again thanks Raja jee

کچھ ممبرز مسلسل  رومن اردو میں کمنٹس کر رہے ہیں جن کو اپروول کی بجائے مسلسل ڈیلیٹ کیا جا رہا ہے ان تمام ممبرز کو مطلع کیا جاتا ہے کہ یہ کمنٹس رولز کی خلاف ورزی ہے فورم پر صرف اور صرف اردو میں کیئے گئے کمنٹس ہی اپروول کیئے جائیں گے اپنے کمنٹس کو اردو میں لکھیں اور اس کی الائمنٹ اور فونٹ سائز کو 20 سے 24 کے درمیان رکھیں فونٹ جمیل نوری نستعلیق کو استعمال کریں تاکہ آپ کا کمنٹ با آسانی سب ممبرز پڑھ سکیں اور اسے اپروول بھی مل سکے مسلسل رومن کمنٹس کرنے والے ممبرز کی آئی ڈی کو بین کر دیا جائے گا شکریہ۔

  • 0
  • Administrators
Posted

ڈیئر میں خود کافی ٹائم سے سوچ رہا ہوں کہ اس سیکشن میں ہر رائٹر کے نام سے الگ سیکشن ہونا چاہیئے مگر پھر پرابلم یہ ہو جائے گی کہ صرف اسی ٹاپک میں 30/35 سیکشن بن جائیں گے ،اسی لیئے ابھی تک کچھ فائنل نہیں کیا ،اب آپ کیا کہتے ہو?

  • 0
Posted

Admin Sir Jahan Tak Mera Khayal Hai Har Writer Ke Nam Se Alag Section Na Bnaya jay Kyu Ke Memebers Itny Section 30/35 Section Dekh Kr Wesie He Preshan Ho jaty hain Means Itni lambi List ban Jay Gai ... Agar Ap Is Section Ka Rule Bna Dain Ke Jo Bhi Memeber Koi Story Post Kry Ga Woh Pahly Us Story Ka Overview Zaror Day Ga Mean Writer Ka Name Story Ka Maqsad Aur Story Ka Plateform Ke story Kis Mozo Par hai Thora ka Introduction Story sa Dena Ho ga ..... agar har writer ke nam se alag alag section bnaty hai tu aik list ban jay gai ..... Meri Suggestion Tu Yeh He Hai Ke Urdu literature Section Ka Yeh Rule Bna Diya Jay Ke Story Post Krny Ke Sath Sath Us Ka Thora Sa Intro Bhi Karwaya Jay...

Meri Tu Yeh He Ray Hai Bqi Admin Sir Ap Bahtr Samjhty hain..

  • 0
Posted

ڈیئر میں خود کافی ٹائم سے سوچ رہا ہوں کہ اس سیکشن میں ہر رائٹر کے نام سے الگ سیکشن ہونا چاہیئے مگر پھر پرابلم یہ ہو جائے گی کہ صرف اسی ٹاپک میں 30/35 سیکشن بن جائیں گے ،اسی لیئے ابھی تک کچھ فائنل نہیں کیا ،اب آپ کیا کہتے ہو?

dear admin!

aap ki yeh post main nay abhi dekhi hay aur mujeh acha laga ke aap bhi is baray main concern ho. milestone ka kehna bilkul sahi hay aur aap bhi sahi soch rahay ho ke writers kay naam say sub section bananay ka koi faida nahi bohut zyada writers hayn log uljhan ka shikar ho jayen gayn.

haan meri yeh suggestion hay ke......

writers kay bajaye categories sub section bana diye jayen woh kam hon gayn aur is tarah na poster ko pareshani ho gi na viewer ko na downloader ko

jaisay kay sub sections Romantic Novels; Horror Novels; Action Novels; Comedy Novels

and like these all to is tarah sub section main divide kar ke categories ban jayen gi aur phir jis ka jo mood ho ga woh us main ja ke apna novel download kar lega.

is tarah poster ko bhi kam az kam novel ka overview dena hoga ke novel ka plot kya hay kitnay pages hayn aur woh khud is novel ko kya rate karta hay etc etc (yeh sab batayn baad main bhi discuss ho sakti hayn) so this is my suggestion jis ki wajah say main nay yeh thread banaya tha. now its up to u ke aap kya kehtay hayn?

  • 0
Posted

Bohat achhi tajveez hai Raja Dear,

Lykin mera khial hai ke abhi isko aise hi runa karne dia jaai, Kiu ke ye Open Forum hai, Aur Jaise hai UFC may Paid Section Announce kia jaaiga to Saath hi Stories Sections ke liye Rules may ye bhi Shaamil kar dia jaaiga

dear sarfarosh!

thnx for urs comments yaar! lekin agar yeh bhi bata detay ke kis tajveez ko tum nay pasand kiya hay to meharbani hoti. kyoon ke di to main nay bohut sari tajaveez hayn? kya woh tajveez ji ke liye yeh thread banaya? means my first post in this thread ya woh tajveez jo main nay abhi uper admin ko di? my post number 7 ?

Dear I am Talking about Your Post No. 1

  • 0
Posted

Dear Administrator, Co Admin And All Members Of The Forum,

Kafi Arsay Se Yeh Baat Dekhnay Main Aa Rahi Hay Ke "Urdu Literature Section" Mein Achchi Khasi Postings Ho Rahi Hay. Lekin Aik Kami Nazar Aa Rahi Hay! Aur Woh Kami Hay.....

Posted Novel Ka Overview Na Hona!

Meri Un Tamam Members Say Guzarish Hay Ke Jo Bhi Novel Ya Litrature Woh Post Karain Us Ka Aik Tafseeli Overview Aur Central IDEA Zaroor Dein. Takay User Ko Pata Chal Sakay Ke Jo Novel Woh Download Karnay Ja Raha Hay AAya Us Ki Dilchaspee Ka Hay Bhi Ya Nhi?

Halan Ke I Think Yeh Rules Main Nahi Hay Ke Koi Bhi Poster Apni Thread Ka Is Section Main Lazmi Taur Per Overview Dey. Lekin Ikhlaqi Taur Per Aur Apni Thread Ko Qeemti Bananay Ke Liye Aur Apnay Aap Ko Zimmay Daar Sabit Karnay Ke Liye Meri Tamam Posters Say Guzarish Hay Ke Ainda Say Jo Bhi Thread Banayen Jo Bhi Litrature Ya Novel Share Karain Us Ka Overview Zaroor Den.

At The End Meri Administrator Aur Co Admins Say Bhi Yeh Guzarish Hogi Ke Is Maslay Ki Taraf Ghaur Farmayen Aur User Ke Saath Saath Posters Ko Bhi Is Baat Ka Paband Banayen Ke Woh Apni Thread Banaty Waqt Is Baat Ka Khayal Rakhayn Ke Un Ki Thread Sirf Thread Nahi Hay. UFC Ka Sarmaya Hay. To Is Sarmaye Ko Jitnay Khoobsurat Andaaz Main Paish Kiya Jaye Ga Utna Hi Acha Hoga! Thanx Alots!

Dear mein app ki suggestion se kafi had tak agree kerti hun kafi achi suggestion hein. ek do batien kehna chaoun gi.

1. Her posted novel ka overview post kerna abi compulsory nhi hona chiye. section ke top per advice tu honi chiye lekin agar koie member fallow na kere tu abi uski post delete nhi honi chiye.

2. Novels ko by writer aur even novel category section mein divide hona chiye bcz i think is sy her member ko apni merzi aur type ka novel easily mil sakta hai.

Guest
This topic is now closed to further replies.
×
×
  • Create New...
URDU FUN CLUB